% ISB File: HalfTicket_1962.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa ke siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa}%
\film{Half Ticket}%
\year{1962}%
\starring{Kishore Kumar, Madhubala}%
\singer{Kishore}%
\music{Salil Chowdhury}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Sam Malhotra (Sam@bollyvista.com)
% Transliterator: Sam Malhotra (Sam@bollyvista.com)

\printtitle
#indian

##Both Male and Female Voices are by Kishore Kumar##

##Female##:  aake siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa o saa.nwariyaa oy
                       aake siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa o
saa.nwariyaa oy hoy
                       o terii tirachhii najariyaa.a
##Male##:      le gayii meraa dil terii julmii najariyaa o gujariyaa oy
                       le gayii meraa dil terii julmii najariyaa o gujariyaa
oy hoy hoy
                       o jaane saarii nagariyaa
##Female##:   aake siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa o saa.nwariyaa

##Female##:    merii galii aate ho kyuu.n baar baar
                       chhe.D chhe.D jaate ho kyuu.n dil ke taar
                       o saiyaa.n o saiyaa.n o saiyaa.n paDu.n tore paiyaa.n
                       merii galii aate ho kyuu.n baar baar
                       chhe.D chhe.D jaate ho kyuu.n dil ke taar
##Male##:       kyaa mai.n karuu.n gorii mujhe tujhase hai pyaar
                       jo naa tujhe dekhu.n naa aaye qaraar
                       o gorii o gorii o gorii ba.D ke bu.Dhan Tiir vii
Takkar
                       kyaa mai.n karuu.n gorii mujhe tujhase hai pyaar
                       jo naa tujhe dekhu.n naa aaye qaraar
##Female##:   haTo jaao naa banaao
                       haTo jaao haay haay naa banaao haay haay haay
                       naTakhaT ra.ngiile sa.nwariyaa
                       aake siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa o
saa.nwariyaa haay haay
##Male##:      le gayii meraa dil terii julmii najariyaa o gujariyaa

##Female##:  piichhe piichhe aate ho kyuu.n dil ke chor
                      maan jaao varnaa machaa duu.ngii shor
                      bachaao o mu.nai o murge o kauve
                     piichhe pichhe aate ho kyuu.n dil ke chor
                      maan jaao varnaa machaa duu.ngii shor
##Male##:      pahale to baa.ndhii nigaaho.n ki Dor
                      ab hamase kahtii ho chal piichhaa chho.D
                       o gorii o naTakhaT o khaTapaT o panaghaT o jhaTapaT
                       pahale to baa.ndhii nigaaho.n ki Dor
                       ab hamase kahtii ho chal piichhaa chho.D
##Female##:  tore nai.nnaa o miiThe bai.nnaa
                      o tore nai.nnaa haay haay miiThe bai.nnaa oy hoy
                      mujhako banaa gaye baa.nwariyaa
                      aake siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa o
saa.nwariyaa oy hoy
                      o terii tirachhii najariyaa.a
##Male##:      le gayii meraa dil terii julmii najariyaa o gujariyaa oy hoy
                       o jaane saarii nagariyaa
##Female##:  aake siidhii lagii dil pe jaise kaTariyaa o saa.nwariyaa
(##Male##:     o gujariyaa
##Female##:  o saa.nwariyaa) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n tum dil me.n tum ho}%
\film{Half Ticket}%
\year{1962}%
\starring{Kishore Kumar, Madhubala}%
\singer{Geeta, Kishore}%
\music{Salil Chowdhury}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

gii:	aa.Nkho.n me.n tum
	aa.Nkho.n me.n tum dil me.n tum ho
	tumhaarii marzii maano ke naa maano
	are maano ke naa maano
ki:	##laughs##
	kabase ye dil dil tumhaaraa
	ye raaz\-e\-dil tum jaano ke naa jaano
	are jaano ke naa jaano

	ho
	dil ko terii hii aarazuu \-2
	dil ke shiishe me.n tuu hii tuu
	terii aarazuu dil me.n hai tuu
	he terii aarazuu dil me.n hai tuu
	mai.n na rahaa mai.n tuu nahii.n tuu
	ulfat kar ga_ii ma.ntar chhuu huu huu

gii:	aa.Nkho.n me.n tum
	aa.Nkho.n me.n tum dil me.n tum ho
	tumhaarii marzii maano ke naa maano
	are maano ke naa maano
ki:	##laughs##
	kabase ye dil dil tumhaaraa
	ye raaz\-e\-dil tum jaano ke naa jaano
	are jaano ke naa jaano

gii:	o
	yuu.N samajh lo hai tumase pyaar \-2
	ab to Kush ho jaan\-e\-bahaar
	tumase hai pyaar jaan\-e\-bahaar \-2
	tumape ye dil kar diyaa nisaar
	milate\-milate mil gaye taar ho ho

gii:	aa.Nkho.n me.n tum
	aa.Nkho.n me.n tum dil me.n tum ho
	tumhaarii marzii maano ke naa maano
	are maano ke naa maano
ki:	##laughs##
	kabase ye dil dil tumhaaraa
	ye raaz\-e\-dil tum jaano ke naa jaano
	are jaano ke naa jaano

ki:	ho
	ham zamaane se beKabar \-2
	ham kahaa.N dil gayaa kidhar
	kisii hai Kabar dil hai kidhar \-2
	ulfat kaa lo dekho asar
	ham aa.Ngan me.n dil chhat par

gii:	aa.Nkho.n me.n tum
	aa.Nkho.n me.n tum dil me.n tum ho
	tumhaarii marzii maano ke naa maano
	are maano ke naa maano
ki:	##laughs##
	kabase ye dil dil tumhaaraa
	ye raaz\-e\-dil tum jaano ke naa jaano
	are jaano ke naa jaano

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaa.Nd raat tum ho saath kyaa kare.n}%
\film{Half Ticket}%
\year{1962}%
\starring{Kishore Kumar, Madhubala}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{Salil Chaudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10339 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	chaa.Nd raat tum ho saath kyaa kare.n ajii ab to dil machal\-machal gayaa
la \:	dil kaa aitabaar kyaa kyaa karoge jii pal jo ye badal gayaa

ki \:	zulmii nazar kaisii niDar dil churaa liyaa
	jaane kis ajab desh me.n bulaa liyaa
la \:	ye bhii ko_ii dil hai kyaa
	jahaa.N mauqaa milaa phisal\-phisal gayaa
ki \:	chaa.Nd raat tum ho \threedots

la \:	suni_e zaraa maine kahaa mat sataa_i_e
	apane aap apanii raah lauT jaa_i_e
ki \:	ye vo raahe.n nahii.n jisape chal ke ko_ii sa.nbhal gayaa
	chaa.Nd raat tum ho \threedots

	bahake\-bahake ab to sanam baa.Nh thaam lo
la \:	apanii nazar apanii niGaaho.n se kaam lo \-2
ki \:	aap kaa kyaa gayaa
	phuul saa dil meraa kuchal\-kuchal gayaa
ki \:	chaa.Nd raat tum ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
