% ISB File: HamaraSansar_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai}%
\film{Hamara Sansar}%
\year{1945}%
\starring{Jiwan, Ranjana, Umakant, Rajkumari, Shukla, Sushil Kumar}%
\singer{Zohra Bai}%
\music{Gobindram}%
\lyrics{Ramesh Gupta}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12171 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai \-2
kaun man pe mere chhaaye jaa rahaa hai
kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai

kaun barakhaa kii kaalii\-kaalii raat me.n \-2
ban ke saayaa chal rahaa hai saath me.n \-2
kaun diipak ban ke raah dikhalaa rahaa hai
kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai \-2

ko_ii saathii na thaa ko_ii miit naa thaa \-2
mere suunii viinaa me.n ko_ii giit naa thaa \-2
kaun miiThe suro.n se ye gaaye jaa rahaa hai \-2
kaun man ko mere lubhaaye jaa rahaa hai \-2

kaun jiiwan me.n mere samaaye jaa rahaa hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
