% ISB File: HamariYaadAayegi_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n terii yaad li_e jaa rahaa huu.N mai.n}%
\film{Hamari Yaad Aayegi/ Javaan Mohabbat}%
\year{1961}%
\starring{Tanuja, Ashok, Anant Kumar, Madhavi}%
\singer{Mukesh}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10675 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa.Nkho.n me.n terii yaad li_e jaa rahaa huu.N mai.n
dil se tujhe du_aa_e.N di_e jaa rahaa huu.N mai.n
aa.Nkho.n me.n terii \threedots

mai.n vo nahii.n ki aa ke chalaa jaa_uu.N khaalii haath
do\-chaar harasate.n to li_e jaa rahaa huu.N mai.n
aa.Nkho.n me.n terii \threedots

jo merii zindagii the merii jaan the ga_e
phir kis Kushii me.n aur ji_e jaa rahaa huu.N mai.n
aa.Nkho.n me.n terii \threedots

ai maut haath thaam le mujh badanasiib kaa
kabase tujhe aavaaz di_e jaa rahaa huu.N mai.n
aa.Nkho.n me.n terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{farishto.n kii nagarii me.n mai.n aa gayaa huu.N mai.n}%
\film{Hamari Yaad Aayegi/ Javaan Mohabbat}%
\year{1961}%
\starring{Tanuja, Ashok Sharma, Anant Kumar, Madhavi}%
\singer{Mukesh}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: Satish Kalra
% Transliterator: Satish Kalra, Devendra
% Date: 14 Oct 2002

\printtitle
#indian

farishto.n kii nagarii me.n mai.n aa gayaa huu.N mai.n
aa gayaa huu.N mai.n
ye raanaaiiyaa.n dekh chakaraa gayaa huu.N mai.n
aa gayaa huu.N mai.n

yahaa.n basane waale ba.De hii niraale
ba.De siidhe saade ba.De bhole bhaale
patii\-patnii mehanat se karate hai.n khetii
to daadaa ko potii sahaaraa hai detii
yahaa.N shiirii.n farahaad ka.ndhaa milaa kar
hai.n le aate jhiilo.n se nadiyaa.n bahaa kar
ye chaa.Ndii kii nadiyaa.n bahe jaa rahii hai.n
kuchh apanii zubaa.N me.n kahe jaa rahii hai.n
farishto.n kii\threedots

kanhaiyaa chalaa Dhor ban me.n charaane
to raadhaa chalii saath ba.nsii bajaane
bajii baa.Nsurii niir aa.Nkho.n se chhalakaa
mujhe ho gayaa hai nashaa halkaa halkaa
pari.nde mere saath gaane lage hai.n
ishaaro.n se baadal bulaane lage hai.n
hasii.n dekh kar muskuraane lage hai.n
kadam ab mere Dagamagaane lage hai.n
farishto.n kii\threedots

are waah lagaa hai yahaa.N koii melaa
to phir is tarah mai.n phiruu.n kyuu.n akelaa
mai.n jhuule pe baiThuu.ngaa chuusuu.ngaa gannaa
kisii kaa to huu.N mai.n bhii hariyaalaa bannaa
o bhaiyyaa jii lo ye duannii sa.nbhaalo
chalo maamaa utaro mujhe baiThane do
farishto.n kii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jawaa.N muhabbat hasiin aa.Nkhon me.n}%
\film{Hamari Yaad Aayegi}%
\year{1961}%
\starring{Tanuja, Ashok Sharma}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Kidar Sharma}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 20 Nov 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

mukesh:
(jawaa.N muhabbat hasiin aa.Nkho.n me.n
kis liye muskuraa rahii hai \-2) \-2
kyuu.N kyuu.N kyuu.N jii

lataa:
jo baat aa_ii thii apane dil me.n
vo unake dil me.n \-2
bhii aa rahii hai
jo baat aa_ii thii

mu:
ye bhiigii bhiigii hasiin raate.n \-2
ye pyaarii pyaarii tihaarii baate.n
tihaarii baate.n
la:
aa.a
bahaar aa_ii, bahaar aakar
ko_ii nayaa gul khilaa rahii hai \-2
bahaar aa_ii hai

zaraa meraa haath haath me.n lo
mu:
zaraa mere dil pe haath rakh do
haath rakh do
la:
kyuu.N kyuu.N kyuu.N jii
mu:
suno to ik bezubaan dil se
ye (kaisii aawaaz aa rahii hai \-2)

la:
jo baat aa_ii hai tere dil me.n
vo mere dil me.n \-2
bhii aa rahii hai
jo baat aa_ii hai

mu:
qariib aa_o, gale lagaa luu.N
yahaa.N chhupaa luu.N, yahaa.N basaa luu.N
yahaa.N biThaa luu.N
la:
kyuu.N kyuu.N kyuu.N jii
mu:
mujhe bahut pyaar aa rahaa hai
la:
magar mujhe laaj aa rahii hai \-2

dono:
jo baat aa_ii thii apane dil me.n
vo unake dil me.n \-2
bhii aa rahii hai
jo baat aa_ii thii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii tanahaaiyo.n me.n hamaarii yaada aaegii}%
\film{Hamari Yaad Aayegi}%
\year{1961}%
\starring{Tanuja}%
\singer{Mubarak Begum}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Samiuddin Mohammed (sm0e@Lehigh.EDU)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umd.edu)
%          Pavan Kumar Desikan (pkd@cs.duke.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

kabhii tanahaaiyo.n me.n 
hamaarii yaada aaegii
a.ndhere chhaa rahe ho.nge
ke bijalI kau.ndh jaaegii
kabhii tanahaaiyo.n me.n yuu.N\threedots

ye bijalI raakha kara jaegii tere pyaar kii duniyaa \- 2
naa phira tuu jii sakegaa aura, naa tujhako mauta aaegii
kabhii tanahaaiyo.n me.n yuu.N\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sochataa huu.N ye kyaa kiyaa mai.nne}%
\film{Hamari Yaad Aayegi/ Javaan Mohabbat}%
\year{1961}%
\starring{Tanuja, Ashok Sharma, Anant Kumar, Madhavi}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: Satish Kalra
% Series: GEETanjali

\printtitle
#indian

mu: sochataa huu.N ye kyaa
   ye kyaa kiyaa mai.nne
   kyaa ye saradard le liyaa mai.nne

la: sochatii huu.N ye kyaa
   ye kyaa kiyaa mai.nne
   kyo.n ye saradard le liyaa mai.nne

mu: kaun hai ye kahaa.N se aaii hai
   ye to apanii nahii.n paraaii hai
   aisii cha.nchal shariir aur jhuuThii
   phir bhii dil ko ye aisii bhaaii hai
   haath haatho.n me.n le liyaa mai.nne
   dil\-e\-naadaa.n ye kyaa kiyaa mai.nne
   sochataa huu.N ye kyaa\threedots

la: dekh kar yuu.n  vo muskuraayaa kyuu.n
   muskuraayaa thaa paas aayaa kyuu.n
   naak itanii sii aap itanaa saa
   phir bhii merii nazar ko bhaayaa kyuu.n
   isako arpan kiyaa hiyaa mai.nne
   dil\-e\-naadaa.n ye kyaa kiyaa mai.nne

mu: raat din ishq kaa jo ronaa thaa
la: liijiye ho gayaa jo honaa thaa
mu: ye jo qaafir dha.Dak rahaa hai yahaa.N
   is ne ek din mujhe Dubonaa thaa
   dil\-e\-naadaa.n ye kyaa kiyaa mai.nne
la: jo kiyaa Thiik hii kiyaa mai.nne
   dil kaa raushan kiyaa diiyaa mai.nne
mu: sochataa huu.N ye kyaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
