% ISB File: Hangaamaa_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dard\-e\-mohabbat aa tujhako siine se lagaa ke}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12251 [V S Rawat], 10/01/2004
% song courtesy: http://homepage.mac.com/tarana/cr/
% song contact: tarana at mac.com

\printtitle
#indian

ai dard\-e\-mohabbat aa tujhako
siine se lagaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
saajan kii nishaanii hai tujhako
duniyaa se chhupaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard\-e\-mohabbat

milane kaa samaa.N is dil me.n thaa \-2
duniyaa se naa Dar ma.nzuur na thaa \-2
duniyaa ko Kabar kyaa mai.n tumase
sab kuchh bhii luTaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N

ai dard\-e\-mohabbat aa tujhako
siine se lagaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard\-e\-mohabbat

ye raat ye ThaNDii mast hawaa \-2
us par ye sitam mai.n tumase judaa \-2
qisamat me.n likhaa hai mai.n tumase
aa.Nsuu hii bahaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N

ai dard\-e\-mohabbat aa tujhako
siine se lagaa ke pyaar karuu.N
pyaar karuu.N
ai dard\-e\-mohabbat

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.De tiir maare ... bholaa shikaarii nishaanaa na jaane}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Hrishi Dixit
% Date : 20 Jan 2003
% Comments: Latanjali Series. 

\printtitle
#indian

ba.De tiir maare magar ik na laagaa
muhabbat me.n aakhir shikaarii hii bhaagaa

bholaa shikaarii nishaanaa na jaane
naadaan dil kaa lagaanaa na jaane
bholaa shikaarii   \-2 

jo dil ta.Dapane par na ho raazii
khelegaa kyaa vo muhabbat kii baazii \-2
jalanaa na jaane jalaanaa na jaane
naadaan dil kaa lagaanaa na jaane
bholaa shikaarii

bholaa shikaarii nishaanaa na jaane \threedots

chale tiir par tiir dil muskuraa_e
mazaa pyaar karane kaa aise hii aa_e \-2
dil kii ta.Dap ko zamaanaa na jaane
naadaan dil kaa lagaanaa na jaane
bholaa shikaarii

bholaa shikaarii nishaanaa na jaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dard ke maare huye aur pyaar ke luuTe huye}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

dard ke maare huye aur pyaar ke luuTe huye
kaun sii duniyaa me.n jaaye.nge ye dil TuuTe huye
dard ke maare huye

chaar din kii is judaa_ii me.n samajh baiThaa hai dil
samajh baiThaa hai dil
ik zamaanaa ho gayaa
ik zamaanaa ho gayaa tumase hame.n chhuuTe hue 

dard ke maare huye aur pyaar ke luuTe huye
kaun sii duniyaa me.n jaaye.nge ye dil TuuTe huye
dard ke maare huye

kuchh suhaane Kaab dekhe the mohabbat ne kabhii o
kuchh suhaane Kaab dekhe the mohabbat ne kabhii
mohabbat ne kabhii
haay rii qismat wo saare
haay rii qismat wo saare Kaab ab jhuuTe huye

dard ke maare huye aur pyaar ke luuTe huye
kaun sii duniyaa me.n jaaye.nge ye dil TuuTe huye
dard ke maare huye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hawaa hai ThaNDii ... ulfat kii zi.ndagii ke jo}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Lata, Chitalkar, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

chi:	hawaa hai ThaNDii ThaNDii chaa.Ndanii hai yaar hai ham hai.n
la:	magar hai zi.ndagii sau saal kii sau saal to kam hai.n
	ulfat kii zi.ndagii ke jo saal ho.n hazaar
	tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke kare.n pyaar kare.n pyaar
do:	tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke kare.n pyaar kare.n pyaar

ra:	do din kii zi.ndagii me.n kyaa kyaa kare ko_ii
	kyaa kyaa kare ko_ii
chi:	do din me.n kyaa jiye ko_ii kyaa mare ko_ii
	kyaa kyaa kare ko_ii
ra:	duniyaa kii ek raat ho aashiq kii chaar chaar \-2

do:	tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke kare.n pyaar kare.n pyaar
	ulfat kii zi.ndagii ke jo saal ho.n hazaar
	tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke kare.n pyaar kare.n pyaar

la:	o baato.n me.n biit jaaye.n
	( baato.n me.n biit jaaye.n ye mausam\-e\-jawaanii
	kaisii banaaye tuune maalik ye zi.ndagaanii
	maalik ye zi.ndagaanii ) \-2
	baazii bahut hai chhoTii lambii hai jiit haar \-2

do:	tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke kare.n pyaar kare.n pyaar
	( ulfat kii zi.ndagii ke jo saal ho.n hazaar
	tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke kare.n pyaar kare.n pyaar ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhuum jhuum jhuum jhuum rahii pyaar kii duniyaa}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

la:	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii pyaar kii duniyaa \-2
	mast taraane liye huye \-2
chi:	chuum chuum chuum chuum rahii chandaa ko rajanii \-2
	ra.ng suhaane liye huye \-2
do:	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii

chi:	biit gaye naakaan zamaane
	priit ne likhe naye fasaane
la:	lauT ga_ii.n wo bairan gha.Diyaa.N lauT ga_ii.n
	lauT ga_ii.n wo bairan gha.Diyaa.N le kar apane dard puraane
do:	aa_ii ye kaisii raat suhaanii naye zamaane liye huye

	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii pyaar kii duniyaa
la:	o
do:	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii pyaar kii duniyaa
	mast taraane liye huye \-2
	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii

la:	soye nasiib ne lii a.nga.Daa_ii
	dil kii kalii khil kar muskaa_ii
ch:	TuuT gayaa dukh dard kaa jaaduu TuuT gayaa
	TuuT gayaa dukh dard kaa jaaduu pyaar kii ma.nzil saamane aa_ii
do:	na_ii uma.nge naye taraane naye fasaane liye huye

	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii pyaar kii duniyaa
la:	o
do:	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii pyaar kii duniyaa
	mast taraane liye huye \-2
	jhuum jhuum jhuum jhuum rahii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii sakhii bataa terii pii bin}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir Khan}%
\singer{Rafi, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Sathya Sekar
% Transliterator: Sathya Sekar
% Date: 25 Oct 2004
% Series: GEETanjali
% Comments: A charming piece - beautifully rendered by both the singers !
% Credits: Satish Kalra, Neha Desai
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ra: merii sakhii bataa
chi:     kyaa bataa_uu.N
ra: merii sakhii bataa
    terii pii bin kaisii guzarii raat re
chi: kyaa kahuu.N piyaa
ra:     are bhaa_ii kuCh bhii kah do
chi: kyaa kahuu.N piyaa a.Nkhiyo.n me.n kaTii
    merii sagarii raat re
ra: merii sakhii bataa
    terii pii bin kaisii guzarii raat re
chi: kyaa kahuu.N piyaa a.Nkhiyo.n me.n kaTii
    merii sagarii raat re

ra: merii sakhii se hu_ii taqaraar chho.D ga_ii gharabaar
    raat hu_ii to yaad sakhii kii aa_ii baara.nbaar
    man pachhataayaa jii bhar aayaa mat puuchho baat re
    merii sakhii bataa...

chi: mai.n bhor bhaye tak jaagii mohe zaraa nii.nd naa laagii
    mai.n soch soch ho ga_ii baa.Nvariyaa kaahe sajan se bhaagii
    mujhe gha.Dii gha.Dii kahe moraa jiyaa terii paapan zaat re
ra: merii sakhii bataa...

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o kahaa.N chale sarakaar ... masaaledaar}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Chitalkar, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

	o kahaa.N chale sarakaar
	aa_o khaanaa hai tayyaar
	mazedaar masaaledaar
	masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar \-2
	ajii kahaa.N chale sarakaar
	aa_o khaanaa hai tayyaar
	mazedaar masaaledaar
	masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar \-2

ra:	aa_o meharabaano.n kadaradaano.n
	baat pate kii kahataa huu.N jo maano \-2
chi:	ye hoTal ##up to date## khulaa hai ##gate##
	na honaa ##late##
ra:	are saste hai.n sab ##rate## bharegaa peT
	karo naa ##wait##
chi:	o chhoTe baraKuradaar, o baa.Nke baabuu hawaladaar
	o baabuu hawaladaar

	ajii kahaa.N chale sarakaar
	aa_o khaanaa hai tayyaar
	mazedaar masaaledaar
	masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar \-2

ra:	saa.Nwalii salonii bhai.Ns goraa goraa jii
	kahaa.N milegaa aise asalii ghii kaa khaanaa jii
chi:	naazuk naazuk haatho.n se jii banawaa_ii hai roTii
	jo na khaaye bhayyaa samajho usakii qismat khoTii
	tiin Taa.Ng kii murgii laa_ii
	phir makkhan tuune jhuuThe bolaa hai
	are ek Ta.Ngaa baTeraa
	ek Taa.Ng
	jhuuth bolanaa gaahak se jii kaam nahii.n hai meraa
	aisaa khaanaa khaane waalaa kabhii na ho biimaar
	ajii kabhii na ho biimaar

	ajii kahaa.N chale sarakaar
	aa_o khaanaa hai tayyaar
	mazedaar masaaledaar
	masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar \-2

ra:	bhurtaa naazuk phuulo.n kaa hai kaliyo.n kii hai bhaajii
	are kaliyo.n kii hai bhaajii
	are tiin roz kii baasii bhayyaa
	aa naa bha_ii naa bha_ii taazii
	o dhobii jii o moTii jii o moTaa jii o lambuu jii
	o maamaa jii o chaachaa jii o taayaa jii o baabaa jii
	jisane is hoTal me.n aa kar aaj na khaanaa khaayaa jii
	pa.De Kudaa kii maar us par pa.De Kudaa kii maar
	are pa.De Kudaa kii maar

	ajii kahaa.N chale sarakaar
	aa_o khaanaa hai tayyaar
	mazedaar masaaledaar
	masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar \-2
	masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar, masaaledaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere dar se Kushii maa.ngii ... are ye kyaa kiyaa tuune}%
\film{Hangaamaa}%
\year{1952}%
\starring{Nutan, Nasir, K N Singh}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12071 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( tere dar se Kushii maa.ngii
magar Gam de diyaa tuune
are ye kyaa kiyaa tuune
are ye kyaa kiyaa tuune ) \-2

tere qadamo.n se kitanaa pyaar
karatii hai.n merii galiyaa.N
merii galiyaa.N
khilaa kar to.D naa denaa
kahii.n tuu aas kii kaliyaa.N \-2
qasam hai jaan de de.nge
agar aisaa kiyaa tuune

are ye kyaa kiyaa tuune \-2

tujhe ye kyaa Kabar tujhase
mujhe kitanii mohabbat hai
mohabbat me.n mujhe tujhase
bas itanii sii shiqaayat hai
rulaane ke liye zaalim
meraa dil kyuu.N liyaa tuune

are ye kyaa kiyaa tuune \-2

milegaa kyaa tujhe ulafat bhare
is dil ko Thukaraa kar
ta.Dapate jaaye.nge ham to
agar tuu Kush hai ta.Dapaa kar \-2
jo teraa hai usii dil par
sitam kyuu.N kar kiyaa tuune

are ye kyaa kiyaa tuune \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
