% ISB File: Haqeeqat_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ik la.Dakii hai haay ik la.Dakaa hai haay}%
\film{Haqeeqat}%
\year{1995}%
\starring{Ajay Devgan, Tabbu, Aruna Irani, Mohan Joshi, Ishrat Ali}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Faiz Anwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ik la.Dakii hai haay ik la.Dakaa hai haay
chhup chhup ke milate hai.n kyaa baate.n karate hai.n
saaraa shahar ye jaane ham prem diivaane
hame.n Dar nahii.n duniyaa kaa

ham pyaar ke diivaane bas dil kii baat maane.n
ik la.Dakii hai haay \threedots

ye din hai.n apane diivaanepan ke baaho.n me.n aajaa aajaa zaraa
ho milate milate sadiyaa.n biitii.n dil ab tak nahii.n bharaa
dil Dole hai kyaa bole hai
dono.n me.n chakkar hai charchaa ye ghar ghar hai
kaise ham ye bataa_e.n
hame.n Dar hai ki haay badanaam na ho.n dono.n
ham pyaar ke diivaane \threedots

merii javaanii terii diivaanii tere li_e hai sab kuchh meraa
o merii jaanam ho phir se kah do meraa sab kuchh hai ab teraa
ta.Dapaa_e dil ghabaraa_e dil
ab kaisaa ghabaraanaa mai.n teraa diivaanaa
maine pyaar kiyaa tujhe dil ye diyaa
ikaraar kiyaa khulake
ham pyaar ke diivaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{papiyaa.n japhiyaa.n paale.n ham a.nkhiyo.n ke pe.nch}%
\film{Haqeeqat}%
\year{1995}%
\starring{Ajay Devgan, Tabbu, Aruna Irani, Mohan Joshi, Ishrat Ali}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Dilip Sen Sameer Sen}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa papiyaa.n japhiyaa.n paale.n ham a.nkhiyo.n ke pe.nch la.Daa le.n ham
dil me.n hai khalabalii o merii chulabulii khul ke mile.n aaj ham
a.Dippaa
papiyaa.n jhaphiyaa.n paale.n \threedots

dil me.n hai khalabalii mai.n terii chulabulii khul ke mile.n aaj ham
a.Dippaa
papiyaa.n jhaphiyaa.n paale.n \threedots

haa.N bahakane de mujhe hai nashaa pyaar kaa
bahak jaa pyaar se ye nashaa pyaar kaa
dil me.n hai khalabalii \threedots

haa.N tuune jo dekhaa hai to khumaar aa gayaa
are terii baaho.n me.n aa ke karaar aa gayaa
dil me.n hai khalabalii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
