% ISB File: HarDilJoPyaarKaregaa_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aajakal kyuu.n meraa vaqt ... aisaa pahalii baar hu_aa hai}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

vo o vo vo o vo
aajakal kyuu.n meraa vaqt kaTataa nahii.n
ko_ii cheharaa nigaaho.n se haTataa nahii.n
kyaa hai.n betaabiyaa.n maine na jaanaa thaa
pahale kabhii dil naa divaanaa thaa o o

aisaa pahalii baar hu_aa hai sataraa aTharaa saalo.n me.n
ko_ii ko_ii aa_e jaa_e mere khayaalo.n me.n
aisaa pahalii baar \threedots

laa_ii laa_ii laa_ii la laa_ii laa_ii laa_ii la
sapane sajaataa huu.n Kaamosh raato.n me.n
mai.n Duub jaataa huu.n anjaanii baato.n me.n
ko_ii havaa me.n dupaTTaa u.Daa_e
merii javaa.n dha.Dakano.n ko ba.Dhaa_e haa.n
are ulajhaa ulajhaa rahataa huu.n ulajhe ulajhe baalo.n me.n
aisaa pahalii baar \threedots

ko_ii jo aahaT ho mai.n jaag jaataa huu.n
yaado.n ke piichhe kyuu.n bhaag jaataa huu.n
tanhaa_ii me.n dil dha.Dakane lagaa hai
naa jaane kyuu.n ab ta.Dapane lagaa hai
mai.n puuchhataa huu.n ko_ii bataa de
ye kyaa mujhe ho gayaa haa.n
are meraa naam likh do tum ab paagal dilavaalo.n me.n
ko_ii are ko_ii aa_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aate jaate jo milataa hai tumasaa lagataa hai}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Annu Malik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aate jaate jo milataa hai tumasaa lagataa hai
ham to paagal ho jaa_e.nge aisaa lagataa hai
o tere pyaar me.n tere intazaar me.n

tumase mil ke maine jaanaa ye pyaar bhii ajiib chiiz hai
insaa.n khud ko bhuul jaataa hai aisaa kyuu.n hotaa hai
ho diivaanepan kii ye intehaa hai cheharo.n me.n kyaa hai cheharaa teraa
tere sivaa ham soche.n bhii kaise yaado.n pe har pal paharaa teraa
kyaa bebasii hai jaano.n sanam kahanaa hamaaraa maano sanam
hamase puuchho tanahaa rahanaa kaisaa lagataa hai
ham to paagal ho \threedots

##hey relax##
tumhe.n dekhataa huu.n to lagataa hai ko_ii aisaa bhii mere paas to hai
are jisako merii tanhaa_ii kaa ehsaas to hai

ye aashiqii bhii aisaa nashaa hai jab ye lage to chhuuTe nahii.n
naataa dilo.n kaa hai aisaa naataa to.De se bhii to TuuTe nahii.n
jisane kahaa ye sach hii kahaa bhuule kabhii naa pahalii vafaa
tumase milanaa baate.n karanaa achchhaa lagataa hai
ham to paagal ho \threedots

kyaa sochane lagii.n
haa.n a.n soch rahii huu.N tum kyaa soch rahe ho
haH mai.n haa haa haa haa haa haa
ho jii chaahataa hai zulfo.n ke niiche yuu.n hii hameshaa so_e rahe.n
bas tumako dekhe.n bas tumako chaahe.n khvaabo.n me.n yuu.n hii kho_e rahe.n
tumase milii hai jabase nazar hamako nahii.n hai kuchh bhii khabar
ab to hamako afasaanaa bhii sachchaa lagataa hai
ham to paagal ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil dil diivaanaa ... bolo naa ab kyaa kare.n}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil dil dil dil diivaanaa diivaanaa
pyaar pyaar pyaar pyaar me.n paagal paagal
dil dil dil dil dil dil dil dil diivaanaa ho gayaa
ho gayaa ho gayaa ho gayaa re
pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar me.n paagal kho gayaa
kho gayaa kho gayaa kho gayaa re
bolo naa ab kyaa kare
yaa to jiye yaa to mare
bolo naa ab kyaa \threedots

ha.Nsatii thii aa.Nkhe.n magar rahatii thii uname.n namii
sab kuchh mere paas thaa bas thii tumhaarii kamii
aur kyaa chaahiye zi.ndagii ke li_e jaan\-e\-jaa.n tere sivaa
bolo naa ab kyaa \threedots

itanii mohabbat karo mai.n hosh me.n naa rahuu.n
mar jaa_uu.n tere binaa par naa judaa_ii sahuu.n
pyaar hii pyaar hai dekhataa huu.n jahaa.n kyaa ra.ng laa_ii du_aa
bolo naa ab kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil vil pyaar vyaar kyaa hotaa hai o chho.Diye .. saahebaa}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{KayKay, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

o ye ye ye
##do you know that I loved you## o ye ye ye
##o hell, what am I saying yaar, that I love her? forget it##
ko_ii merii jaan le le ta.Dapataa hu_aa yuu.n mujhe chho.D de
dil vil pyaar vyaar kyaa hotaa hai o chho.Diye
pyaar khel hai kuchh nahii.n
pyaar ko maaro golii o ye ye ye ye ye

##why do I have tears in my eyes##
##why the hell should I cry? why this happens to me?##
ye ye ye ye ye ##no no## o vo
ko_ii kisii ke li_e kuchh bhii kar le saalaa kam pa.D hii jaataa hai
saahebaa saahebaa saahebaa saahebaa

%Part 2:

##do you know that I love you?## o ye ye ye
##so just give me a one chance##
##and I will do anything for you. promise##
o ye ye ye
saahebaa saahebaa
ye ye o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik garam chaay kii pyaalii ho .. tar ram pam pam}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{Annu Malik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ik garam chaay kii pyaalii ho
ko_ii usako pilaane vaalii ho
chaahe.n gorii ho yaa kaalii ho
siine se lagaane vaalii ho
miT jaa_e to miT jaa_e har gam
tar ram pam pam
chhin pak pak

subah subah mai.n nikaluu.n ghar se chuum ke usakii aa.Nkhe.n
har lamhaa bas yaad karuu.n usakii chaahat kii baate.n
usake li_e ho jiinaa maranaa aur bhalaa kyaa mujhako karanaa
mere li_e khushahaalii ho usake binaa sab khaalii ho
chaahe.n gorii ho \threedots

raat ko jab mai.n vaapas aa_uu.n vo daravaazaa khole
leke mujhako baaho.n me.n ##love you darling## bole
sajake mere saamane aa_e saare din kii thakan miTaa_e
usakii adaa niraalii ho vo merii gharavaalii ho
chaahe.n gorii ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piyaa piyaa o piyaa ... jab jab chuu.Dii khanake re}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{Pinki Priti, Prashant}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jab jab chuu.Dii khanake re jab jab paayal chhanake re
jab jab saavan barase re o bole bole haay jiyaa
piyaa piyaa o piyaa piyaa piyaa piyaa o piyaa
subah shaam kare meraa jiyaa jiyaa jiyaa jiyaa jiyaa
piyaa piyaa \threedots

naa jaane kyuu.n dil dha.Dake gha.Dii gha.Dii ye kyuu.n ta.Dape
o bedardii tuune isako dard ye kaisaa diyaa
piyaa piyaa \threedots

nii.nd u.D jaatii hai ho chain bhii khotaa hai
tanhaa tanhaa_ii me.n ho jaane kyaa hotaa hai
ra.ng khil jaataa hai aa.Nkh jhuk jaatii hai
aa_iinaa dekhuu.n to sharm sii aatii hai
betaabii deke mujhako kyuu.n hosh ye meraa liyaa
piyaa piyaa \threedots

jab kisii la.Dake se ho la.Dakii ko_ii milatii hai
mere dil me.n chaahat kii ho chaa.Ndanii khilatii hai
jab kisii ke ghar me.n ho Dholakii bajatii hai
jab kisii kii Dolii phuulo.n se sajatii hai
merii bhii diivaanii dha.Dakan karane lage iyaa iyaa
piyaa piyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{use ha.Nsanaa bhii hogaa ... har dil jo pyaar karegaa}%
\film{Har Dil Jo Pyaar Karegaa/ Love Can Happen Anytime}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Raani Mukherjii, Prity Zinta}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus/ Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

use ha.Nsanaa bhii hogaa use ronaa bhii hogaa
use paanaa bhii hogaa use khonaa bhii hogaa
subah shaam tanhaa_ii me.n aahe.n bharegaa
har dil jo pyaar karegaa

o palako.n ke mahake ghar me.n sapanaa ban ke palataa hai
isakii paagal dha.Dakan pe jor ko_ii kahaa.n chalataa hai
use jaganaa bhii hogaa use sonaa bhii hogaa
use jiinaa bhii hogaa zahar piinaa bhii hogaa
kisii ke hasii.n chehare pe vo to maregaa
har dil jo pyaar karegaa \threedots

o deke chain kisii ko bechainii kyuu.n letaa hai
ye aisaa diivaanaa hai jo ishq me.n jaan bhii detaa hai
use kahanaa bhii hogaa chup rahanaa bhii hogaa
use dard\-e\-judaa_ii yahaa.n sahanaa bhii hogaa
laakh jhukaa_e ko_ii vo naa jhukegaa
har dil jo pyaar karegaa \threedots

%Part 2:

use ha.Nsanaa bhii hogaa use ronaa bhii hogaa
use paanaa bhii hogaa use khonaa bhii hogaa
subah shaam tanhaa_ii me.n aahe.n bharegaa
har dil jo pyaar karegaa

leke ha.Nsii ho.nTho.n pe aa.Nkho.n me.n bharake paanii
sachchii muhabbat vo hai jo ha.Ns ke de de qurbaanii
use rukanaa bhii hogaa use chalanaa bhii hogaa
use bujhanaa bhii hogaa use jalanaa bhii hogaa
piir paraa_ii vo chhup ke sahegaa
har dil jo pyaar karegaa \threedots

pe.Do.n kii har Daalii pe phuul kahaa.n ko_ii khilataa hai
sabako yahaa.n manachaahaa haay pyaar kahaa.n kab milataa hai
tanhaa_ii me.n hogaa shahanaa_ii me.n hogaa
kabhii apano.n me.n hogaa parachhaa_ii me.n hogaa
kaa.NTo.n kii raaho.n pe bhii ha.Ns ke chalegaa
har dil jo pyaar karegaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
