% ISB File: HazaaronKhwahisheinAisi_2005.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baawaraa man dekhane chalaa ek sapanaa}%
\film{Hazaaron Khwahishein Aisi}%
\year{2005}%
\starring{Kay Kay Menon, Shiney Ahuja, Chitrangda Singh}%
\singer{Swanand Kirkire?, Chorus}%
\music{Shantanu Moitra}%
\lyrics{Swanand Kirkire}%

% Contributor: [GEETANJALI], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

	baawaraa man dekhane chalaa ek sapanaa \-2

	baawaraa man dekhane chalaa ek sapanaa \-2

	baaware se man kii dekho baawarii hai.n baate.n \-2
	baawarii sii dha.Dakane hai.n baawarii hai.n saa.Nse.n
	baawarii sii karavaTo.n se ni.ndiyaa duur bhaage
	baaware se nain chaahe.n baaware jharokho.n se
	baaware nazaaro.n ko takanaa
	baawaraa man dekhane chalaa ek sapanaa

	baaware se is jahaa.N me.n baawaraa ek saath ho
	is sayaanii bhii.D me.n bas haatho.n me.n teraa haath ho
	baawarii sii dhun ho ko_ii baawaraa ik raag ho
	o baawarii sii dhun ho ko_ii baawaraa ik raag ho
	baaware se pair chaahe.n baawaare taraano.n ke
	baaware se bol pe thirakanaa
	baawaraa man dekhane chalaa ek sapanaa

	baawaraa saa ho a.ndheraa baawarii Kaamoshiyaa.N
ko:	baawaraa saa ho a.ndheraa baawarii Kaamoshiyaa.N
s:	tharatharaatii noh ?? maddham baawarii madahoshiyaa.N
	baawaraa ek ghuu.NghaTaa chaahe haule haule din bataaye \-2 ??
	baaware se mukha.De se sarakanaa
	baawaraa man dekhane chalaa ek sapanaa \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
