% ISB File: HeerRanjhaa_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{a.Nkhiyo.n ne a.Nkhiyo.n se mil ke}%
\film{Heer Ranjhaa}%
\year{1992}%
\starring{Anil Kapoor, Sridevi}%
\singer{Alka Yagnik, Kavita Subramaniam}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

a.Nkhiyo.n ne a.Nkhiyo.n se milake kar li_e saude dil ke
o rabbaa dil aa_e mushkil se

yuu.n pyaar kaa mausam laharaayaa ik paradesii bha.nvaraa aayaa
a.nga.Daa_ii kalii ne lii khil ke
o rabbaa dil aa_e \threedots

pahalii nazar me.n jaa.n nikalii na naa nikalii na naa nikalii
bas rah ga_e sharm se lab sil ke
o rabbaa dil aa_e \threedots

ye ishq to hukm Kudaa kaa hai kuchh maa.nguu.n vaqt du_aa kaa hai 
ai kaash na bichha.De.n ham mil ke
o rabbaa dil aa_e \threedots

jo phuul yahaa.N par khil na sake vo phuul vahaa.N khil jaa_e.nge
ham is duniyaa me.n na mil sake us duniyaa me.n mil jaa_e.nge
likhane vaale ne ashqo.n se ai ishq terii takadiir likhii
ye paa.ncho.n dariyaa roye bahut tab vaaris shaah ne hiir likhii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aag havaa miTTii aur paanii}%
\film{Heer Ranjhaa}%
\year{1992}%
\starring{Anil Kapoor, Sridevi}%
\singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aag havaa miTTii aur paanii \-2
saarii duniyaa sadiyo.n puraanii
aag havaa miTTii aur paanii saarii duniyaa sadiyo.n puraanii
duniyaa me.n kyaa sabase puraanaa log kahe.n patthar kaa zamaanaa \-2
aag havaa miTTii aur paanii \threedots

usase puraanaa
haa.N usase puraanaa pyaar hamaaraa aajaa dil ne tujhako pukaaraa
ho usase puraanaa pyaar hamaaraa aajaa dil ne tujhako pukaaraa
aa jaa
aag havaa miTTii aur paanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rab ne banaayaa tujhe mere li_e mujhe tere li_e}%
\film{Heer Ranjhaa}%
\year{1992}%
\starring{Anil Kapoor, Sridevi}%
\singer{Anuradha Paudwal, Suresh Wadekar}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

rab ne banaayaa tujhe mere li_e mujhe tere li_e
ik banaa ke do Tuka.De kiye dil ta.Dapaayaa teraa mere li_e \-2
rab ne banaayaa tujhe \threedots

aaj kii apanii mulaaqaat nahii.n ye
terii merii sochii baat nahii.n ye
huqm\-e\-ilaahii hai ye kii kari_e rabbaa kii kari_e
rab ne banaayaa tujhe \threedots

ishq ko dil kaa iimaan banaa kar
apane Kudaa kaa faramaan banaa kar
kasame.n uThaa_ii.n hamane vaade ki_e
rab ne banaayaa tujhe \threedots

sitam sab hai.n logo.n ga.nvaaraa hame.n
judaa mat karo phir Kudaaraa hame.n
muhabbat ne har baar paidaa kiyaa
zamaane ne har baar maaraa hame.n
kabhii shiirii farahaad hamako kahaa
kabhii lailaa majanuu.n kahaa
duniyaa ne hamako kitane naam di_e haay naam di_e
rab ne banaayaa tujhe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yah pe.D piipal kaa tuu hai kharaa sonaa}%
\film{Heer Ranjhaa}%
\year{1992}%
\starring{Anil Kapoor, Sridevi}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

yah pe.D piipal kaa
tuu hai kharaa sonaa saaraa jag piital kaa hoy hoy saaraa jag piital kaa

ho sone kii a.nguuThii
sach ek rab ek tuu saarii duniyaa jhuuThii

ra.ng piilaa saraso.n kaa
ik vaadaa kar tuu sau sau baraso.n kaa

kyaa daulat laakho.n kii
duniyaa ke paas nahii.n kiimat terii aa.Nkho.n kii
yah pe.D piipal kaa \threedots

mausam hai mastaanaa
paradesii pa.nchhii dil le ke na u.D jaanaa

kaa.Nto.n me.n kaliyo.n me.n
jiinaa maranaa hai mujhe terii hii galiyo.n me.n

( mai.n raa.njhaa hiir hai tuu
mai.n tasviir terii merii tasviir hai tuu ) \-2

maine sach jaan liyaa haa.N maine sach jaan liyaa
qaafir ho ga_ii mai.n rab tujhako maan liyaa
yah pe.D piipal kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
