% ISB File: HeeraaPannaa_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek pahelii hai tuu haa.N naar navelii hai tuu}%
\film{Heeraa Pannaa}%
\year{1973}%
\starring{Dev Anand, Zeenat, Raakhee}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11540 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ek pahelii hai tuu
haa.N
naar navelii hai tuu
haa.N
kuchh kahaa
jitanaa mai.n sulajhaa_uu.N aur ulajhatii jaa_e
o
haa.N
yahaa.N aa_o naa
ek pahelii hai \threedots

diivaanaa hone lagaa huu.N tar ra ram
mai.n isape khone lagaa huu.N tar ra ram
o nainaa tere aise jaise bhuul\-bhulaiyaa
ba.Dii alabelii hai tuu
naar navelii hai \threedots

o ho
kab tak piichhaa karoge
yah premii aa.Nkho.n ko miiche tar ra ram
chalataa jaa_e tere piichhe la la la laa
ai khi.nchaa chalaa jaa_e kachche dhaage se sai.nyaa
khel vo khelii hai tuu
naar navelii hai \threedots

jaaduu ko_ii hai ki dhokhaa tar ra ram
qadamo.n ko na jaa_e rokaa
jaane kahaa.N le ke chalii thaam ke bai.nyaa aate jaa_i_e
aaj akelii hai tuu
naar navelii hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n tasviir utaarataa huu.N}% 
\film{Heera Panna}%
\year{1973}%
\starring{Dev Anand, Zeenat, Raakhee}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian 

mai.n tasviir utaarataa huu.N, 
bikharii huii hasiino.n kii julfe.n savaarataa huu.N, 
phir julfo.n ke sa.ng me.n mai.n raate.n guzaarataa huu.N 

koI hasiinaa kitanii bhI maGaruur ho, 
husn kii duniyA me.n kitanii mashahuur ho 
mastii me.n chuur ho, paas ho yA dUr ho, dau.Dii chalii AtI hai 
mai.n jisako pukaarataa huu.N 
mai.n tasviir utaarataa huu.N \threedots 

chaa.Nd kI bhI nA pa.Dii jinape kiran, maine dekhe un hasiino.n ke badan 
meraa aisA hai chalan jaanejaa.n o jaaneman, to.D ke saare bandhan 
mai.n sabako nihaarataa huu.N 
mai.n tasviir utaarataa huu.N \threedots 

thak ke saahil pe samandar so gayaa, yaad terI aa gayii mai.n so gayaa 
ye gayaa \threedots mai.n vo gayaa \threedots ye mujhe kyA ho gayaa 
ye gayaa mai.n vo gayaa ye mujhe kyA ho gayaa 
naam terA letA huu.N mai.n jisako pukaarataa huu.N 
mai.n tasviir utaarataa huu.N \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pannaa kii tamannaa hai ki hiiraa mujhe mil jaaye}%
\film{Heera Panna}%
\year{1973}%
\starring{Dev Anand, Zeenat Aman}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

% (dialogue before the song)
% Dev:	Sooraj namashkar kar raha hai aapko, zara hat toh
%	hathayiye.....
%	Chehra choomne deejiye apna!
%	*pause*
%	*laughingly* Sooraj ki sunehri kirnon ko!

% Zeenat: *sigh of releif* Mmmhmhm..

% Dev:	Aapko kuch maloom bhi hai ki aap kahan hain,  
%	kahan se aa rahi hain, kahan jaayengi, raat ko kya 
%	hua, kaise hua, kyon hua?

% Zeenat: Aapki pistol kahan hai?

% Dev:	Meri jeb mein!

% Zeenat: Aur..aur woh aadmi bhaag gaya tha na raat ko?

% Dev:	Abhi tak toh nahin aaya wapas, lekin yeh toh batayiye 
%	ki mujh mein aisi kya gasoosiyat(?) hai ki aap mere 
%	saath akeli aane ko taiyaar ho gayin aur woh shaaks 
%	jis se aapki jaan pehchaan bhi hai...

% Zeenat: Sach boloon?

% Dev:	Jhooth boliyega toh utar doonga gaadi se, peidal
%	chalke jana padega bangalore ki taraf!

% Zeenat: Isliye ki aap ke paas ek khaas cheez hai jo uske
%	paas nahin!

% Dev:	Kya?

% Zeenat: Heera!

% Dev:	Bahar se kaise baamp liya aapne, woh toh andar hai!
%	Aur thitholna padega aapko..
%	Heera heere ka dil rakhta hai yeh sahi hai, lekin
%	is waqt toh dil bilkul gayab hai..
%	andar gehri gehraiyon mein guskar bhi aap usey dhoond na
%	paayengi.  Kisi ko diya tha ik baar, aur wapas lout 
%	ke nahin aaya..

% Zeenat:	Aur agar hum dhoond nikale?

% (Song begins)

lataa:	pannaa kii tamannaa hai ki hiiraa mujhe mil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye
ho \threedots pannaa kii tamannaa hai ki hiiraa mujhe mil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye
%    hai...lo........rararu roooo..
%    hai...lo........tarara roooo...aa...
%    panna ki tamanna hai ki hiira mujhe mil jaaye
%    chahe meri jaan jaaye, chahe mera dil jaaye

kishor:	hiiraa to pahale hii kisii aur kaa ho chukaa \- 2
kisii kii, madabharii, aa.Nkho.n me.n kho chukaa
yaado.n kii bas se dhuul ban chukaa dil kaa phuul
lataa:	siine pe mai.n rakh duu.N jo haath phir khil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye
ho \threedots pannaa kii tamannaa hai ki hiiraa mujhe mil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye

lataa:	dil to dete hai.n lete hai.n log ka_ii baar \- 2
huaa kyaa, kisii se, kiyaa thaa, tumane pyaar
yaado.n ko chho.D de, vaado.n ko to.D de
kishor:	apanii jagah se kaise parabat hil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye

%lataa:	la lalalalalalalala la la la la la la la...
%kishor:	mhmmmmm......mhmmmmhmmmm..lala la la la....
kishor:	bhuulaa naa mere dil ko kabhii jis kaa khayaal \- 2
ho sake, to use, mere dil se tuu nikaal
lataa ## (laughs) ##:
naa karuu.N mai.n ye kaam to nahii.n meraa naam    \- 2
kishor:	baato.n se ye zakhme\-jigar kaise sil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye
lataa: ho \threedots pannaa kii tamannaa hai ki hiiraa mujhe mil jaaye
chaahe merii jaan jaaye chaahe meraa dil jaaye
%kishor:	hoi...lo........tarara roooo...
%    hoi...lo........tarara roooo...

% both simultaneously:
%kishor:	la la la la .....
%lata:	hiira hiira  hiira hiira
%    hiira hiira  hiira hiira
%    la la la la .....
%kishor:	la la la la ....
%lataa:   hiira hiira  hiira hiira
%    hiira hiira  hiira hiira
%    la la la la .....

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
