% ISB File: HeeraalaalPannaalaal_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa mere pyaar aa jaa}%
\film{Heeraalaal Pannaalaal}%
\year{1978}%
\starring{Dharmendra, Randhir Kapoor, Prem Nath}%
\singer{Hemant, Zeenat?}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 12 Apr 2004
% Series: GEETanjali, THGHT
% Comments: A female voice (Zeenat?) is heard screaming "pappaa"
% after "aa mere gale se lag jaa" throughout the song.
% Listen to the tune rendered by Surma Bhopali at:
% http://www.geoahead.com/music/aajaamerepyar.html
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

aa jaa mere pyaar aa jaa
dekh aise naa sataa
ab to rahaa nahii.n jaay
aa jaa aa jaa aa mere gale se lag jaa

hai suunii tere bin jiivan kii Dagar
thaam le merii baa.Nhe.n mere hamasafar
aa jaa mere pyaar aa jaa \threedots

aa.Nkho.n kii tamannaa ye hai jaan\-e\-jaa.n
dekh luu.n tujhako pahale phir saaraa jahaa.n
aa jaa mere pyaar aa jaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa}%
\film{Heeraalaal Pannaalaal}%
\year{1978}%
\starring{Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Randheer Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Kishore, Lata, Asha, Bhupinder}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: V S Rawat
% Date: Jan 8, 2002
% Series: TERE HAMASAFAR GEET HAIN TERE

\printtitle
#indian

% Kishore:
he.. kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Bhupinder:
he.. kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Lata:
ho sochiye na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa

% Kishore, Bhupinder:
wo suhaanaa milan
pyaar kii wo lagan
bhuul gaye kyaa sanam

% Lata, Kishore, Bhupinder:
tarram parram parram pam

% Kishore:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
Bhupinder:
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Asha:
ho sochiye na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa

% Kishore, Bhupinder:
wo suhaanaa milan
pyaar kii wo lagan
bhuul gaye kyaa sanam

% Lata:
yaad ab aayaa re haa.N
aagare kii ku.nj galiyaa.N

% Asha:
para pa, para pa, para pa, para pa

% Lata:
yaad ab aayaa re haa.N
aagare kii ku.nj galiyaa.N

% Asha:
piichhe\-piichhe la.Dako.n kii fauj
aage\-aage tum merii jaa.N

% Kishore, Bhupinder:
phir lage the gale, taajamahal tale, bhuul gaye kyaa sanam

% Lata, Asha:
tarram parram parram pam
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Kishore, Bhupinder:
ho sochi_e na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa

% Lata:
aa_ine me.n kabhii, dekh lete chhabii
bhuul gaye kyaa sanam

% Bhupinder, Asha:
wa wa, wa wa, wa wa wow
wa wa, wa wa, wa wa wow
wa wa, wa wa, wa wa wow

% Kishore:
yaad hai saawan kii rumajhum
jab the mere pyaar me.n gum

% Asha, Bhupinder:
pa ra pa, pa ra pa, pa ra pa, pa ra pa

% Kishore:
yaad hai saawan kii rumajhum
jab the mere pyaar me.n gum

% Bhupinder:
maar ke Thokar apano.n ko
ghar se bhaag liye the tum

% Asha:
phir hamaarii chha.Dii, yaar aisii pa.Dii
bhuul gaye kyaa sanam

% Asha, Bhupinder:
tarram parram parram pam

% Kishore:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa

% Lata, Asha:
ta ra ra

% Bhupinder:
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Lata, Asha:
la la la
ho sochiye na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa

% Lata, Asha, Kishore, Bhupinder:
la la la la la la
la la la la la la
la la la la la la la

% Asha, Bhupinder:
tarram parram parram pam

% Lata, Asha:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Kishore (not in tarannum):
are are ye to asalii Tapak pa.Dii

% Kishore, Bhupinder:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa

% Kishore (not in tarannum):
hukka hua, hukka hua, hu hu hukaa hua

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o pa.Dosan kii la.Dakii}%
\film{Heeraalaal Pannaalaal}%
\year{1978}%
\starring{Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Randhir Kapor, Neetu Singh}%
\singer{Kishore, Chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Audio On: HMV
% Contributor: Asif Alvi
% Transliterator: Asif Alvi
% Date: 30 Sep 2004
% Series: THGHT
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

o pa.Dosan kii la.Dakii
tujhe dekh tabiiyat bha.Dakii
are o pa.Dosan kii la.Dakii
tujhe dekh tabiiyat bha.Dakii
naa ba.nd kar khi.Dakii nazaaraa lene de
ik baar to jalawo.n kaa sahaaraa lene de

banake pawan kaa jho.nkaa
mai.n zulfe.n terii bikharaa duu.N
gore ra.ng ke in ho.nTho.n pe
pyaar kii mohar lagaa duu.N
sun baat apane 
e e he he he he
sun baat apane dilabar kii
kyaa aadat hai dil ta.Dapaane kii

o pa.Dosan kii la.Dakii
tujhe dekh tabiiyat bha.Dakii
naa ba.nd kar khi.Dakii nazaaraa lene de
ik baar to jalawo.n kaa sahaaraa lene de

sun le merii baat hasiinaa
naa kar tuu manamaanii
dono.n qismat se milate hai.n
dilabar husn jawaanii
diladaar teraa
e e he he he he
diladaar teraa aayaa hai
jaldii hai tujhako le jaane kii

o pa.Dosan kii la.Dakii
tujhe dekh tabiiyat bha.Dakii
naa ba.nd kar khi.Dakii nazaaraa lene de
ik baar to jalawo.n kaa sahaaraa lene de

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
