% ISB File: HeraaPheri_1976.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aapakaa sarakaar kyaa kuchh kho gayaa hai}%
\film{Heraa Pheri}%
\year{1976}%
\starring{Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Saira Bano, Sulakshana Pundit}%
\singer{Asha}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11572 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aapakaa sarakaar kyaa kuchh kho gayaa hai
ye achaanak aapako kyaa ho gayaa hai
kuchh kahi_e chup na rahi_e
kho_e\-kho_e se ho kisali_e
aapakaa sarakaar \threedots

lo gayaa vo gayaa ab use bhuuli_e
zulf se haa.N kheli_e haa.N baa.Nho.n me.n jhuuli_e
( dekhe naa ) \3 ko_ii aa.Nkho.n me.n aa aa jaa_i_e
jaane na jaane ko_ii dil me.n samaa jaa_i_e
aapakaa sarakaar \threedots

aapako dekhakar dil par bijalii girii
is qadar beruKii ye beruKii chho.Dakar
aisaa milegaa naa dil duusaraa
dil naa meraa to.Di_e
aapakaa sarakaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dushman naa kare dost ne ... baraso.n puraanaa ye yaaraanaa}%
\film{Heraa Pheri}%
\year{1976}%
\starring{Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Saira Bano, Sulakshana Pundit}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11259 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dushman naa kare dost ne vo kaam kiyaa hai
ki dostii ke naam ko badanaam kiyaa hai

baraso.n puraanaa ye yaaraanaa ek pal me.n kyo.n TuuTaa
yaar mere tuu aise ruuThaa ( jaise meraa rab ruuThaa ) \-2
baraso.n puraanaa \threedots

teraa jahaa.N bhii giraa pasiinaa maine Kuun bahaayaa
teraa lahuu banaa kyo.n paanii ye kaisaa din aayaa
vo terii dostii thii merii zindagii
banake pujaarii pyaar me.n tuune pyaar kaa ma.ndir luuTaa
jaise meraa rab ruuThaa
baraso.n puraanaa \threedots

laharo.n par jyo.n gire lakiire.n TuuTii qasme.n saarii
ret kii ik diivaar thii mere yaar kii jhuuThii yaarii
ye sitam kyaa hu_aa kyaa lagii bad_du_aa
jism se jaise jaan judaa ho saath teraa yuu.N chhuuTaa
jaise meraa rab ruuThaa
baraso.n puraanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
