% ISB File: HillStation_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{na_ii ma.nzil na_ii raahe.n nayaa hai maharbaan apanaa}%
\film{Hill Station}%
\year{1957}%
\starring{Pradeep Kumar, Bina Rai, Shyama, K.N. Singh}%
\singer{Lata, Hemant}%
\music{Hemant}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: Swapneel Mahajan (swapneel@cse.iitb.ernet.in)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Aug 21, 1995
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com)
%	   daw601@anu.edu.au (David Windsor)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

na_ii ma.nzil na_ii raahe.n nayaa hai maharbaa.n apanaa
na jaane jaake Thaharegaa kahaa.N yah kaarvaa.n apanaa

na chamakegii jahaa.N bijalii na aayegaa jahaa.N tuufaa.n
banaae.nge usii Daalii pe jaake aashiyaa.n apanaa

bharosaa hai muqaddar par tumhaaraa bhii sahaaraa hai
kahii.n dushman na ban jaa_e yah zaalim aasmaa.n apanaa

dikhaae.nge hame.n yah chaa.Nd taare raah ma.nzil kii
banate ho agar dushman to ho saaraa jahaa.N apanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo Kush_nasiib hai.n jinako yahaa.N qaraar milaa}%
\film{Hill Station}%
\year{1957}%
\starring{Pradeep Kumar, Mala Sinha}%
\singer{Hemant}%
\music{Hemant}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: Pritvhiraj Dasgupta
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

vo Kush_nasiib hai.n jinako yahaa.N qaraar milaa
hame.n to dil jo milaa vah bhii beqaraar milaa \threedots

milii hai.n pyaar me dar dar kii Thokare.n hamako
lagaaye rakhate hai.n siine se har gha.Dii Gam ko
jo khatm ho naa kabhii aisaa i.ntazaar milaa
hame.n to dil jo milaa vah bhii beqaraar milaa \threedots

sitam hai Gam ke sama.ndar me.n har Kushii Duubii
hamaare ashq me.n khud apanii zi.ndagii Duubii
sahaaraa de koii aisaa naa ek baar milaa
hame.n to dil jo milaa vah bhii beqaraar milaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa}%
\film{Hill Station}%
\year{1957}%
\starring{Pradeep Kumar, Bina Rai, Shyama, K.N. Singh}%
\singer{Geeta}%
\music{Hemant}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

ye maaraa wo maaraa
ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa aur ko_ii hai haaraa 
haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa
ye maaraa

terii zi.ndagii me.n aise mauqe suhaane na aaye.nge \-2
tere yahii patte teraa biga.Daa muqaddar banaaye.nge
yahii.n chamakegaa tere nasiib kaa taaraa

haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa
ho maaraa
ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa aur ko_ii hai haaraa 
haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa
ye maaraa

dekh o matawaale aag se apanaa daaman bachaaye jaa \-2
sun ai bhole bhaale kabhii qismat se dhokhaa bhii khaaye jaa
ronaa ha.Nsanaa to jiiwan kaa khel hai saaraa

haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa
( ho maaraa
ye maaraa wo maaraa ko_ii jiitaa aur ko_ii hai haaraa 
haar jiit kaa khel ye dekho kitanaa hai pyaaraa ) \-2
ye maaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
