% ISB File: HimalayKiGodMein_1965.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd sii mahabuubaa ho merii}%
\film{Himalay Ki God Mein}%
\year{1965}%
\starring{Mala Sinha, Manoj Kumar}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)

\printtitle
#indian

chaa.Nd sii mahabuubaa ho merii kab aisaa mai.nne sochaa thaa
haa.N tum bilakul vaisii ho jaisaa mai.nne sochaa thaa

naa rasme.n hai.n naa kasame.n hai.n
naa shikave hai.n naa vaade hai.n
ik sUrat bholii bhaalii hai
do nainaa siidhe saade hai.n \- 2
aisaa hii ruup khayaalo.n me.n thaa
jaisaa mai.nne sochaa thaa, haa.N \threedots

merii khushiyaa.N hii naa baa.NTe
mere Gam bhii sahanaa chaahe
dekhe naa khvaab vo mahalo.n ke
mere dil me.n rahanaa chaahe
is duniyaa me.n kaun thaa aisaa
jaisaa mai.nne sochaa thaa, haa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek tuu jo milaa saarii duniyaa miilii ... ek tuu naa milaa}% 
\film{Himalay Ki God Mein}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor:  Ajit Dandekar (ABD105@psuvm.psu.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

% other popular songs
%  like "oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ke chand nikla"
%  and  "chandsi mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha "
%  and  "kankariya marke jagaya kal tu mere sapne mein aaya "

##Happy Version:##

ek tuu jo milaa, saarii duniyaa milii 
khilaa jo meraa dil saarii bagiyaa khilii 

tU sUraj mai.n sUrajamukhii huu.N piyaa 
naa dekhuu.N tujhe to khile naa jiyaa 
tere ra.ng mai.n ra.ngii mere dil kii kalii 
khilaa jo \threedots

anokhaa hai.n ba.ndhan ye ka.Ngan saajan 
binaa Dor ke ba.ndh gayaa meraa man 
tU jidhar le chal mai.n udhar hii chalii 
khilaa jo \threedots

kabhI jo naa bichha.De vo sAthI huu.N mai.n 
tU meraa diyaa teraa bAtI huu.N mai.n 
bujhaayaa bujhii jalaayaa jalii 
khilaa jo \threedots 
ek tU naa milaa \threedots

##Sad Version:##

ek tU naa milaa, sArI duniyaa mile bhI to kyaa hai
meraa dil naa khilaa, sArI bagiyaa khile bhI to kyaa hai

dharatii huu.N mai.n aur tU hai gagan 
hogaa kahaa.N teraa meraa milan 
laakh pahere yahaa.N, pyaar dil me.n pale bhI to kyaa hai.n 
ek tU naa milaa \threedots 

taqadIr kii mai.n koI bhuul huu.N 
Daalii se bichha.Daa huaa phuul huu.N 
sAth teraa nahii.n sa.ng duniyaa chale bhI to kyaa hai
ek tU naa milaa \threedots

tujhase lipaTakar jo ro lete ham 
aa.NsU nahii.n the ye motii se kam 
teraa daaman nahii.n, ye aa.Nsuu Dhale bhI to kyaa hai
ek tU naa milaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay soniye ... o tuu raat kha.Dii thii chhat pe}%
\film{Himalay Ki God Mein}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala}%
\singer{Rafi, Usha Timothi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10980 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	haay soniye hiiriye\-hiiriye haay re haay
u \:	o_e soniyaa o_e soniyaa ho_e raa.njhiyaa raa.njhiyaa raa.njhiyaa
ko \:	o_e shaabaa o_e shaabaa nii ku.Diye pahaa.D diye
	o_e shaabaa o_e shaabaa ve mu.nDiyaa shahar diyaa

ra \:	o tuu raat kha.Dii thii chhat pe nii mai.n samajhaa ke chaa.Nd nikalaa
ko \:	hoy tuu raat kha.Dii \threedots
u \:	buraa ho teraa tujhe dekh ke koThe se meraa pair phisalaa
ko \:	buraa ho teraa \threedots

ra \:	( kaT jaa_e naa merii zindagii ) \-2 ho_e terii kal paraso.n me.n
ko \:	kaT jaa_e naa \threedots
u \:	( kal paraso.n me.n baat nahii.n banatii ) \-2 banatii hai jaa ke baraso.n me.n
ko \:	kal paraso.n me.n \threedots

ra \:	( tere paa.Nv me.n nahii.n ghu.Ngharuu ) \-2 hotii hai chham\-chham kaise
ko \:	tere paa.Nv me.n \threedots
u \:	( ye to raaz kii baate.n hai.n ) \-2 bataa de.n tujhe ham kaise
ko \:	ye to raaz \threedots

ra \:	( terii zulf jo bikharii to ) \-2 leke biin sapere aa ga_e
ko \:	terii zulf jo \threedots
u \:	( merii zulf hai naagin to ) \-2 bure din bas tere aa ga_e
ko \:	merii zulf hai \threedots

ra \:	chal chali_e nii muTiyaare baisaakhii vaale mele me.n
ko \:	chal chali_e nii \threedots
u \:	( mele kaa to bahaanaa hai ) \-2 tuu mujhe chhe.Degaa akele me.n
ko \:	mele kaa to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ka.nkariyaa maar ke jagaayaa}%
\film{Himalay Ki God Mein}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005
% Credits: Animesh Kumar

\printtitle
#indian

ka.nkariyaa maar ke jagaayaa
kal tuu mere sapane me.n aayaa
baalamaa tuu ba.Daa wo hai
zaalamaa tuu ba.Daa wo hai
ho
ka.nkariyaa maar ke jagaayaa
kal tuu mere sapane me.n aayaa
baalamaa tuu ba.Daa wo hai
zaalamaa tuu ba.Daa wo hai

so_ii thii mai.n, kahii.n kho_ii thii mai.n
nii.nd TuuTii merii to ba.Daa ro_ii thii mai.n
ho
so_ii thii mai.n, kahii.n kho_ii thii mai.n
nii.nd TuuTii merii to ba.Daa ro_ii thii mai.n
mere rone pe
mere rone pe tuu muskaraayaa
baalamaa tuu ba.Daa wo hai
zaalamaa tuu ba.Daa wo hai
o
ka.nkariyaa maar ke jagaayaa
kal tuu mere sapane me.n aayaa
baalamaa tuu ba.Daa wo hai
zaalamaa tuu ba.Daa wo hai

( ho puuchhaa agar tuu kaahe aayaa idhar
bolaa a.njaan raahii bhuul gayaa Dagar ) \-2
Kuub tuune
Kuub tuune bahaanaa banaayaa
baalamaa tuu ba.Daa wo hai
zaalamaa tuu ba.Daa wo hai
o
ka.nkariyaa maar ke jagaayaa
kal tuu mere sapane me.n aayaa
baalamaa tuu ba.Daa wo hai
zaalamaa tuu ba.Daa wo hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n to ek Kvaab huu.N}%
\film{Himalay Ki God Mein}%
\year{1965}%
\starring{Mala Sinha, Manoj Kumar, Shashikala}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mai.n to ek khvaab huu.N, is khvaab se tuu pyaar na kar
pyaar ho jaae to, phir pyaar kaa izahaar na kar
mai.n to ek khvaab huu.N \threedots

ye havaae.n sabhii chupachaap chalii jaae.ngii
lauT kar phir kabhii gulashan me.n nahii.n aae.ngii
apane haatho.n me.n havaao.n ko gariftaar na kar \- 2
mai.n to ek khvaab huu.N \threedots

shaakh se TuuT ke gunche bhii kabhii khilate hai.n
raat aur din bhii zamaane me.n kahii.n milate hai.n
bhuul jaa jaane de taqadiir se taqaraar na kar \- 2
mai.n to ek khvaab huu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{uu.Nche himaalay ke niiche}%
\film{Himalay Ki God Mein}%
\year{1965}%
\starring{Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10979 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( uu.Nche himaalay ke niiche
chhup ke chanaaro.n ke piichhe
so_e rahe.nge mere sapane ) \-2
kab tak yuu.N hii a.Nkhiyaa.N miiche\-miiche
ho uu.Nche himaalay ke \threedots

aise rahe ye manavaa vyaakul
qaid me.n jaise ko_ii bulabul
ab naa bhaa_e.N mujhako baabul
ye tere baaG\-baGiiche
uu.Nche himaalay ke \threedots

dhuup se khele aise chha_iiyaa.N
pyaar me.n jaise ko_ii sai.nyaa
thaam le ka.Nganaa vaalii ba_iiyaa.N \-2
panaghaT pe piipal ke niiche\-niiche
uu.Nche himaalay ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
