% ISB File: Himmat_1970.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{maan jaa_i_e baat mere dil kii jaan jaa_i_e}%
\film{Himmat}%
\year{1970}%
\starring{Jeetendra, Mumtaz, Prem Chopra, K N Singh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11135 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	maan jaa_i_e maan jaa_i_e baat mere dil kii jaan jaa_i_e
aa \:	sharam se jhukii aa.Nkh kii rukii saa.Ns kii
	kyaa hai marazii pahachaan jaa_i_e
	maan jaa_i_e \threedots

aa \:	pyaar me.n ye din\-raat ba.De ra.ngiin hone vaale hai.n
ra \:	ek the ham phir do hu_e ab tiin hone vaale hai.n
aa \:	na gini_e aage bas balam aap hai.n ba.De hii anajaan jaa_i_e
	maan jaa_i_e \threedots

ra \:	in baato.n se ek hasiinaa ruuTh jaa_egii dekho
aa \:	chup ho jaa_o nii.nd hamaarii TuuT jaa_egii dekho
ra \:	yahaa.N nii.nd kaa kyaa kaam liyaa naam aap hai.n ba.De naadaan jaa_i_e
	maan jaa_i_e \threedots

ra \:		paas aa ke tum dekho ik baar aise mausam me.n
	vo harajaa_ii jo chhe.De hai takaraar aise mausam me.n
aa \:	magar aapakaa yaqii.n nahii.n jii nahii.n
	aap hai.n ba.De be_iimaan jaa_i_e
	maan jaa_i_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
