% ISB File: Himmatwaalaa_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{hai la.Dakii nahii.n tuu laka.Dii kaa khambaa}%
\film{Himmatwaalaa}%
\year{1983}%
\starring{Jeetendra, Sridevi, Amjad Khan, Kader Khan, Shakti Kapoor, Asrani}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

hai la.Dakii nahii.n tuu laka.Dii kaa khambaa \-2
bak bak mat kar naak teraa lambaa hai
aa idhar aa tuu
aa gayaa kahaa.N se tuu ba.Daa hii nikammaa hai
jaa ke chhup jaa tuu jahaa.N terii ammaa hai

qad teraa uu.Nchaa saa khambe jaisaa
maaruu.ngii
mu.Nh teraa gol gol aNDe ke jaisaa
kaaTuu.ngii
mu.Nh teraa gol gol aNDe ke jaisaa
kaaT luu.ngii
tum to ho sundar sii naarii
oy banatii ho tum kyo.n kaTaarii
haay haay jaa jaa

phuul nahii.n mai.n jo to.D loge
mom nahii.n mai.n jo mo.D loge
kaaT luu.ngii are are jo mu.Nh lagoge
jaa_o jii dekho jii aur ko_ii dvaar
kaaTane ko dau.De tuu
billii ke jaisii huu.N noch luu.ngii
muskaraa_o tho.Daa saa lajaa_o
are qismat kisii kii banaa_o
oy titalii sii u.Datii phiro naa
ghar kisii kaa basaa_o

machhalii nahii.n jo phaa.ns loge
chhe.Doge tum to piT jaa_oge
Takaraa_oge to miT jaa_oge
are bijalii huu.N tuufaa.n huu.N raho hoshiyaar
hai la.Dakii nahii.n tuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he taakii o taakii taakii taakii re}%
\film{Himmatwaalaa}%
\year{1983}%
\starring{Jeetendra, Sridevi, Amjad Khan, Kader Khan, Shakti Kapoor, Asrani}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ki \: he taakii o taakii taakii taakii re
        jabase tuu aa.Nkho.n me.n jhaa.Nkii
aa \: taakii ho taakii taakii taakii re
         jabase mai.n aa.Nkho.n me.n jhaa.Nkii
ki \: are aapas me.n taakadhin taakadhin ho gayaa \-2
       ab kyaa rah gayaa baakii \-2
aa \: taakii ho taakii taakii taakii \threedots

       kaisii ye agan hai kaisii ye lagan hai
       hoy hoy
       milake man bhare nahii.n kaisaa ye milan hai
ki \: khilaa khilaa badan hai gaalo.n me.n chaman hai
       na_e na_e pyaar kii naino.n me.n kiraN hai
dono.n \: aapas me.n taakadhin \threedots

aa \: meraa diladaar tuu mujhe ikaraar hai
         haay haay
         saaraa jag jaane teraa meraa pyaar hai
ki \: hoke badanaam aur hu_e mashahuur ham
        ab saarii zindagii ho.nge nahii.n duur ham
dono.n \: aapas me.n taakadhin \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taa thayyaa ... naino.n me.n sapanaa}%
\film{Himmatwaalaa}%
\year{1983}%
\starring{Jeetendra, Sridevi, Amjad Khan, Kader Khan, Shakti Kapoor, Asrani}%
\singer{Lata, Kishore, Chorus}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ko:	taa thayyaa taa thayyaa ho \-2
	tuum tanananaa tuum tanananaa \-2
	tuum tananaa tuum tananaa \-3
la:	ho.a ho ho
ki:	ho.a ho ho ho
la:	( naino.n me.n sapanaa
	sapano.n me.n sajanaa
	sajanaa pe dil aa gayaa
	kyuu.N sajanaa pe dil aa gayaa ) \-2
ki:	ka_ii alabele dekhe
	jawaanii ke rele the
	hasiino.n ke mele dekhe
	dil pe ho tuu hii chhaayaa gayaa
	ho tuu hii chhaayaa gayaa
	are naino.n me.n sapanaa
	sapano.n me.n sajanii
	sajanii pe dil aa gayaa
	ke sajanii pe dil aa gayaa

ko:	taa thayyaa taa thayyaa ho \-2
la:	tuu nahii.n aa.a mai.n nahii.n aa.a ab dil ek hai
	to tan ek praaN do dil ek jaan ma.nzil ek hai
ki:	are a.ng se aa.a a.ng mile aa.a aramaa.N khil gaye
	puurab paschim se paschim puurab se kaise mil gaye
	pyaar ke zamaane mile
	husn ke Kazaane me.n
	jiine ke bahaane mile
	man me.n ho jo tuu aa gayaa
	ho jo tuu aa gayaa
la:	naino.n me.n sapanaa
	sapano.n me.n sajanaa
	sajanaa pe dil aa gayaa
	kyuu.N sajanaa pe dil aa gayaa
ki:	are naino.n me.n sapanaa
	sapano.n me.n sajanii
	sajanii pe dil aa gayaa
	ke sajanii pe dil aa gayaa

ko:	taa thayyaa taa thayyaa ho \-2
	tuum tanananaa tuum tanananaa \-2
	tuum tananaa tuum tananaa \-3
la:	saa.Nche me.n aa.a tere hii aa.a mai.n to Dhal ga_ii
	tuune to.Daa hai aisaa mo.Daa hai ho ga_ii mai.n na_ii
ki:	are saa.Nso.n me.n aa.a ho.nTho.n pe aa.a teraa hii naam hai
	lenaa\-denaa hai kyaa mujhe duniyaa se tujhase kaam hai
	ra.ngii nazaare mile
	tuufaa.N me.n kinaare mile
	dil ke sahaare mile
	dil me.n ho jo tuu aa gayaa
	ho jo tuu aa gayaa
la:	naino.n me.n sapanaa
	sapano.n me.n sajanaa
	sajanaa pe dil aa gayaa
	kyuu.N sajanaa pe dil aa gayaa
ki:	are naino.n me.n sapanaa
	sapano.n me.n sajanii
	sajanii pe dil aa gayaa
	ke sajanii pe dil aa gayaa
la:	kyuu.N sajanaa pe dil aa gayaa
ki:	ke sajanii pe dil aa gayaa
la:	kyuu.N sajanaa pe dil aa gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
