% ISB File: HindustaanKiQasam_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##love love love## mujhe ##love## ho gayaa hai}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Abhijit, Purnima}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he ##love love love## mujhe ##love## ho gayaa hai
##love## me.n jo hotaa hai vo sab ho gayaa hai

naa mai.n jaanuu.n naa tuu jaane
naa mai.n jaanuu.n he he naa tuu jaane
jaane kaise kahaa.n kyaa kab ho gayaa hai
la la la ##love love love## \threedots

tuu chalaa jaa_e jaan bhii merii tere saath chalii jaa_e
tuu jo chalaa jaa_e jaan bhii merii tere saath chalii jaa_e
tera aanaa teraa jaanaa
tera aanaa ho teraa jaanaa
dil ke aane jaane kaa sabab ho gayaa hai
haay he ##love love love## \threedots

chal o dilajaanii tujhako mai.n tujhase churaa ke le jaa_uu.n
aa o o merii raanii naino.n kii Dolii me.n biThaa ke le jaa_uu.n
aajaa mere piichhe piichhe
aajaa mere he he he piichhe piichhe
teraa sab kuchh meraa ab ho gayaa hai he he
haa.n haa.n haa.n ##love love love## \threedots

suno diivaane mere paas na aanaa mujhe kuchh ho jaa_egaa
sun o hasiinaa duur na jaanaa mujhe kuchh ho jaa_egaa
kuchh bhii kar lo kuchh bhii kah lo
saarii baato.n kaa ye matalab ho gayaa hai
are ##love love love## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{a.Nkhiyaa.n pahale mai.nne tujhase milaa_iyaa.n}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa o aa aa o
a.Nkhiyaa.n pahale maine tujhase milaa_iyaa.n a.Nkhiyaa.n haay a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n phir maine jhaT se jhukaa_iyaa.n a.Nkhiyaa.n haay a.Nkhiyaa.n
laakh maine tujhase churaa_iyaa.n a.Nkhiyaa.n
la.D ga_iyaa.n baaj nahii.n aa_iiyaa.n a.Nkhiyaa.n rabbaa a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n pahale maine \threedots

o ban gayaa bahaanaa oy oy oy chhe.Degaa zamaanaa oy oy oy
mushkil hai dil kaa oy oy oy ye bhed chhupaanaa
pahale ye chup chup rahatii thii.n
karane lagii hai.n ab ye batiyaa.n rabbaa a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n pahale maine \threedots

haay raamaa duhaa_ii hoy hoy hoy tuune harajaa_ii hoy hoy hoy
meraa chain churaaya hoy hoy hoy o merii nii.nd ga.nvaa_ii
chhoTe chhoTe din to guzar jaa_e.nge
kaise guzare.ngii lambii lambii ratiyaa.n rabbaa a.Nkhiyaa.n

a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n sajanii
a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n ve sajanaa
a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n

jo kuchh karatii hai.n oy oy oy a.Nkhiyaa.n karatii hai.n oy oy oy
is dil pe kaahe oy oy oy ho chhuriyaa.n chalatii hai.n
mai.n kyuu.n sharamaa_ii hoy hoy hoy o mai.n kyuu.n ghabaraa_ii
mai.n kahaa.n ga_ii thii aahaa haay o mai.n kahaa.n se aa_ii
kis kis kaa mai.n javaab duu.ngii 
puuchhe.ngii kitane savaal sakhiyaa.n rabbaa a.Nkhiyaa.n haay
a.Nkhiyaa.n haay a.Nkhiyaa.n ye a.Nkhiyaa.n vo haay a.Nkhiyaa.n
o rabbaa haay a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n phir maine \threedots

ho a.Nkhiyo.n ko laa la.Daaye.n a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyo.n se aa.Nkhe.n la.Daa_e.n a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyo.n me.n pyaas jagaa_e.n a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyo.n kii pyaas bujhaa_e.n a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n o rabbaa a.Nkhiyaa.n
a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baa_adab ... ai vatan jaan\-e\-jaa.n jaan\-e\-man}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Sukhwinder Singh, Udit Narayan, Jaspindar Narula, Chorus}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

baa_adab baa_adab hoshiyaar hoshiyaar hoshiyaar
baa_adab baa_adab thaam lo dil ko sab
ye zamii.n chuumakar sab kaho jhuumakar he
ai vatan ai vatan jaan\-e\-jaa.n jaan\-e\-man
ye samaa.n ye bahaar dil fidaa jaa.n nisaar
ai vatan \threedots

jalavaa teraa jalavaa jalavaa o teraa jalavaa jalavaa
nach ghughiye nii tenuu.n pakaa deyaa.nge
kachchaa na_ii tenuu.n pakkaa deyaa.nge
rijh dii daal vich pakaa deyaa.nge
nach ghughiye \threedots

dudh dii khiir naal lipaa deyaa.nge
roTii puurii na_ii.n chappaa deyaa.nge
gol gol gol gol chappaa deyaa.nge
nach ghughiye \threedots

jism teraa sone kaa hiire motii laal ja.De hai.n
tere dar pe ham sab tere paharedaar kha.De hai.n
ham hai.n to kyaa Gam hai pyaare kaahe kaa hai khataraa
jalavaa teraa \threedots
ai vatan \threedots

chanave ki shaukaN mele dii
shaavaa ki shaukaN mele dii o
mai.n dho ke jhaa.njharaa paa_u.ndii
mai.n hiladii aa_u.ndii
ki shaukaN aahaa ki shaukaN mele dii
chanave ki shaukaN mele dii
a.Diye ki nak terii sone dii
chanave ki shaukaN mele dii
buliyaa.n te malaa_iyaa.n laa_uu.ndii
chuu.Daa khanakaa_u.ndii meladii aa_u.ndii
ki shaukaN aahaa ki shaukaN mele dii
chanave ki shaukaN mele dii
shaavaa ki shaukaN mele dii o

huu.n mai.n huu.n fauzii tuu manamaujii
mai.n huu.n fauzii are tuu manamaujii
khuub mile diivaane do jii khuub mile diivaane
is miTTii ke saath ju.De hai.n farz mohabbat roTii rozii
dil ke a.ndar ishq kaa jazbaa
kyaa jalavaa kyaa paradaa
jalavaa teraa \threedots
ai vatan \threedots

gulashan gulashan seharaa seharaa
mahafil mahafil saahil saahil
bastii bastii mastii mastii
zulf me.n baadal jalavaa jalavaa
aa.Nkh me.n kaajal oy kyaa kahanaa
phuul saa mukha.Daa jalavaa jalavaa
chaa.Nd kaa Tuka.Daa oy kyaa kahanaa
cheharaa kitaabii oy kyaa kahanaa
ho.nTh gulaabii oy kyaa kahanaa
chaal sharaabii oy kyaa kahanaa
ThaaTh navaabii oy kyaa kahanaa
ko_ii farishtaa yaa ba.ndaa
sabakii zubaa.n pe teraa charchaa
jalavaa teraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq ##brandy## cha.Dhadii jaa.ndii}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Sukhwinder Singh, Anuradha Paudwal}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ho ishq ##brandy## cha.Dhadii jaa.ndii
sau rab dii mainuu.n cha.Dhadii jaa.ndii
dil mere vich va.Dadii jaa.ndii
dilabar nuu.n diladaar manaa_u.ndii
ishq ##brandy## cha.Dhadii jaa.ndii
cha.Dhadii jaa.ndii ishq ##brandy##

dilabar nuu.n diladaar manaa_u.ndii
ishq ##brandy##
ishq ##brandy## jo pii jaa_e marajaaNii phir use sataa_e
o hiir hiir din raat kahe
kab raa.njhe nuu.n la.D jaa.ndii ##brandy##
haay haay haay
ishq ##brandy## cha.Dhadii jaa.ndii
cha.Dhadii jaa.ndii ishq ##brandy##

tiir lage jab ko_ii dil pe yaar bichha.D jaa_e ma.nzil pe
o ishq ##brandy## ban jaa_e tab yaaro.n kii dilajaanii
haay haay ishq ##brandy## oy hoy hoy ishq ##brandy##
o logo.n ishq ##brandy## boliyo.n ishq ##brandy##

dushman kii dushman ban jaa_e
sajanaa kii saajan kahalaa_e
miraze ke tarakash kii raunak
jainab kii ban jaa.ndii ##brandy##
aay haay haay haay
ishq ##brandy## cha.Dhadii jaa.ndii
cha.Dhadii jaa.ndii ishq ##brandy##

apanaa jab ho jaa_e begaanaa o
rastaa ho jaa_e anjaanaa
sab raste mil jaate hai.n
jab cha.Dh jaa_e mastaanii
haay haay ishq ##brandy## 
oy hoy hoy ishq ##brandy##
oy logo.n ishq ##brandy##
boliyo ishq ##brandy##
oy cha.Dhadii jaa.ndii cha.Dhadii jaa.ndii ishq ##brandy## o ho hoy

kii maikhaanaa de paimaanaa saakii teraa dil diivaanaa
aaj te nakharaa chho.D ke nach le
nach le nakharaa chho.D ke nach le
nach le khol paraa.ndii
##brandy## ishq ##brandy## ho
##brandy## dha.Dakii dilaa.n vich
bha.Dakii ki akh merii pha.Dakii
##brandy## ishq ##brandy##
bichha.De yaar milaa_u.ndii
##brandy## ishq ##brandy## ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n hindustaan huu.N}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Sukhwinder Singh/ Sukhwinder Singh, Anuradha Paudwal}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

duniyaa ke nak{}she par na jaane kitane mulq ubhare aur vaqt kii ret me.n
dabakar fanaa ho ga_e magar mai.n aaj bhii zi.ndaa huu.n
mai.n hindustaan huu.N

merii umr kyaa jaane zamaanaa o
itihaas meraa sadiyo.n puraanaa
RiShiyo.n kaa dharm suufiyo.n kaa iimaan huu.n
mai.n hindustaan huu.N

deh shivaa var mohe ihe shubh karaman te kabahuu.N na Taruu.n
na Taruu.n araso.n jab jaa_e larau nishchay kar apanii jiit karuu.n
buddham sharaNam gachchhaami
sa.ngham sharaNam gachchhaami
dharmam sharaNam gachchhaami
allaa ho akabar allaa ho akabar

hindustaaniyo.n kaa dil huu.N mai.n jaan huu.N
duniyaa zamii.n hai mai.n aasamaan huu.N
ra.ng ra.ng phuulo.n kaa mai.n gulistaan huu.N
gulistaan huu.N
mai.n hindustaan huu.N

lo ab suno tum suno tum
is dil ke dukha.De
aa.Nsuu bane mere giito.n ke mukha.De
taqasiim kaa jab kha.njar chalaa to
mai.n TuuT kar ho gayaa Tuka.De Tuka.De
apane begaano.n me.n mai.n ba.nT gayaa huu.N
zi.ndaa huu.N lekin mai.n kaT gayaa huu.N
apane begaano.n me.n mai.n ba.nT gayaa huu.N
ghaayal huu.N zakhmo.n se mai.n lahuuluhaan huu.n
mai.n hindustaan huu.N
vande maataram vande maataram

%Part 2:

is paar sarahad par ham kha.De hai.n
us paar sarahad par vo kha.De hai.n
ba.Dhakar gale se lag jaa_o yaaro.n
ye faasale chhoTe hai.n dil ba.De hai.n
achchhe pa.Dosii rahate hai.n aise
jab jab mile.n to kahate hai.n aise
tuu merii jaan hai mai.n terii jaan huu.N
tuu merii shaan hai mai.n terii aan huu.N
tuu paakistaan hai 
mai.n hindustaan huu.N
tuu merii jaan hai \threedots

saathii puraane phir mil ga_e hai.n
dono.n taraf gulashan khil ga_e hai.n
tab dushmanii me.n jaane.n ga_ii thii.n
ab dostii me.n ye mil ga_e hai.n
saathii puraane phir \threedots

ab iid aa_e aa_e baisaakhii hoy
meraa pa.Dosii hai meraa raakhii
apane pa.Dosii kaa mai.n nigehabaan huu.N
mai.n hindustaan huu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phuul khile juganuu chamake}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

phuul khile juganuu chamake dil dha.Dake nikale taare
mere jaanam tuu nahii.n aayaa baakii aa ga_e saare

tere bin mere mitaraa o bekhabaraa bedardaaa
meraa dil na_iyo lagadaa lagadaa
tere pyaar binaa sajanaa ra.ng ruup meraa na_iyo sajadaa
meraa dil na_iyo \threedots
tere bin mere mitaraa o \threedots

saamane meraa yaar nahii.n
yaar nahii.n to pyaar nahii.n
kyaa naachuu.n mai.n kyaa gaa_uu.n
merii paayal me.n jhanakaar nahii.n
saamane meraa yaar nahii.n
jhuuThaa vaadaa kar gayaa saajan
jhuuThaa duniyaa bhar daa
meraa dil na_iyo \threedots
tere bin mere mitaraa o \threedots

ho merii paayal merii paayal chham chham bajane lagii
ho merii chuu.Dii merii chuu.Dii khan khan karane lagii
terii pyaas bujhii saavan aayaa
chal naach teraa saajan aayaa
aa o jaan merii lab par aa_ii
ab aayaa tuu harajaa_ii
raste me.n hii TuuT ga_ii haay
sharm se merii a.ng.Daa_ii
nikal gayaa siine se baahar ye dil dhakadhak karadaa
meraa dil na_iyo \threedots
tere bin mere mitaraa o \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sau janam i.ntazaar hotaa hai ... raa.njhaNaa ve raa.njhaNaa}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

sau janam i.ntazaar hotaa hai tab kahii.n jaake pyaar hotaa hai
har kisii ko to dil nahii.n dete pyaar bas ek baar hotaa hai

raa.njhaNaa ve raa.njhaNaa raa.njhaNaa ve raa.njhaNaa
sajan mere saajanaa mai.n jaane duu.ngii aaj naa
mai.n terii hiir huu.N tuu meraa raa.njhaNaa
raa.njhaNaa ve raa.njhaNaa \threedots

aajaa tujhe mai.n baa.ndh luu.n apanii zulfo.n kii za.njiir se
teraa rastaa rok paa_ii merii laaj naa saajanaa raa.njhaNaa raa.njhaNaa
sajan mere saajanaa \threedots

tuu pyaar kaa raajaa sahii mai.n kam nahii.n terii raanii huu.N mai.n
mere dil pe raaj haa.n chalegaa teraa raa.njhaNaa saajanaa raa.njhaNaa raa.njhaNaa
sajan mere saajanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere dil ke paas meraa dil hai}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Asha, Sonu Nigam}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tere dil ke paas meraa dil hai aaj meraa dil machal rahaa hai
haa.n merii jaa.n nikal rahii hai yaa ko_ii aramaa.n nikal rahaa hai
haay haay tere dil ke paas \threedots

dil chaahe aise me.n ik duuje ko thaam le.n
tere dil ke paas \threedots

yahaa.n husn bhii hai yahaa.n ishq bhii hai mahafil me.n kyaa nahii.n hai
zaraa mu.D ke dekh ham jaisaa ek ko_ii duusaraa nahii.n hai
are logo.n ke ho ho ho ho.nTho.n pe teraa meraa naam hai
mai.n huu.n tere sa.ng mahafil kaa ra.ng palapal badal rahaa hai
o merii jaa.n nikal rahii \threedots

aa.Nkhe.n jhukaa ke baate.n dabaa ke ho.nTho.n ko sii rahe hai.n
karade salaam chaahat ke jaam aa.Nkho.n se pii rahe hai.n
haa haa haa dil de de haay dil le le duniyaa me.n rakhaa hai kyaa
tere mere biich nahii.n aur ko_ii jaaduu saa chal rahaa hai
merii jaa.n nikal rahii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere dil me.n merii tasviir ve}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Sadhana Sargam}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tere dil me.n merii tasviir ve
teraa pyaar merii jaagiir ve
ho ik saa.Ns me.n mai.n khud raa.njhaa
is saa.Ns me.n mai.n khud hiir ve
o teraa pyaar merii jaagiir ve

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaaraa teraa ghuu.nT bhar luu.n}%
\film{Hindustaan Ki Qasam}%
\year{1999}%
\starring{Amitabh bachchan, Ajay Devgan, Manisha Koirala, Sushmita Sen}%
\singer{Sadhana Sargam}%
\music{Sukhwinder Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

yaaraa teraa ghuu.nT bhar luu.n
tujhe dekhake sabr na aa_e
terii merii ik zi.ndagii ve
kyuu.n alag shariir banaa_e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
