% ISB File: HolidayInBombay_1941.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chhe.D de sajanii ... jinakii jawaanii unakaa zamaanaa}%
\film{Holiday in Bombay/ Bambai Ki Sair}%
\year{1941}%
\starring{Sabita Devi, Shobhana Samarth, Arun, Vatsala Kumthekar, E Bilimoria, Jal Merchant, Ghori}%
\singer{Kantilal, Shobhana Samarth}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 27 Oct 2002
% Comments: The song is based on Raag Durga.
%   Film - 'Holiday in Bombay' urf 'Bambai ki sair'

\printtitle
#indian

kaa: chhe.D de sajanii wohii taraanaa
sho: kaun saa, saajan?
kaa: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa
bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa

sho: saajan, prem ke miiThe sapane
kaa: dil leke ban jaa_o apane
      mai.n kahuu.N pagalii, tum kaho diwaanaa
bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa

sho: phuul khile hai.n Daalii Daalii
kaa: kitanaa khush hai man kaa maalii
      naachat titalii bhau.nraa mastaanaa
bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa

kaa: dono jawaa.N dono kamasiin hai.n
      khul gaye ab unake din hai.n
      dekh ke unako jii na jalaanaa
bo:  jinakii jawaanii unakaa zamaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
