% ISB File: HoorEArab_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd ne pahanaa taaj sitaaro jhuum\-jhuum kar naacho}%
\film{Hoor-e-Arab}%
\year{1955}%
\starring{Pradeep Kumar, Shashikala}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12303 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

la \:	chaa.Nd ne pahanaa taaj
	sitaaro jhuum\-jhuum kar naacho
	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
ko \:	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
	aa

la \:	o
	( aan mubaarak shaan mubaarak
	Kushiyo.n ke saamaan mubaarak ) \-2
ko \:	Kushiyo.n ke saamaan mubaarak
la \:	kaliyaa.N jhuume.n Gu.nche mahake \-2
	jaise sharaabii pii kar bahake
	duniyaa sajii hai aaj
	sitaaro jhuum\-jhuum kar naacho
	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
ko \:	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
	aa

la \:	o
	( Kushiyo.n ke yaa.N jalawe kitane
	ek nazar me.n laakho.n fitane ) \-2
ko \:	ek nazar me.n laakho.n fitane
la \:	dil me.n wafaaye.n lab pe du_aa.n
	dekhane waale jhuum ke gaaye.n
	dil me.n Kushii hai aaj
	sitaaro jhuum\-jhuum kar naacho
	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
ko \:	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
	aa

la \:	chaa.Nd ne pahanaa taaj
	sitaaro jhuum\-jhuum kar naacho
	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
ko \:	bahaaro jhuum\-jhuum kar gaa_o
	aa

	aa
la \:	aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taraa raa raa ram mere dil me.n sanam}%
\film{Hoor-e-Arab}%
\year{1955}%
\starring{Pradeep Kumar, Shashikala}%
\singer{Lata}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11946 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( taraa raa raa ram
mere dil me.n sanam ) \-2
tuu baad\-e\-sabaa.N kyaa jaane
( jaane naa ko_ii
mere dil kii lagii ) \-2
har saa.Ns me.n hai.n afasaane
taraa raa raa ram

( ek sitaaraa
chaa.Nd se pyaaraa ) \-2
chhoTe se dil me.n aayaa
paiGaam\-e\-mohabbat laayaa
shaam\-e\-bahaar hai
aa.Nkho.n me.n pyaar hai
dil beqaraar hai
ko_ii nahii.n pahachaane

( taraa raa raa ram
mere dil me.n sanam ) \-2
tuu baad\-e\-sabaa.N kyaa jaane
taraa raa raa ram

aa haa haa

( dil kaa fasaanaa
lab pe naa laanaa ) \-2
siikh le ko_ii hamase
hai duniyaa hamaare dam se \-2
aa_ii.n jawaaniyaa.N
le ke nishaaniyaa.N
dil kii kahaaniyaa.N
pyaar ke sab diiwaane

( taraa raa raa ram
mere dil me.n sanam ) \-2
tuu baad\-e\-sabaa.N kyaa jaane
taraa raa raa ram

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
