% ISB File: HouseNo44_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chup hai dharatii, chup hai.n chaa.Nd sitaare}%
\film{House No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Karthik}%
\singer{Hemant}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: A Tribute to Sachin Dev Burman #4

\printtitle
#indian

hey mm mm mm
hey mm mm mm

chup hai dharatii, chup hai.n chaa.Nd sitaare
mere dil kii dha.Dakan tujhako pukaare

khoye khoye se ye mast nazaare
Thahare Thahare se yah ra.ng ke dhaare
Dhoo.NDh rahe hai.n tujhako saath hamaare
chup hai dharatii \threedots

Aa~ haa~
kone kone mastii phail rahii hai
baahe.n banakar hastii phail rahii hai
tujh bin duube dil ko kaun ubhaare
chup hai dharatii \threedots

nikharaa nikharaa sa hai chaa.Nd kaa jauvan
bikharaa bikharaa sa hai nuur ka daaman
aajaa merii tan_haayii ke sahaare
chup hai dharti \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dam hai baakii to Gam nahii.n}%
\film{House No. 44/ Makaan No. 44/ Ghar No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Karthik}%
\singer{Asha, Male Voice?}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

o
( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) \-2

( aa.Nkh wo kyaa, dil hii wo kyaa
jo na kare ko_ii Kataa ) \-2
haath ba.Dhaa saaj uThaa
duniyaa kaa Gam kare apanii balaa

( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) \-2

% Male Voice: he he he he

aa \:
( kal ke aaj aaj na Dhal 
dil se miTaa Gam kaa asar ) \-2
sochanaa kal aah na bhar
aa.Nkho.n me.n baseraa kar dil me.n utar

( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) \-2

( rut hai jawaa.N waqt hasii.n
jashn rahe aaj yahii.n ) \-2
kal kaa yaqii.n hamako nahii.n
than hii na jaaye kahii.n ghuumatii zamii.n

( dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n ) \-2

% Male Voice: he he, he he
aa \: he he, he he

	he he he
dam hai baakii to Gam nahii.n
aish ke raste kam nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekh idhar o jaaduugar hame.n ghaayal kar ke}%
\film{House No. 44/ Makaan No. 44/ Ghar No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Karthik}%
\singer{Asha, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

dekh idhar o jaaduugar
dekh idhar o jaaduugar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N \-2
chalaa hai kahaa.N
dekh idhar o jaaduugar
aa
o

dil par Dore Daal ke tuune kar liyaa hamako bas me.n \-2
pahale hii mel me.n khaa baiThe ham mar miTane kii qasame
haay
pahale hii mel me.n khaa baiThe ham mar miTane kii qasame
tirachhii nazar thii yaa Ka.nzar 

hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N
chalaa hai kahaa.N
dekh idhar o jaaduugar

aa
ho o o
he e e

aa aa
pal do pal kii hai.n ye bahaare.n pal do pal ke mele \-2
kyaa jiitegaa dil kii baazii jo Dar\-Dar kar khele
soch na kar baa.Nke dilabar

hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N
chalaa hai kahaa.N
dekh idhar o jaaduugar

ho o
o jaaduugar
hame.n ghaayal
are hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N
chalaa hai kahaa.N
dekh idhar ho jaaduugar
ho jaaduugar
ho jaaduugar

% Chorus:
ho jaaduugar
hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N
dekh idhar ho jaaduugar

aa \: oy jaaduugar
ko \: hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N
dekh idhar ho jaaduugar
hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N
dekh idhar ho jaaduugar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phailii huii hai.n sapano.n kii baa.Nhe.n}%
\film{House No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kaartik}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Ravi Sriniwas (@gatech.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

phailii huii.n hai.n sapano.n kii baahe.n 
aajaa chala de.n kahii.n dUr 
vahii.n merI manzil vahii.n terI rAhe.n 
aajaa chala de.n kahii.n dUr 

uu.Nche ghaaT ke sa.ng tale chhip jaae.n 
dhu.ndhalii fizaa me.n kuchh khoe.n kuchh paaye.n 
dha.Dakan kii lay par koii aisI dhun gaaye.n 
dede jo dilako dilakii panaahe.n 
aajaa chala de.n kahii.n duur \threedots

jhuulaa dhanak kaa dhiire dhiire ham jhuule.n 
ambar to kyA hai taaro.n ke bhI lab chhUle.n 
mastii me.n jhuule.n aur saare Gam bhuule.n 
piichhe nA dekhe.n mu.Dake nigaahe.n 
aajaa chala de.n kahii.n duur \threedots

phailii huii.n hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar}%
\film{House No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}%
\singer{Lata, Hemant}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Srinivas Ganti 
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: SDB Series #29

\printtitle
#indian

la: piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar chhup chhup jaanaa ho
la: piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar chhup chhup jaanaa ho
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots

la: dekho na baabuujii daaye.n baaye.n
he: oho ho
la: paa.Nv kahii.n ulajh na jaae.n
he: aa haa haa
la: chaahat ke raste me.n pher ba.De hai.n
    giroge fisal ke chaalnaa sambhal ke
    chhup chhup jaanaa
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots

la: chorii chorii aake morii sai.nyaa
he: o ho ho
la: ? aur thaamo morii bai.nyaa
he: uu.Nh uu.Nh uu.N
la: jaao jii tum se diler ba.De hai.n
    aaye jo aka.D ke maaruu.Ngii paka.D ke
    chhup chhup jaanaa
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots

la: jhalak dikhaake tarasaau.N
he: o ho ho
la: par kabhii paka.Dii na jaauu.N
he: aa haa haa
la: tum jaise miTTii ke sher ba.De hai.n
    ha.Nsake machal ke haatho.n se nikal ke
    chhup chhup jaanaa
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii duniyaa me.n jiine se to behatar hai ki mar jaaye.n}%
\film{House No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}%
\singer{Hemant}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)

\printtitle
#indian

terii duniyaa me.n jiine se to behatar hai ki mar jaae.n
vohii aa.Nsuu, vohii aahe.n, vohii Gam hai.n jidhar jaae.n
terii duniyaa me.n jiine se to behatar hai kii mar jaae.n

koii to aisaa ghar hotaa jahaa.N se pyaar mil jaataa
vohii begaane chehare hai.n jahaa.N pahu.Nche jidhar jaae.n
terii duniyaa me.n jiine se to behatar hai kii mar jaae.n

are o aasamaa.N vaale bataa isame.n buraa kyaa hai 
khushii ke chaar jho.nke gar idhar se bhii guzar jaae.n
terii duniyaa me.n jiine se to behatar hai kii mar jaae.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum chalo hamaare saath balamaa}%
\film{House No. 44/ Makaan No. 44/ Ghar No. 44}%
\year{1955}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Karthik}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

ho bhole piyaa
tum chalo hamaare saath balamaa 
Dariyo naa 
aag lage ba.ngale me.n ho balamaa
aag lage ba.ngale me.n 
tum chalo hamaare saath balamaa 
chalo hamaare saath balamaa 
Dariyo naa 
aag lage ba.ngale me.n ho balamaa
aag lage ba.ngale me.n 

ye nainaa aur ye ho.nTh phuul hai.n chhurii nahii.n, chhurii nahii.n, chhurii nahii.n
duniyaa ko haar ke dil kii jiit kuchh burii nahii.n, burii nahii.n, burii nahii.n
ho bhole piyaa
tumhe.n merii qasam
ko_ii kariyo na Gam

tum chalo hamaare saath balamaa 
chalo hamaare saath balamaa 
Dariyo naa naa
aag lage ba.ngale me.n ho balamaa \-2
aag lage ba.ngale me.n 

kar lo jii aa.Nkhe.n chaar pyaar se Daro nahii.n, Daro nahii.n, Daro nahii.n
jiine ke din hai.n sarakaar aaj tum maro nahii.n, maro nahii.n, maro nahii.n
ho bhole piyaa
tumhe.n merii qasam
ko_ii kariyo na Gam

tum chalo hamaare saath balamaa 
chalo hamaare saath balamaa 
Dariyo naa naa
aag lage ba.ngale me.n ho balamaa \-2
aag lage ba.ngale me.n 

ye hai.n mastaane din\-raat lauT ke aaye.nge naa, aaye.nge naa, aaye.nge naa
aur lauT ke aa bhii gaye to hamako paaye.nge naa,  paaye.nge naa, paaye.nge naa
ho bhole piyaa
tumhe.n merii qasam
ko_ii kariyo na Gam

tum chalo hamaare saath balamaa 
chalo hamaare saath balamaa 
Dariyo naa naa naa naa
aag lage ba.ngale me.n ho balamaa \-2
aag lage ba.ngale me.n 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
