% ISB File: HumAapkeHainKaun_1994.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##Chocolate, Lime Juice, Ice Cream##}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Madhuri Dixit, Salmaan Khan, Renuka Shahane, Mohnish Behl, Anupam Kher}%
\singer{Lata}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

##Chocolate, Lime Juice, Ice Cream,## Taufiyaa.N
pahale jaise ab mere shauq hai.n kahaa.N
gu.Diyaa, khilaune merii saheliyaa.N
ab mujhe lagatii hai.n saarii paheliyaa.N
ye kaun saa mo.D hai umar kaa

ye kaisaa diivaanaapan hai kyaa jaanuu.N, mai.n kyaa jaanuu.N 
mushakil ho gayaa Kud ko kaise pahachaanuu.N, mai.n pahachaanuu.N
din kaTataa hai kaTe na ratiyaa.N
kis se kahuu.N mai.n ye saarii batiyaa.N
gu.Diyaa   \threedots

man me.n tara.nge uThane lagii hai.n ye kaisii, ye kaisii
ab jaisii huu.N pahale nahii.n thii mai.n aisii, mai.n aisii
khilane lagii hai.n raaho.n me.n kaliyaa.N
akhiyaa.N Dhuu.NDhe sapano.n kii galiyaa.n
gu.Diyaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aaj hamaare dil me.n ajab ye ulajhan hai}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Alok Nath, Rima Lagoo, Anupam Kher, Salman Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Lata, Kumar Sanu}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aaj hamaare dil me.n ajab ye ulajhan hai
gaane baiThe gaanaa, saamane samadhan hai
ham kuchh aaj sunaaye.n, ye unakaa bhii man hai
gaane baiThe gaanaa, saamane samadhan hai

kaano kii baaliyaa.N, chaa.Nd suuraj lage
ye banaaras kii saa.Dii khuub saje
raaz kii baat bataaye.n, samadhiijii ghaayal hai.n
aaj bhii jab samadhan kii, khanakatii paayal hai

ho.nTho.n kii ye ha.Nsii, aa.Nkho.n kii ye hayaa
itanii maasuum to, hotii hai bas duaa
raaz kii baat bataaye.n samadhii khush qisamat hai.b
laxmii hai samadhan jii, jinase ghar jannat hai

aaj hamaare dil me.n ajab ye ulajhan hai
saamane samadhiijii, gaa rahii samadhan hai
hamako jo hai nibhaanaa, vo naazuk bandhan hai
saamane samadhiijii, gaa rahii samadhan hai

merii chhaayaa hai jo, aapake ghar chalii
sapanaa ban ke merii, palako.n me.n hai palii
raaz kii baat bataaye.n, ye puu.Njii jiivan kii
shobhaa aaj se hai ye, aapake aa.Ngan kii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baabul jo tumane sikhaayaa}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Renuka Shahane, Madhuri Dixit, Salmaan Khan, Anupam Kher, Alok Nath, Rima Lagoo, Laxmikant Berde}%
\singer{Sharda Sinha}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

baabul jo tumane sikhaayaa, jo tumase paayaa
sajan ghar le chalii, sajan ghar mai.n chalii

yaado.n ke lekar saaye
chalii ghar paraaye
tumhaarii laa.Dalii
kaise bhuul paa_uu.Ngii mai.n baabaa
sunii jo tumase kahaaniyaa.N
chho.D chalii aa.Ngan mai.n maiyyaa
bachapan kii nishaaniyaa.N
sun merii pyaarii bahanaa, sajaaye rahanaa
ye baabul kii galii, sajan ghar mai.n chalii   \threedots

ban gayaa parades ghar janam kaa
milii hai duniyaa mujhe nayii
naam jo piyaa se mai.n ne jo.Daa
naye rishto.n se ba.Ndh gayii
mere sasur jii pitaa hai.n
pati devataa hai.n
devar chhavi kR^ishhN kii
sajan ghar mai.n chalii   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dhik.h tanaa dhik.h tanaa dhik.h tanaa}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dhik.h tanaa tik.h tanaa dhik.h tanaa
dhik.h, dhik.h tanaa tik.h tanaa dhik.h tanaa
bhaabhii tum khushiyo.n kaa khazaanaa
dhik.h tanaa tik.h tanaa dhik.h tanaa

pahalii kiraN jab se uge
bhaabhii merii tab se jage
sabakaa puuraa dhyaan dhare vo
shaam Dhale tak kaam kare
kal tak rahaa is chaa.Nv se
meraa bachapan an_jaanaa
dhik.h tanaa   \threedots

hogii merii shaadii kabhii
kahate hai.n ye mujhase sabhii
Kud apanii devaraanii chunanaa
baat kisii kii mat sunanaa
tum Dhuu.NDh ke ra.ng ruup me.n
apanii parachhaa_ii laanaa
dhik.h tanaa   \threedots

kab tak rahuu.N sabase chhoTaa
aaye koii mujhase chhoTaa
ha.Nsataa bolataa koii khilaunaa
ab in baaho.n ko do na
tumase maa.Nge ghar kaa aa.Ngan
pyaaraa pyaaraa nazaraanaa
dhik.h tanaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diidii teraa devar divaanaa}% 
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Madhurii Dixit, Salamaan Khan}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

##Lata##
laa laa \threedots
diidii teraa devar divaanaa
diidii teraa devar divaanaa
haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa
ko: haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

(dha.ndhaa hai ye usakaa puraanaa) \- 2
haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa
ko: haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

la llaa \threedots

mai.n bolii ke laanaa yuu imalii kaa daanaa
magar vo chhuhaare le aayaa divaanaa 
mai.n bolii machale hai dil meraa haay
vo kharabujaa laayaa jo niimbuu ma.Ngaaye
(pagalaa hai koii usako bataanaa) \- 2
haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

ko: haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

oy hoe hoe
diidii teraa devar divaanaa
haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

mai.n bolii ki laanaa tuu miTTii kaa haa.N.Dii
magar vo bataashe le aayaa anaa.Dii
mai.n bolii ke laade mujhe tuu khaTaaii
vo baazaar se leke aayaa miThaaii
huun mushkil hai yuu.n mujhako pha.Nsaanaa \- 2
haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa
ko: haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

uii maa.N
diidii teraa devar divaanaa
haay raam ku.Diyo.n ko Daale daanaa

ko: hoe hoe hoe haay re haay   hoe hoe hoe haay re haay 

##SP:##
bhaabhii terii bahanaa ko maanaa \-2 
haay raam ku.Diyo.n kaa hai zamaanaa \- 2

rabbaa mere mujhako bachaanaa \- 2
haay raam ku.Diyo.n kaa hai zamaanaa \- 2

rappaapapaa turuuruuruu ruu ruu \-2

hukuum apakaa thaa jo maine naa maa.naa
khataavaar huu.N mai.n na aayaa nibhaanaa
sazaa jo bhii doge vo ma.Nzuur hogii
ajii merii mushkil kabhii duur hogii
bandaa hai ye khud se begaanaa \- 2
haay raam ku.Diyo.n kaa hai zamaanaa 
(ko: haay raam
ku.Diyo.n kaa hai zamaanaa) \- 5

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duulhe kii saaliyo ... juute de do paise le lo}% 
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman, Madhuri}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

duulhe kii saaliyo.n o hare dupaTTe vaaliyo.n \- 2
juute de do paise lelo
ko: juute de do paise lelo

dulhan ke devar tum dikhalaao naa ye tevar \- 2
paise dedo juute lelo
ko: paise dedo juute lelo

he he he he

ajii noT gino jii, jUte laao
jid chho.Do jii, juute laao
##Fraud##hai.n kyaa ham, tum hii jaano
aka.Duu ho tum, jo bhii maano
ko: jo bhii maano, jo bhii maano
ajii baat ba.Dhegii, ba.Dh jaane do
maa.Ng cha.Dhegii, cha.Dh jaane do
pa.Do naa aise, pahale juute
ko: pahale juute pahale juute
juute liye hai.n nahii.n churaayaa koii jevar
dulhan ke devar tum dikhalaao naa ye tevar
paise dedo juute lelo 
juute dedo paise lelo \- 2

kuchh Tha.NDaa pii lo, mUD nahii.n hai
dahii ba.De lo, mUD nahii.n hai
kulfii khaa lo, bahut khaa chuke
paan khaa lo, bahut khaa chuke
ko: bahut khaa chuke bahut khaa chuke
ajii rasamalaaii, aapake liye
itanii miThaaii, aapake liye
pahale juute, khaae.Nge kyaa
aapakii marjii, naajii taubaa
ko: naajii taubaa naajii taubaa
kisI betuke shaayar kii besurii qavvaaliyo.n
dUlhe kii saaliyo.n o hare dupaTTe vaaliyo.n
juute dedo paise lelo \- 2

he he he he
jUte dedo paise le lo \- 4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham aap ke, aap ke hai.n kaun}%
\film{Ham aap ke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Madhuri Dixit, Salmaan Khan}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ham aap ke hai.n kaun
bechain hai, merii nazar
hai pyaar kaa kaisaa asar
na chup raho, itanaa kaho
ham aap ke, aap ke hai.n kain   \threedots

Kud ko sanam, rokaa ba.Daa
aakhir mujhe kahanaa pa.Daa
Kvaabo.n me.n tum aate ho kyo.n
ham aap ke, aap ke hai.n kaun   \threedots

bechain hai, merii nazar
hai pyaar kaa kaisaa asar
hai.n hosh gum, puuchho na tum
ham aap ke, aap ke hai.n kain   \threedots

kaise kahuu.N dil kii lagii
cheharaa meraa, pa.Dh lo kabhii
ye sharam kii, surkhii kahe
ham aap ke, aap ke hai.n kaun   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lo chalii mai.n apane devar kii baaraat le ke}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Renuka Shahane, Madhuri Dixit, Salmaan Khan}%
\singer{Lata}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

lo chalii mai.n apanii devar kii baaraat le ke lo chalii mai.n
na baiND bajaa, na hii baaraatii, khushiyo.n kii saugaat le ke
lo chalii mai.n   \threedots

devar dulhaa banaa, sar pe seharaa sajaa
bhaabhii ba.Dhakar aaj balaa_iyaa.N letii hai
prem kii kaliyaa.N khile, pal pal khushiyaa.N mile
sachche man se aaj duaae.N detii hai
gho.De pe cha.Dh ke, chalaa hai baa.Nkaa, apanii dulhan se milane
lo chalii mai.n   \threedots

vaah! vaah! raam jii, jo.Dii kyaa banaa_ii
devar devaraaniijii, badhaa_ii ho badhaa_ii
sab rasamo.n se ba.Dii hai jag me.n dil se dil kii sagaa_ii

aaj hai shubh gha.Dii, aaj banii mai.n ba.Dii
kal tak ghar kii bahu thii, ab huu.N jeThaanii
huqum chalaa_uu.Ngii mai.n, aa.Nkh dikhaa_uu.Ngii mai.n
sahamii kha.Dii rahegii merii devaraanii
hazaar sapane, palako.n me.n apane diivaanii mai.n saath le ke
lo chalii mai.n   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa}% 
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman, Madhuri Dixit}%
\singer{Lata}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor:  Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

maaii ne maaii
maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa \- 2
jogan ho gayii terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa 

maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa 
jogan ho gaI terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa 

chann maahiye chann maahiye mere Dol sipaiye
cho: chann maahiye chann maahiye mere Dol sipaiye

chaa.Nd kii tarah chamak rahii thii us jogii kii kaayaa
mere dvaare  aakar usane pyaar kaa alak jagaayaa
apane tan pe bhasm ramaa ke \- 2 
saarii rain vo jaagaa
jogan ho gaI terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa

sun hiriye nach hiriye nach ke ra.ng zamaa \- 2

mannat maa.Ngii thii tune ik roj mai.n jaauu.n bihaayii
is jogii ke sa.ng merii tuu kar de ab ku.Damaayii
in haatho.n me.n lagaa de me.nhadii \-2
baa.Ndh shagun kaa dhaagaa
jogan ho gayii terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa

maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa 
jogan ho gaI terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhase judaa ho kar, tujhe duur jaanaa hai}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

mujh se judaa ho kar tumhe.n duur jaanaa hai
pal bhar kii judaa_ii phir lauT aanaa hai
saathiyaa sa.ng rahegaa teraa pyaar
saathiyaa, ra.ng layegaa i.ntazaar

tumase judaa hokar mujhe duur jaanaa hai
pal bhar kii judaa_ii phir lauT aanaa hai
saathiyaa, sa.ng rahegaa teraa pyaar
saathiyaa, ra.ng layegaa i.ntazaar

mai.n huu.N terii sajanii, saajan hai tuu meraa
tuu baa.Ndh ke aayaa mere pyaar kaa seharaa
chehare se ab tere haTatii nahii.n akhiyaa.N
teraa naam le lekar chhe.De mujhe sakhiyaa.N
sakhiyo.n se ab mujhako piichhaa chhu.Daanaa hai
pal bhar kii judaa_ii phir lauT aanaa hai   \threedots

mere tasavvur me.n tum roz aatii ho
chupake se tum aakar, meraa ghar sajaatii ho
sajanii ba.Daa pyaaraa ye ruup hai tera
gjare kii khushabuu se mahakaa hai ghar meraa
aa.Nkho.n se ab terii kaajal churaanaa hai
pal bhar kii judaa_ii phir lauT aanaa hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalaa pahalaa pyaar hai}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

pahalaa pahalaa pyaar hai
pahalii pahalii baar hai
jaan ke bhii an_jaanaa
kaisaa meraa yaar hai   \threedots

usakii nazar, palako.n kii chilaman se mujhe dekhatii, usakii nazar
usakii hayaa, apanii hii chaahat kaa raaz kholati, usakii hayaa
chhup ke kare jo vafaa, aisaa meraa yaar hai
pahalaa pahalaa pyaar hai   \threedots

vo hai nishaa, vo hii merii zi.ndagii kaa bhor hai, vo hai nishaa
use hai pataa, usakii haatho.n me.n merii Dor hai, use hai pataa
saare jahaa.N se judaa, aisaa meraa pyaar hai
pahalaa pahalaa pyaar hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ThaNDii ThaNDii ... ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam, Chorus}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ko:	ThaNDii ThaNDii puravaiyaa me.n u.Datii hai chunariyaa, he
	dha.Dake moraa jiyaa raamaa baalii hai umariyaa

baa:	dil pe, nahii.n qaabu
	kaisaa, ye jaaduu

la:	ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa
	na ab dil pe qaabuu hai mitavaa
	nainaa jisame.n kho gaye
	diivaane se ho gaye
	nazaaraa vo har suu hai mitavaa
	ho ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa
	
ko:	shaharii baabuu ke sa.ng mem gorii gorii, he
	aise lage jaise, chandaa kii chakorii
	
la:	phuulo.n kaliyo.n kii bahaare.n
	cha.nchal ye havaa_o.n kii pukaare.n
	ha phuulo.n kaliyo.n kii bahaare.n
	cha.nchal ye havaa_o.n kii pukaare.n
baa:	hamako ye ishaaro.n me.n kahe.n ham
	tham ke yahaa.N gha.Diyaa.N guzaare.n
la:	pahale kabhii to na hamase
	batiyaate the aise phulavaa
baa:	ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa
la:	mitavaa
baa:	na ab dil pe qaabuu hai mitavaa
	nainaa jisame.n kho gaye
	diivaane se ho gaye
	nazaaraa vo har suu hai mitavaa
	o o o ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa
	
ko:	sachchii sachchii bolanaa bhed na chhupaanaa, he
	kaun Dagar se aaye kaun disaa hai jaanaa
	
baa:	inako ham le ke chale hai.n
	apane sa.ng apanii nagariyaa
	##laugh## inako ham le ke chale hai.n
	apane sa.ng apanii nagariyaa
la:	haay re sa.ng an_jaane kaa
	us par an_jaan Dagariyaa
baa:	phir kaise tum duur itane
	sa.ng aa ga_ii mere goriyaa
la:	ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa
baa:	mitavaa
la:	na ab dil pe qaabuu hai mitavaa
	nainaa jisame.n kho gaye
	diivaane se ho gaye
	nazaaraa vo har suu hai mitavaa
	o o o ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa
baa:	mitavaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vaah vaah raam jii jo.Dii kyaa banaa_ii}%
\film{Ham Aapke Hain Kaun}%
\year{1994}%
\starring{Salman Khan, Madhuri Dixit, Renuka Shahane, Mohnish Behl}%
\singer{Lata, S P Balasubramaniam}%
\music{Ram Laxman}%
\lyrics{Ravinder Rawal}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

vaah vaah raam jii, jo.Dii kyaa banaa_ii
bhaiyyaa aur bhaabhii ko, badhaa_ii ho badhaa_ii
sab rasamo.n se ba.Dii hai jag me.n
dil se dil kii sagaa_ii

aapakii kR^ipaa se ye, shubh gha.Dii aa_ii
jiijii aur jiijaa ko, badhaa_ii ho badhaa_ii
sab rasamo.n se ba.Dii hai jag me.n
dil se dil kii sagaa_ii

vaah vaah raam jii

mere bhaiyyaa jo, chup baiThe hai.n
dekho bhaabhii ye, kaise ai.nThe hai.n
aise ba.De hii bhale hai.n
maanaa tho.De man_chale hai.n
paar aap ke sivaa kahii.n bhii na phisale hai.n

dekho dekho Kud pe, jiijii itaraa_ii
bhaiyyaa aur bhaabhii ko, badhaa_ii ho badhaa_ii
sab rasamo.n se ba.Dii hai   \threedots

vaah vaah raam jii

suno jiijaajii, ajii aap ke liye
merii jiijii ne, ba.De tap hai.n kiye
mandiro.n me.n kiye phere
puujaa saa.Njh savere
tiin lok tai.ntiis devo.n ke ye rahii ghere

jaise mai.n ne maa.Ngii thii, vaisii bhaabhii paa_ii
jiijii aur jiijaa ko, badhaa_ii ho badhaa_ii
sab rasamo.n se ba.Dii hai   \threedots

vaah vaah raam jii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
