% ISB File: HumHainRaahiPyaarKe_1993.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bamba_ii se ga_ii puunaa ... ham hai.n raahii pyaar ke}%
\film{Hum Hain Raahi Pyaar Ke}%
\year{1993}%
\starring{Aamir Khan, Juhi Chawla}%
\singer{Sadhana Sargam}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

bamba_ii se ga_ii puunaa puunaa se ga_ii dillii dillii se ga_ii paTanaa
phir bhii na milaa sajanaa
mahakaayaa maine gajaraa chamakaa_ii maine bi.ndiyaa
khanakaayaa maine ka.nganaa
phir bhii na milaa sajanaa
ham hai.n raahii pyaar ke ham hai.n raahii pyaar ke

aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.ngii saa.Nso.n me.n basaa luu.ngii
mai.n usakii mohabbat me.n duniyaa ko bhulaa duu.ngii
khvaabo.n me.n nahii.n kho_ii raato.n ko nahii.n so_ii
mai.n usake li_e ro_ii
phir bhii na milaa sajanaa \threedots

jab yaad usakii aa_e dil meraa dha.Dak jaa_e
vo hai ba.Daa bedardii kitanaa mujhe ta.Dapaa_e
baaho.n me.n use Dhuu.nDhaa raaho.n me.n use Dhuu.nDhaa
galiyo.n me.n use Dhuu.nDhaa
phir bhii na milaa sajanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa}%
\film{Hum Hain Raahi Pyar Ke}%
\year{1993}%
\starring{Aamir Khan, Juhi Chawla}%
\singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}%
\music{Nadeem-Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

alakaa:		(ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa
		diidaar adhuuraa rahataa hai) \- 2
		jab tak naa pa.De aashiq kii nazar \- 2
		si.ngaar adhUraa rahataa hai
		ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa

shaanuu:	ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa
		diidaar adhuuraa rahataa hai
		jab tak naa mile nazaro.n se nazar \- 2
		iqaraar adhuuraa rahataa hai
		ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa

alakaa:		dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
shaanuu:	dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa

shaanuu:	gore mukha.De se ghuu.NghaTaa haTaane de
alakaa:		gha.Dii apane milan kii to aane de
shaanuu:	mere dil pe nahii.n meraa kaabuu hai
alakaa:		kuchh nahii.n ye chaahat kaa jaaduu hai
shaanuu:	ba.DhatI hii jaatii hai.n sanam pyaar kii ye bekhudii ho
alakaa:		do premiyo.n ke naa milane se
		sa.nsaar adhuuraa rahataa hai
		jab tak naa pa.De aashiq kii nazar \- 2
		si.ngaar adhUraa rahataa hai
		ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa

shaanuu:	dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
alakaa:		haa.n! dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa

alakaa:		baag me.n gul kaa khilanaa zaruurii hai
shaanuu:	haa.N mohabbat me.n milanA zaruurii hai
alakaa:		paas aane kaa achchhaa bahaanaa hai
shaanuu:	kyaa karuu.n mai.n ki mausam diivaanaa hai
alakaa:		dil meraa dha.Dakaane lagii ab to ye diivaanagii ho
shaanuu:	binaa kisii yaar ke jaan\-e\-jaa.n 
		ye pyaar adhuuraa rahataa hai

		jab tak na mile nazaro.n se nazar \- 2
		iqaraar adhuuraa rahataa hai
		ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa

alakaa:		ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa
		diidaar adhuuraa rahataa hai
		jab tak naa pa.De aashiq kii nazar
		si.ngaar adhUraa rahataa hai
		ghuu.NghaT kii aa.D se dilabar kaa

shaanuu:	dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
alakaa:		haa.n dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
shaanuu:	dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
alakaa:		ho.n dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
shaanuu:	haa.n dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa
alakaa:		haa.n dilabar kaa dilabar kaa dilabar kaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhase muhabbat kaa iqaraar karataa}%
\film{Hum Hain Rahi Pyar Ke}%
\year{1994}%
\starring{Aamir khan, Juhi}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem-Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  Tabassum.Hijazi

\printtitle
#indian

a:  mujh se muhabbat kaa iqaraar karataa,
    kaash koii la.Dakaa mujhe pyaar karataa

ku: mujh se muhabbat ka iqraar karatii,
    kaash koii la.Dakii mujhe pyaar karatii

a:  merii maa.Ng me.n chaa.Nd taare sajaataa
    jo mai.n ruuTh jaatii mujhe vo manaataa
    haalat merii vo jaanataa
    Dha.Dakan merii pahachaanataa
    apnii bhii chaahat kaa izahaar karataa
    kaash koii la.Dakaa mujhe pyaar karataa\threedots

ku: o~ o~
    vo bechain hotii, mai.n betaab hotaa
    nigaaho.n me.n usakii, meraa Kvaab hotaa
    sharamaa ke vo lagatii gale
    rakhataa use palako.n tale
    chorii chorii vo meraa diidaar karatii
    kaash koii la.Dakii mujhe pyaar karatii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo merii nii.nd meraa chain mujhe lauTaa do}%
\film{Hum Hain Raahi Pyar Ke}%
\year{1994}%
\starring{Aamir Khan, Juhi Chawla}%
\singer{Sadhna Sargam}%
\music{Nadeem-Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

vo merii nI.nd meraa chain mujhe lauTaa do

vo merii nI.nd meraa chain mujhe lauTaa do
vo meraa pyaar meraa dard mujhe lauTaa do
nI.nd jitanI bhI maine khoyI hai
chain jitanaa bhI maine khoyaa hai
vo merii nI.nd meraa chain mujhe lauTaa do
vo meraa pyaar meraa dard mujhe lauTaa do

ek maasUm dil hai aur sitam hai.n kitane \- 2
is muhabbat ke sivaa aur bhI Gam hai.n kitane \- 2
mere ishq kaa imtahaan yU.N naa lo
tumhe.n hai qasam merii jaan yU.N naa lo
khvaab jitane bhI mai.nne dekhe hai.n
yaad jitanaa kiyaa hai mai.nne tujhe
vo mere khvaab merii yaad mujhe lauTaa do
vo merii nI.nd meraa chain mujhe lauTaa do
vo meraa pyaar meraa dard mujhe lauTaa do

ye merii bhuul thii jo maine tujhe pyaar kiyaa \- 2
na milane vaale muhabbat kaa intazaar hai \- 2
ye kyaa ra.ng laaI hai merii vafaa
milii hai mujhe kis liye ye sazaa
terii chaahat kii pyaas thii mujhako
tujhako paane kii thii ummId mujhe
vo merii pyaas vo ummId mujhe lauTaa do

vo merii nI.nd meraa chain mujhe lauTaa do
nI.nd jitanI bhI maine khoyI hai
chain jitanaa bhI maine khoyaa hai
vo merii nI.nd meraa chain mujhe lauTaa do
vo meraa pyaar meraa dard mujhe lauTaa do
vo mere khvaab merii yaad mujhe lauTaa do
vo merii pyaas vo ummId mujhe lauTaa do!!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
