% ISB File: HumHainRahiPyarKe_1960s.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ba.Dii mushkil hai tujhe bhuul jaanaa}%
\film{Hum Hain Rahi Pyar Ke}%
\year{1960s Not Released}%
\starring{}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{Khaiyyam}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10273 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ta \:	ba.Dii mushkil hai \-2
	tujhe bhuul jaanaa \-2
	ba.Dii mushkil hai \threedots
la \:	ba.Daa sa.ngadil hai \-2
	ye zaalim zamaanaa \-2
	ba.Daa sa.ngadil hai \threedots

la \:	zamaanaa vafaa kii ( sazaa de rahaa hai ) \-2
	tumhe.n dil ta.Dap kar ( sadaa de rahaa hai ) \-2
	bane ham nishaanaa zaraa dekh jaanaa
ta \:	ba.Dii mushkil hai \threedots

	vahii aag ab tak ( lagii hai jigar me.n ) \-2
	tumhaarii hii suurat ( basii hai nazar me.n ) \-2
	kiyaa har bahaanaa magar dil na maanaa
la \:	ba.Daa sa.ngadil hai \threedots

	kahaa.N le ke jaa_e.N ( ye aa.Nsuu ye aahe.n ) \-2
	nibhaa_e.N to kaise ( mohabbat nibhaa_e.N ) \-2
	sadaa zaKm khaanaa magar muskuraanaa
ta \:	ba.Dii mushkil hai \threedots
la \:	ba.Daa sa.ngadil hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raaz siine me.n mohabbat kaa chhupaa_e rakhanaa}%
\film{Hum Hain Rahi Pyar Ke}%
\year{1960s Not Released}%
\starring{}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{Khaiyyam}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10274 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	raaz siine me.n mohabbat kaa chhupaa_e rakhanaa raaz siine me.n
ta \:	shamaa jo dil me.n jalaa_ii hai jalaa_e rakhanaa shamaa jo dil me.n

la \:	dil ke jazbaat niGaaho.n me.n khi.nche aate hai.n \-2
ta \:	kitanaa dushvaar hai nazaro.n ko jhukaa_e rakhanaa kitanaa dushvaar hai

ta \:	aaj to husn kaa jii bhar ke nazaaraa kar le.n \-2
	zulf apanii zaraa chehare se haTaa_e rakhanaa zulf apanii zaraa

la \:	dil dha.Dakataa hai nazar yuu.N na milaa_o hamase \-2
	pyaar ko pyaar ke aadaab sikhaa_e rakhanaa pyaar ko pyaar ke

ta \:	saamane tum ho to kyo.n hosh rahe duniyaa kaa \-2
	kyaa qayaamat hai ye daaman ko bachaa_e rakhanaa kyaa qayaamat hai
la \:	raaz siine me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
