% ISB File: HumHoGayeAapKe_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{abhii to mohabbat kaa aagaaz hai}%
\film{Hum Ho Gaye Aap Ke}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

abhii to mohabbat kaa aagaaz hai
abhii to mohabbat kaa a.njaam hogaa
ba.Daa dilanashii.n teraa a.ndaaz hai
ba.Daa khuubasuurat teraa naam hogaa
abhii to mohabbat kaa \threedots

ye aa.Nkhe.n ye palake.n ye bi.ndiyaa ye kaajal
ye chuu.Dii ye k.nganaa ye jhumake ye paayal
ba.Dii hii suriilii ye aavaaz hai
ise sun ke dil ko bhii aaraam hogaa
abhii to mohabbat kaa \threedots

ye mastii adaa kii ye zulfo.n kii khushbuu
ye ho.nTho.n kii laalii ye baato.n kaa jaaduu
diivaane sabhii tere mohataaz hai.n
ko_ii naa ko_ii teraa gulafaam hogaa
abhii to mohabbat kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho ye diivaanaa ... pyaar hu_aa naa ai ai re maamaa}%
\film{Hum Ho Gaye Aap Ke}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}%
\singer{Sunidhi Chauhan, Chorus}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##Hey you and me mates remember##

dekho ye diivaanaa maaraa gayaa
shiishe me.n dil ke utaaraa gayaa
haa.N dekho ye \threedots

kisakii nigaaho.n me.n ye bas gayaa
jaake bechaaraa kahaa.N pha.ns gayaa
pyaar hu_aa naa ai ai re maamaa
dil to gayaa naa haa haa re maamaa
haa.N pyaar hu_aa naa ai ai re maamaa
haa.N dil to gayaa naa re maamaa

naadaa.n hai tuu naa tujhako khabar hai
aasaa.n nahii.n ye dil kaa safar hai
mushkil ba.Dii hai.n ye chaahat kii raahe.n
jiine naa de.ngii ye kamasin adaa_e.n
zulfo.n ke saa_e se bach ke nikal
paagal anaa.Dii mere saath chal
dilabar nahii.n kaam hai ye teraa
tuu maan le ab to kahanaa meraa
pyaar hu_aa naa \threedots

mere labo.n pe hai terii kahaanii
tere li_e hai ye merii javaanii
kyaa kah rahii.n hai.n ye ra.ngiin raate.n
aajaa kare.n mil ke chaahat kii baate.n
yuu.n mujhase daaman chhu.Daa ke na jaa
taubaa merii tuu kahaa.n kho gayaa
mere sanam tujhako kyaa ho gayaa
pyaar hu_aa naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{der se hu_aa par pyaar to hu_aa re}%
\film{Hum Ho Gaye Aap Ke}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}%
\singer{Alka Yagnik/ Kumar Sanu}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

der se hu_aa par pyaar to hu_aa re
o dilarubaa tuune dil le liyaa re

kyaa hai mohabbat ye mujhako bataayaa
in dha.Dakano.n ko dha.Dakanaa sikhaayaa
o bechainiyaa.n dii mere pyaase din ko
raato.n ko tuune ta.Dapanaa sikhaayaa
mushkil ba.Daa i.ntazaar hu_aa re
o dilarubaa tuune \threedots

aa.Nkho.n se nii.nde.n churaataa nahii.n thaa
dard\-e\-jigar ko ba.Dhaataa nahii.n thaa
ho tanhaa akelii thii ye zi.ndagaanii
ko_ii khayaalo.n me.n aataa nahii.n thaa
ye haal to pahalii baar hu_aa re
o dilarubaa tuune \threedots

%Part 2:

der se hu_aa par pyaar to hu_aa re
o dilarubaa tuune dil le liyaa re

kyaa hai mohabbat ye mujhako bataayaa
in dha.Dakano.n ko dha.Dakanaa sikhaayaa
o bechainiyaa.n dii mere pyaase din ko
raato.n ko tuune ta.Dapanaa sikhaayaa
mushkil ba.Daa i.ntazaar hu_aa re
o dilarubaa tuune \threedots

mere khyaalo.n me.n aavaaragii thii
chaahat me.n naa ko_ii diivaanagii thii
ho kaagaz ke phuulo.n me.n khushbuu nahii.n thii
viiraan khvaabo.n sii ye zi.ndagii thii
mujhako teraa aitabaar hu_aa re
o dilarubaa tuune \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq hai kyaa kuchh nahii.n ... nazare.n churaanaa naa}%
\film{Hum Ho Gaye Aap Ke}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ishq hai kyaa kuchh nahii.n hai muhabbat
kal kuchh nahii.n bas yahii hai hakiikat
nazare.n churaanaa naa yuu.n dil jalaanaa naa
aa mere nazadiik aa
##Love me just for the day##

mai.n to hasiino.n kaa huu.n diivaanaa
dilakash adaa_e.n meraa nishaanaa
dekhuu.n jahaa.N mai.n bahakii javaanii
chhaane lage ik nashaa
kaise bataa_uu.n tujhe merii haalat
kal kuchh nahii.n bas \threedots

terii nashiilii aa.Nkho.n se pii luu.N
mai.n do gha.Dii to mastii me.n jii luu.N
kahatii hai tere ho.nTho.n kii laalii
aa pyaas merii bujhaa
achchhii lage mujhe terii sharaarat
kal kuchh nahii.n bas \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyuu.N bekhudii sii chhaa_ii ... ham ho ga_e aapake}%
\film{Hum Ho Gaye Aap Ke}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ai haa.N aa huu.N
kyuu.N bekhudii sii chhaa_ii hai
kyuu.N aag sii lagaa_ii hai aapane
o ham ho ga_e aapake
o ho ho ham ho ga_e aapake

ho meraa hosh bhii u.Daayaa hai
merii nii.nd bhii churaa_ii hai aapane
ho ham ho ga_e aapake
o ham ho ga_e aapake

pahale aise kabhii dil dha.Dakataa na thaa
bevajah is tarah se ye ta.Dapataa na thaa
dard aisaa kabhii bhii mujhako hotaa na thaa
har gh.Dii yuu.N meraa chain khotaa na thaa
merii jaan pe ban aa_ii hai
haalat ye kyaa banaa_ii hai aapane
ho ham ho ga_e aapake \threedots

chorii chorii machalane se kyaa faayadaa
raaz\-e\-dil khol dene kaa apanaa mazaa
mujhako hai merii in dha.Dakano.n kii kasam
aapako bhii hai mujhase muhabbat sanam
isame.n nahii.n buraa_ii hai
ye baat kyuu.N chhupaa_ii hai aapane
ho ham ho ga_e aapake \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii baar dil yuu.n ... aisaa lag rahaa hai jaise pyaar hu_aa hai}%
\film{Hum Ho Gaye Aap Ke}%
\year{2001}%
\starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pahalii baar dil yuu.n bekaraar hu_aa hai
aisaa lag rahaa hai jaise pyaar hu_aa hai
ab to ba.Daa mushkil i.ntazaar hu_aa hai
aisaa lag rahaa hai jaise pyaar hu_aa hai
dil pe mere teraa ikhtiyaar hu_aa hai
aisaa lag rahaa hai \threedots

nii.nd nahii.n aatii hai saarii raat mujhako
har gha.Dii sataatii hai terii baat mujhako
haal kyaa hai meraa kaise mai.n bataa_uu.N
duur jaake tere paas chalii aa_uu.N
ye kyaa mere dil ko mere yaar hu_aa hai
aisaa lag rahaa hai \threedots

bolatii nazar kii bekhudii ne luuTaa
yaar mujhako terii saadagii ne luuTaa
dard lag rahaa hai mujhako ab suhaanaa
aaj maine jaanaa kyaa hai dil kaa lagaanaa
mujhako dha.Dakano.n pe aitabaar hu_aa hai
aisaa lag rahaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
