% ISB File: HumKisiSeKamNahin_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bachanaa ai hasiino lo mai.n aa gayaa}% 
\film{Ham Kisi Se Kam Nahin}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

bachanaa ai hasiino.n, lo mai.n aa gayaa 
hAy, bachanaa ai hasiino.n, lo mai.n aa gayaa 
husn kA aashiq, husn kA dushman 
apanii adA hai yaaro.n se judaa 
koras : hai ho 
hai, bachanaa \threedots 

hai, duniyA me.n nahii.n hai, aaj meraa saa dIvaanaa 
pyaar vaalo.n kii jubaa.n pe hai meraa hii taraanaa 
sabakii ra.ng bharii aa.Nkho.n pe aaj, chamak rahaa hai meraa hii nashaa 
koras : hai ho 
hai, bachanA \threedots 

jaam milate.n hai.n adab se, shaam detii hai salAmii 
giit jhukate hai labo.n pe, saaz karate hai.n gulaamii 
ho koI, paradaa yA bAdashaah, aaj to sab hai.n mujhape fidaa 
koras : hai ho 
hai, bachanaa \threedots

ek ha.ngaamaa uThaa duu.n, mai.n to jaaU.n jidhar se 
jiit letA huu.N dilo.n ko, ek halkii sI najar se 
mahabuubo.n kii mahafil me.n aaj, chhaayii hai chhaayii hai merI hii adA 
koras : hai ho 

hai, bacahanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaa.Nd meraa dil ... aa dil kyaa ... o tum kyaa jaano}% 
\film{Ham Kisi Se Kam Nahin}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Tariq}%
\singer{Rafi, Kishore, R D Burman, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor:  Vallury Prabhakar (prabhakv@mlw.ma.gmr.com)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

chaa.Nd merA dil, chaa.NdanI ho tum
chaa.Nd se hai dUr, chaa.NdanI kahaa.N
lauT ke aanA, hai yahI.n tumako
jA rahe ho tum, jaao merI jaa.n

vaise to har qadam, mile.nge log sanam
milegA sachchA pyaar mushkil se
dil kI dostI, khel nahI.n koI
dil se dil hai milatA yaar mushkil se
yahI to hai sanam, pyaar kaa ThikaanA
mai.n hU.N, mai.n hU.N, mai.n hU.N \threedots
chaa.Nd merA dil \threedots

A, dil kyA, mahafil hai tere
qadamo.n me.n aa, dil kyA, mahafil hai tere

duniyA kI bahaare.n tere liye
chaa.Nd sitAre tere liye, o \threedots
jaane adaa, ho ho ho, jaane vafA
jaane vafaa, tujhape mai.n fidA, ho ho ho
jaane vafaa, tujhape mai.n fidA

ho, aa, dil kyA, mahafil hai tere
qadamo.n me.n aa, dil kyA, mahafil hai tere

duniyA \threedots
A, dil kyA \threedots

o tum kyaa jaano, muhabbat kyaa hai
dil kii mahafil ye mahafil nahii.n dil hai

mil gayaa hamako saathii mil gayaa
hamase gar koii jal gayaa
ho ho jalane de
chal gayaa pyaar kaa jaadu chal gayaa
ho ho chalane de

tere liye, zamaanaa tere liye
aur tuu mere liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hai agar dushman ... ham kisii se kam nahii.n}%
\film{Hum Kisi Se Kam Nahin}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Zeenat Aman, Tariq, Kajal Kiran}%
\singer{Rafi, Asha, Chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ra:	aa.a
	hai agar dushman \-2
ko:	dushman 
ra:	zamaanaa Gam nahii.n, Gam nahii.n
	hai agar dushman
ko:	dushman 
ra:	zamaanaa Gam nahii.n, Gam nahii.n
	ko_ii aaye e e e e
	ko_ii aaye ko_ii aaye ko_ii aaye ko_ii
	ham kisii se kam nahii.n, kam nahii.n

	hai agar dushman
ko:	dushman 
ra:	zamaanaa Gam nahii.n, Gam nahii.n
ko:	ko_ii aaye ko_ii
	ham kisii se kam nahii.n, kam nahii.n
ra:	hai agar dushman
ko:	dushman 
	zamaanaa Gam nahii.n, Gam nahii.n
	hai agar dushman

ra:	aa.a
	kyaa kare.n dil kii jalan ko, 
	is mohabbat ke chalan ko
	jo bhii ho jaaye ke ab to sar pe baa.Ndhaa hai qafan ko
	ham to diiwaane dilajale
	zulm ke saaye me.n pale
	Daal kar aa.Nkho.n ko tere ruKsaaro.n pe
	roz hii chalate hai.n ham to a.ngaaro.n pe
	aa.a
	aaj ham jaise jigar waale kahaa.N
ko:	aa haa
ra:	zaKm khaayaa hai tab huye hai.n jawaa.N
ko:	aa haa
ra:	tiir ban jaaye dosto.n kii nazar
ko:	aa haa
ra:	yaa bane Ka.nzar dushmano.n kii zubaa.N

	baiThe hai.n tere dar pe to kuchh kar ke uThe.nge
	yaa tujhako hii le jaaye.nge yaa mar ke uThe.nge

	aaj ham jaise jigar waale kahaa.N
	zaKm khaayaa hai tab huye hai.n jawaa.N
	aa.a

	aaj to duniyaa
	aaj to duniyaa
ko:	duniyaa
ra:	nahii.n yaa ham nahii.n, ham nahii.n
	ko_ii aaye ko_ii
	ham kisii se kam nahii.n, kam nahii.n
ko:	hai agar dushman
	dushman 
	zamaanaa Gam nahii.n, Gam nahii.n
	hai agar dushman, dushman

ra:	aa.a
aa:	aa.a

	ho lo zaraa apanii Kabar bhii
	ik nazar dekho idhar bhii
	husn waale hii nahii.n ham
	dil bhii rakhate hai.n jigar bhii
	jhuum ke rakhaa jo qadam
	rah ga_ii za.njiir\-e\-sitam
	kaise ruk jaaye.nge ham kisii chilaman se
	zulfo.n ko baa.Ndhaa hai yaar ke daaman se
	aa haa haa
	ishq jab duniyaa kaa nishaanaa banaa
ko:	aa haa
aa:	husn bhii ghabaraa ke diiwaanaa banaa
ko:	aa haa
aa:	mil gaye ra.ng\-e\-hinaa Kuun\-e\-jigar
ko:	aa haa
aa:	tab kahii.n ra.ngii.n ye fasaanaa banaa

	bhes majanuu kaa liyaa mai.nne jo lailaa ho kar
	ra.ng laayaa hai dupaTTaa meraa mailaa ho kar

	ishq jab duniyaa kaa nishaanaa banaa
	husn bhii ghabaraa ke diiwaanaa banaa

	aa haa haa
	aa aa aa
	ye nahii.n samajho
	ye nahii.n samajho
ko:	samajho
aa:	ke hamame.n dam nahii.n, dam nahii.n
	ko_ii aaye aa aa aa aa
	ko_ii aaye ko_ii aaye ko_ii aaye ko_ii
	ham kisii se kam nahii.n, kam nahii.n

ko:	hai agar dushman
	dushman 
	zamaanaa Gam nahii.n, Gam nahii.n
	hai agar dushman
	dushman 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamako to yaaraa terii yaarii jaan se pyaarii}%
\film{Hum Kisi Se Kam Nahin}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran, Amjad Khan, Om Shivpuri, Kamal Kapoor}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10770 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	hamako to yaaraa terii yaarii jaan se pyaarii
	tuu chaahe to.D de
	tujhako diivaanaa ( kaise chho.D de ) \-2
	e hamako to yaaraa \threedots

	dil ke hiire motii aajaa mere dil me.n aa
	tuu hai daulat merii aa merii ma.nzil me.n aa
	ai merii tamannaa tuu kahii.n na jaa haay re haay kahii.n na jaa
	e dil ke hiire motii \threedots
	hamako to yaaraa \threedots

aa \:	ho gayaa tumhaaraa jab merii baa.Nho.n kaa haar
	bech bhii Daalo to meraa kyaa hai diladaar
	mai.n to itanaa jaanuu.N mujhako hai tumase pyaar haay re haay tumase pyaar
ki \:	hamako to yaaraa terii yaarii
aa \:	dilabar
ki \:	jaan se pyaarii
aa \:	dilabar
	tuu chaahe to.D de
	tujhako diivaanaa ( kaise chho.D de ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa huaa teraa vaadaa, vo qasam vo iraadaa}%
\film{Ham Kisi Se Kam Nahin}%
\year{1977}%
\starring{Zeenat, Rishi, Tariq}%
\singer{Rafi, Sushma Shreshtha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits:  Navin Kabra (navin@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kyaa huaa teraa vaadaa, vo qasam vo iraadaa (2)
bhuulegaa dil, jis din tumhe.n
vo din jindagii kaa aakhirii din hogaa
kyaa huaa teraa vaadaa, vo qasam vo iraadaa

yaad hai mujhako tuune kahaa thaa
tumase nahii.n ruThe.nge kabhii
phir is tarah se aaja mile hai.n
kaise bhalaa chhuuTe.nge kabhii
terii baaho.n me.n biite har shaam
ke tujhe kuchh bhii yaad nahii.n
kyaa huaa \threedots

o kahane vaale mujhako farebii
kaun farebii hai ye bataa
ho jisane gam liyaa pyaar kii khaatir
yaa jisane pyaar ko bech diyaa
nashaa daulat kaa aisaa bhii kyaa
bevafaa ye tujhe yaad nahii.n
kyaa huaa \threedots

bhuulegaa dil jis din tumhe.n
vo din jindagii kaa aakhirii din hogaa
kyaa huaa teraa vaadaa, vo kasam vo iraadaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye la.Dakaa haay allaah kaisaa hai diivaanaa}%
\film{Ham Kisi Se Kam Nahin}%
\year{1977}%
\starring{Rishi Kapoor, Zeenat Aman, Tariq, Kajal Kiran}%
\singer{Asha, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Himanshu Gupta <himanshu.gupta@eng.sun.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 08/10/1995
% Credits: Prince Kohli <prince@viman.engr.sgi.com> 
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu> 

\printtitle
#indian

AshA:
(ye la.Dakaa haay allaah kaisaa hai diivaanaa
 kitanaa mushqil hai taubaa isako samajhaanaa
 ke dhiire\-dhiire dil beqaraar hotaa hai
 ke hote hote hote, pyaar hotaa hai)	\-2

ye la.Dakaa haay allaah \threedots

(hamane to itanaa dekhaa, hamane to itanaa siikhaa
 dil kaa saudaa hotaa hai saudaa zi.ndagii kaa) \-2
milate hii kaise koii hotaa hai diivaanaa
kitanaa mushqil hai taubaa isako samajhaanaa
ke dhiire\-dhiire dil beqaraar hotaa hai
ke hote hote hote, pyaar hotaa hai

(ho sakataa hai dekho na, samajho miTTii ko sonaa
 pal bhar kaa ha.Nsanaa ho jaae jiivan bhar kaa ronaa) \-2
dekho jaldii me.n kabhii dilako na lagaanaa
kitanaa mushqil hai taubaa isako samajhaanaa
ke dhiire\-dhiire dil beqaraar hotaa hai
ke hote hote hote, pyaar hotaa hai

kishor:
(bholii ho tum kyaa jaano, ab bhii mujhako pahachaano
 sapanaa tumhaaraa mai.n huu.N, maano yaa na maano) \-2
dekho naadaanii se mujhe na Thukaraanaa
nahii.n to gaatii hii rahogii ye taraanaa
ke dhiire\-dhiire dil beqaraar hotaa hai
ke hote hote hote, pyaar hotaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
