% ISB File: HumKisiseKumNahin_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai munnaa ##mobile## ai pappuu ##pager##}%
\film{Hum Kisise Kum Nahin}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}%
\singer{Sonu Nigam, Annu Malik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##hello## haa.N bol
ai munnaa bhaa_ii apanaa chal gayaa chakkar re
sahii hai bii.Duu
taakii chikii taakii chikii taan taare
taakii chikii taakii chikii tananan tananan
huu.n haa.n haa.n
ai munnaa ##mobile## ai pappuu ##pager##
ai ulhaas bhaa_ii meraa chal gayaa chakkar
he munnaa bhaa_ii \threedots

shaam savere dil me.n mere ##love## kaa kii.Daa hai
yahii hai vo bulabul jisase Taa.nkaa bhi.Daa hai apun kaa
sahii hai bii.Duu
haay re aa_ii re aa_ii re ho_e ho_e
taakii chikii \threedots
bhaa_ii log me.n vaT chalataa hai apanaa apanaa
apun ko paanaa har la.Dakii kaa sapanaa
taakii chikii \threedots
he bhaa_ii log \threedots
aur terii ye javaanii do din kii hai bas raanii
are samajh na tuu ye diivaanii
ai gulluu goTiyaa sun daga.Duu Dhakkan
ai pakiyaa bhaa_ii ab to Tan TanaaTan
shaam savere \threedots

mohalle me.n ##hero## kaa hai darjaa darjaa
har galii har ghar me.n meraa charchaa charchaa
taakii chikii \threedots

pan mujhako jo lalachaa_e pal pal dil ko ta.Dapaa_e
vo haTake hai.n terii adaa_e.N
ai ##rambo rifle## sun haniif haTele
ai gaffuur bhaa_ii
ab to ho.nge phere
shaam savere \threedots

ai pakiyaa ai munnaa ulhaas
ai Dhakkan daga.Duu ai haTele haniif ##rambo##
ai gaffuur bhaa_ii apanaa to chakkar chal gayaa he

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa kahanaa mere sher kaa}%
\film{Hum Kisise Kum Nahin}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}%
\singer{Udit Narayan, Vinod Rathod}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kyaa kahanaa mere sher kaa
kyaa kahanaa mere yaar kaa
kad lambaa te siinaa chau.Daa
tuu hai lambii ##race## kaa gho.Daa
ho saaraa shahar mujhe ##hero## bulaa_e

munnaa bhaa_ii tuu saamane aa_e vaaT lag jaa_e merii
tuu sar pe kha.Daa ho jaa_e khaaT lag jaa_e merii
ham botal kholataa hai ai kyaa bolataa hai
aa_iilaa saalaa piyaa hamane tuu kyuu.N Dolataa hai
sab hamase Darataa hai ham tumase Darataa hai
pyaar tumhe.n karataa hai ham tumape marataa hai
aa_ig aa_ig aa aa aa aa_ig
ho josh aa_e to hosh aa jaa_e
munnaa bhaa_ii tuu \threedots

tujhe maine aashiq banaayaa aashiq banaayaa
ishq karane tuu mere ghar are mere ghar aayaa
chal ho ga_ii dostii ##double## ho ga_ii
mushkil hal ho ga_ii gupachup gal ho ga_ii
aa_ig aa_ig aa aa aa aa_ig
ho baat a.ndar kii baahar na jaa_e
##wife## mujhako agar mil jaa_e to ##life## ban jaa_e merii
o munnaa o munnaa bhaa_ii tuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n sohaNii tuu mahivaal hai}%
\film{Hum Kisise Kum Nahin}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}%
\singer{Anuradha Sriram, Sonu Nigam, Vinod Rathod}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mai.n sohaNii tuu mahivaal hai
jo teraa haal hai vo meraa haal hai
he mere baare me.n kyaa khyaal hai
ho mere baare me.n kyaa khyaal hai
tuu sohaNii
tuu mahivaal hai
jo teraa haal hai \threedots

huu.n saare shahar me.n kahii.n Dhuu.nDh le
he mere saa aashiq nahii.n Dhuu.nDh le
mujhase to merii marazii puuchh le
teraa nahii.n merii marazii kaa savaal hai
ai isake baare \threedots
haa.N mere baare me.n \threedots

teraa meraa kab hogaa milan
o mere ##hero## o mere sajan
huu.n ##hero## to mai.n huu.N ye hai ##villain##
kuchh bhii ho ye ##love story## kamaal hai
mere baare me.n \threedots

o chhaliye hamako kyuu.N chhal rahaa hai
ham dono.n se tuu kyuu.N jal rahaa hai
huu.n kabase bhalaa ye chakkar chal rahaa hai
pahalaa nahii.n duujaa nahii.n
duujaa nahii.n pahalaa nahii.n ye tiisaraa saal hai
haH haH haH haH haH haH 
ai isake baare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat jaag uThii hai ... ye kyaa ho rahaa hai}%
\film{Hum Kisise Kum Nahin}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}%
\singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam, Annu Malik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

muhabbat jaag uThii hai zamaanaa so rahaa hai
ai ye kyaa ho rahaa hai are ye kyaa ho rahaa hai bhaa_ii
kuchh nahii.n kuchh nahii.n pyaar ho rahaa hai
nii.nd jaa rahii hai chain kho rahaa hai
pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar ho rahaa hai
hai pyaar ho rahaa hai
haay ye kyaa ho rahaa hai \threedots

dilo.n me.n aag lagii hai zamaanaa so rahaa hai
sone do sone do sone do zamaane ko sone do
haay ye kyaa ho rahaa hai \threedots

pyaar me.n sharaab sii mastii hai chaal me.n
dekh na le ko_ii hame.n is haal me.n
ham dekh to rahaa hai
ye kyaa ho rahaa hai \threedots

tere mere biich kaa bhed na khol de
ko_ii jaa ke kuchh mere bhaiyaa se na bol de
bhaiyaa bol to rahaa hai
ye kyaa ho rahaa hai \threedots

saare jahaa.N pe nashaa chhaa rahaa hai
ko_ii ha.Ns rahaa hai ko_ii gaa rahaa hai
are ko_ii ro rahaa hai
ye kyaa ho rahaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o sapano.n ke saudaagar ik sapanaa de de}%
\film{Hum Kisise Kum Nahin}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}%
\singer{Sonu Nigam, Anuradha Paudwal}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o sapano.n ke saudaagar ik sapanaa de de
sapanaa lenaa hai to dil apanaa de de
taubaa merii taubaa taubaa taubaa taubaa taubaa
sapanaa itanaa maha.ngaa hai to ik ka.nganaa de de
ka.nganaa lenaa hai to haath apanaa de de
o sapano.n ke \threedots

o is pyaar ke saude me.n dhokhaa nahii.n karanaa
dhokhaa karuu.N mai.n to saudaa nahii.n karanaa
huu.n mai.n kar luu.N aitabaar
haa.N kar le aitabaar
kar luu.N
kar le
ye baat hai to dil kyaa hai jaan bhii tuu sajanaa le le
o sapano.n ke \threedots

kaagaz kaa phuul hai jo vo phuul nahii.n khilataa
kyaa muft me.n duniyaa me.n kuchh bhii nahii.n milataa
ho har chiiz kaa hai ik mol
ye pyaar to hai anamol
to phir to phir
ye baat hai to sapanaa kyaa sab kuchh apanaa le le
o sapano.n ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piichhe baaraatii ... aa_e dulhe raajaa}%
\film{Hum Kisise Kum Nahin}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sanjay Dutt, Aishwarya Rai}%
\singer{Udit Narayan, Chorus/ Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

piichhe baaraatii aage bai.nD baajaa
aa_e dulhe raajaa gorii khol daravaazaa
he piichhe baaraatii \threedots

laaj sharam kii rekhaa ko paar kar le
naa naa naa kar haa.N haa.N tuu pyaar kar le
naachate gaate terii galii ham aa_e.Nge
tujh ko uThaa ke gorii ham le jaa_e.Nge
apanii marzii se aajaa dil me.n samaa jaa
aa_e dulhe raajaa \threedots

meha.ndii lagaa le solah si.ngaar kar le
dulhan ban jaa khud ko taiyaar kar le
kabase na jaane tere piichhe pa.Daa huu.N
dekh tere ghar ke saamane kha.Daa huu.N
mai.n a.ndar aa_uu.N yaa baahar tuu aajaa
aa_e dulhe raajaa \threedots

%Part 2:

piichhe baaraatii aage bai.nD baajaa
aa_e dulhe raajaa gorii khol daravaazaa
he piichhe baaraatii \threedots

laaj sharam kii rekhaa \threedots

aajaa sanam terii kasam
kahii.n majabuuriyaa.N haay
ban na jaa_e.N mere haatho.n kii chuu.Diyaa.N
teraa naam liyaa tujhe yaad kiyaa
terii yaado.n ne mujhe thaam liyaa
aa mere sanam ab vaqt hai kam
ho.nTho.n pe hai dam mujhe terii kasam
aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu dil me.n hai.n Gam
aajaa aajaa tuu hai kahaa.N mere sapano.n ke raajaa
raajaa raajaa aajaa aajaa

meha.ndii lagaa le \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
