% ISB File: HumLog_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apanii nazar se unakii nazar tak}%
\film{Humlog}%
\year{1951}%
\starring{}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Vishwamitra Adil & Udhav Kumar}%

% Contributor: Arup Ray
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

apanii nazar se unakii nazar tak ek zamaanaa ek fasaanaa
kitane ho aap jaise aise zamaane me.n apane dil kaa kaun Thikaanaa

unakii jafaa me.n miiThii vafaa hai
zahar hai lekin kitanaa mazaa hai
marane ke hote hai.n laakho.n bahaane
jiine kaa hai bas ek bahaanaa
apanii nazar se \threedots

duur hii duur se dil me.n samaaye
yuu.N nahii.n aate to sapano.n me.n aaye
kaam hai unakaa paas na aanaa
kaam hamaaraa priit nibhaanaa
apanii nazar se \threedots

dil jo liyaa hai dard hii de.nge
is ke sivaa vo kuchh na kare.nge
hotaa hai dil to hone do is ko
tiir\-e\-nazar kaa yuu.N hii nishaanaa
apanii nazar se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bahe a.Nkhiyo.n se dhaar jiyaa meraa beqaraar}%
\film{Hum Log}%
\year{1951}%
\starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11901 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( bahe a.Nkhiyo.n se dhaar
jiyaa meraa beqaraar
suno suno diladaar
jaa_oge kahaa.N
dil to.D ke
dil to.D ke ) \-2

( o saathii merii taqadiir ke
tumhe.n kaise dikhaa_uu.N dil chiir ke ) \-2
meraa pahalaa\-pahalaa pyaar
merii pahalii\-pahalii haar
suno suno diladaar
jaa_oge kahaa.N
dil to.D ke
dil to.D ke

( merii duniyaa to hai barabaad hii
lete jaa_o tum apanii yaad bhii ) \-2
liye a.nsu_o.n ke haar
karuu.N tumase pukaar
suno suno diladaar
jaa_oge kahaa.N
dil to.D ke
dil to.D ke

jab nazare.n kisii ko na paaye.ngii
mose ratiyaa.N guzaarii na jaaye.ngii
leke dil me.n intazaar
kaise biitegii bahaar
suno suno diladaar
jaa_oge kahaa.N
dil to.D ke
dil to.D ke

bahe a.Nkhiyo.n se dhaar
jiyaa meraa beqaraar
suno suno diladaar
jaa_oge kahaa.N
dil to.D ke
dil to.D ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bahut buraa hai haal tere majabuur kaa}%
\film{Humlog}%
\year{1951}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Vishwamitra Adil}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

bahut buraa hai haal tere majabuur kaa
kab TuuTegaa balam faasalaa duur kaa

mai.n ta.Dapuu.N nis din haay
chain nahii.n aaye
jiyaa hai bhaarii
dil me.n aag lagaaye
badariyaa kaarii
piyaa saa.Nvare diyaa hai mujh ko
badalaa kau qusuur kaa
kab TuuTegaa balam \threedots

uThaa_uu.N kab tak Gam kaa bhaar
buraa sa.nsaar 
na bhaaye jiinaa
bahatii hai din raat
aa.Nkh kii miinaa
dil kaa saudaa kar saudaaGar
mausam nahii.n guruur kaa
kab TuuTegaa balam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bogii bogii bogii yo yo yo yo}%
\film{Hum Log}%
\year{1951}%
\starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}%
\singer{Shamshad, G M Durrani}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

du:	( bogii bogii bogii
	bogii bogii bogii
sha:	yo yo yo yo ) \-2
du:	kahaa.N chalii, kahaa.N chalii, kahaa.N chalii
sha:	mai.n to chalii re, chalii re
	mai.n to chalii re ba.ngaal
	ki hai kalakatte me.n sasuraal
	hamaare saiyaa.N hai.n kotawaal
	hame.n Dar kaahe kaa
	hame.n Dar kaahe kaa jii

ko:	he

du:	bogii bogii bogii
	bogii bogii bogii
sha:	yo yo yo yo

ko:	##ticket## kahaa.N hai
sha:	##ticket## nahii.n hai
du:	phir kyaa hogaa
sha:	phir kyaa hogaa
	?? naachate gaate
	baabuujii ko pyaar ke badale
	jhuuThe pyaar ke laDDuu de ke
	chalii re chalii re
	mai.n to chalii re ba.ngaal
	ki hai kalakatte me.n sasuraal
	hamaare saiyaa.N hai.n kotawaal
	hame.n Dar kaahe kaa
	hame.n Dar kaahe kaa jii

ko:	

du:	( bogii bogii bogii
	bogii bogii bogii
sha:	yo yo yo yo ) \-2

sha:	( chhup chhum chhum chhum, chhup chhum chhum chhum
	dekho dekho re balam meraa dil hu_aa gum ) \-2
	meraa dil hu_aa re meraa dil hu_aa haay dil hu_aa re meraa gum

du:	he
	( bogii bogii bogii
	bogii bogii bogii
sha:	yo yo yo yo ) \-2

du:	( jaane naa duu.Ngaa gorii
	haa.N haa.N rii baa.Nkii chhorii ) \-2
	jeb bhii khaalii baTu_aa khaalii
	ba.Dii banii kalakatte waalii
	yo yo yo yo
sha:	yo yo yo yo

ko:

du:	he
	( bogii bogii bogii
	bogii bogii bogii
sha:	yo yo yo yo ) \-2

sha:	( merii gorii gorii pyaarii pyaarii baa.Nkii chitawan
du:	dekho chalaa re chalaa re chalaa, haay meraa man ) \-2
	dekho wo chalaa dekho wo chalaa dekho wo chalaa re man

du:	he
	( bogii bogii bogii
	bogii bogii bogii
sha:	yo yo yo yo ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chalii jaa chho.D ke duniyaa Gamo.n kii duniyaa}%
\film{Hum Log}%
\year{1951}%
\starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11902 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( chalii jaa chalii jaa chalii jaa
chho.D ke duniyaa
Gamo.n kii duniyaa
aaho.n kii duniyaa ) \-2
chalii jaa chalii jaa chalii jaa

( yahaa.N ko_ii nahii.n apanaa
na ghar apanaa na dar apanaa ) \-2
dilaasaa bhii bahaanaa hai
sataane kaa rulaane kaa
chalii jaa chalii jaa chalii jaa
chho.D ke duniyaa
Gamo.n kii duniyaa
aaho.n kii duniyaa
chalii jaa chalii jaa chalii jaa

( sitam jhele uThaaye Gam
rahe.n aa.Nkhe.n sadaa puranam ) \-2
gilaa kisase kahe.n jaa kar
muqaddar kaa zamaane kaa
chalii jaa chalii jaa chalii jaa
chho.D ke duniyaa
Gamo.n kii duniyaa
aaho.n kii duniyaa
chalii jaa chalii jaa chalii jaa

( jiye.n to ghuT ke mar jaaye.n
mare.n to ham kidhar jaaye.n ) \-2
milaa achchhaa silaa hamako
terii duniyaa me.n aane kaa
chalii jaa chalii jaa chalii jaa
chho.D ke duniyaa
Gamo.n kii duniyaa
aaho.n kii duniyaa
chalii jaa chalii jaa chalii jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhun\-chhun\-chhun baaje paayal}%
\film{Hum Log}%
\year{1951}%
\starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

( chhun\-chhun\-chhun baaje paayal
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal morii baaje paayal morii
aajaa chorii chorii aajaa chorii chorii ) \-2
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal

merii galii me.n aanaa karake ko_ii bahaanaa
pyaar kaa diip jalaake dil kaa mahal chamakaanaa
o aajaa cha.ndaa
aajaa cha.ndaa chale.n Daal tore gale
ba_yaa.N gorii gorii

aajaa chorii chorii aajaa chorii chorii
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal morii baaje paayal morii
aajaa chorii chorii aajaa chorii chorii
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal

man me.n papiihaa bole pi_uu pi_uu pi_uu ras ghole
jiyaa jiyaa jiyaa moraa Dole piyaa piyaa piyaa sa.ng ho le
o ajii aisaa
ajii aisaa ho sa.ng  tum ho merii pata.ng
mai.n huu.N Dorii Dorii

aajaa chorii chorii aajaa chorii chorii
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal morii baaje paayal morii
aajaa chorii chorii aajaa chorii chorii
chhun\-chhun\-chhun baaje paayal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil kii pareshaaniyaa.N ... dard bharii daastaa.N}%
\film{Hum Log}%
\year{1951}%
\starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

dil kii pareshaaniyaa.N ishq kii viiraaniyaa.N 
kaun sunegaa merii dard bharii daastaa.N
dard bharii daastaa.N

dil ko mere to.D ke saath meraa chho.D ke
tuune to sab paa liyaa mai.nne ga.Nwaayaa jahaa.N
dard bharii daastaa.N

dil me.n terii yaad hai phir bhii ye barabaad hai \-2
tuu hii bataa de mujhe mai.n huu.N kahaa.N tuu kahaa.N
mai.n huu.N kahaa.N tuu kahaa.N

dard bharii daastaa.N
dil kii pareshaaniyaa.N ishq kii viiraaniyaa.N 
kaun sunegaa merii dard bharii daastaa.N
dard bharii daastaa.N

terii nazar kyaa phirii phir ga_ii taqadiir bhii \-2
rone lagii zi.ndagii ha.Nsane lagaa aasamaa.N
ha.Nsane lagaa aasamaa.N

dard bharii daastaa.N
dil kii pareshaaniyaa.N ishq kii viiraaniyaa.N 
kaun sunegaa merii dard bharii daastaa.N
dard bharii daastaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaaye chalaa jaa ik din teraa bhii zamaanaa aayegaa}%
\film{Hum Log}%
\year{1951}%
\starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}%
\singer{Lata, G M Durrani, Chorus}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Udhav Kumar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

ko:	aa.a
	( gaaye chalaa jaa gaaye chalaa jaa
	ik din teraa bhii zamaanaa aayegaa ) \-2

la:	pukaarataa hai aasamaa.N, badal hii jaayegaa jahaa.N
	bahaar aa hii jaayegii guzar hii jaayegii Kizaa.N

ko:	( gaaye chalaa jaa gaaye chalaa jaa
	ik din teraa bhii zamaanaa aayegaa ) \-2

du:	sitam ke tiir khaaye jaa, magar kadam ba.Dhaaye jaa
	yahii hai shaan\-e\-zi.ndagii naye diye jalaaye jaa
la:	tuu aa.Nsu_o.n ke saaz par Kushii ke giit gaaye jaa

ko:	( gaaye chalaa jaa gaaye chalaa jaa
	ik din teraa bhii zamaanaa aayegaa ) \-2

do:	zamii.n bhii tere saath aasamaa.N bhii saath hai
	jo tuu jahaa.N ke saath hai, jahaa.N bhii tere saath hai
	ye riit hai jahaan kii ye giit hai nasiib kaa
	amiir khaa chukaa bahut zamaanaa hai Gariib kaa
	zamaanaa hai Gariib kaa, zamaanaa hai Gariib kaa

ko:	( gaaye chalaa jaa gaaye chalaa jaa
	ik din teraa bhii zamaanaa aayegaa ) \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
