% ISB File: HumMatwaleNaujawan_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ban ke chakorii gorii jhuum\-jhuum naacho rii}%
\film{Hum Matwale Naujawan}%
\year{1961}%
\starring{Shekhar, Saeeda Khan, Jivan, Lilian, Mirza Musharraf, Tuntun}%
\singer{Mukesh}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10120 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ban ke chakorii gorii jhuum\-jhuum naacho rii
ban ke chakorii gorii jhuum\-jhuum

rut laharaa_e aa.Nchal ban ke taare ha.Nse jab paayal chhanake
jhaa.nke baadal se chandaa Daare naino.n kaa phandaa
ulajhii zulfo.n kii Dorii
jhuum jhuum naacho rii \threedots

jhuum rahii hai har raat kii ga.ngaa diipak naache gaa_e pata.ngaa
aa.Nkho.n ne Daalaa gheraa phir bhii matavaalaa teraa
aayaa hai chorii chorii
jhuum jhuum naacho rii \threedots

kabhii chale tan ke kabhii jhuk jaa_e niil gagan Dole ruk jaa_e
naach jaa kaajal vaalii rainaa hai kaalii kaalii
o gorii gorii chhorii
jhuum jhuum naacho rii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{biite nahii.n raat sanam karo ko_ii baat sanam}%
\film{Hum Matwale Naujawan}%
\year{1961}%
\starring{Shekhar, Saeeda Khan, Jivan, Lilian, Mirza Musharraf, Tuntun}%
\singer{Mukesh, Geeta}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10121 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

gii \:	biite nahii.n raat sanam karo ko_ii baat sanam
	duniyaa so_e hame.n nii.nd laage naa
mu \:	mile bhii to duur se ham ko_ii dekhe ye sitam
	mai.n to jaaguu.N merii taqadiir jaage naa

	maano sanam kaTegii ye raat nahii.n jo hamii.n saath nahii.n
gii \:	kyaa hu_aa jo teraa meraa saath nahii.n ye ko_ii baat nahii.n
mu \:	naa bano jii diye dete hai.n gavaahii tere nainaa
gii \:	biite nahii.n raat sanam \threedots

	khi.Dakii khulii chandaa nazar aa hii gayaa mujhe ta.Dapaa hii gayaa
mu \:	naam teraa zubaa.N par laharaa hii gayaa lab tak aa hii gayaa	
gii \:	jo labo.n pe hai vo kah de jo hai dil me.n vo na kahanaa
mu \:	mile bhii to duur se \threedots 

	raat Dhalii chaa.Ndaniyaa.n zard bhii hai ye havaa sard bhii hai
gii \:	haa.N ai piyaa havaa zaraa sard bhii hai dil me.n kuchh dard bhii hai
mu \:	na kahaa thaa merii jaa.n hamase kabhii duur na rahanaa
gii \:	biite nahii.n raat sanam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mat puuchhi_e dil hai kahaa.N ... ham matavaale naujavaa.N}%
\film{Hum Matwale Naujawan}%
\year{1961}%
\starring{Shekhar, Saeeda Khan, Jivan, Lilian, Mirza Musharraf, Tuntun}%
\singer{Mukesh, Rafi}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10122 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	mat puuchhi_e dil hai kahaa.N dil kii ma.nzil hai kahaa.N
	saarii duniyaa kaa Gam chale bhuul ke ham matavaale naujavaa.N \-2
ra \:	mat puuchhi_e dil hai \threedots

ra \:	ujale ujale mukha.De tasviir li_e
mu \:	nazare.n li_e tiir kamaan zulf\-e\-za.njiir li_e
ra \:	phirate hai.n yahaa.N se vahaa.N dilavaale jaa_e.n kahaa.N
do \:	saarii duniyaa kaa Gam \threedots

ra \:	chalate chalate kyo.n yuu.N hii guzar jaa_e.n
mu \:	dil de ke khariide.nge jiine kii tamannaa_e.n
	sundar sapano.n kii dukaan lagataa hai saaraa jahaa.N
do \:	saarii duniyaa kaa Gam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saathii hai alabelaa ... hame.n to hai shikavaa mausam se}%
\film{Hum Matwale Naujawan}%
\year{1961}%
\starring{Shekhar, Saeeda Khan, Jivan, Lilian, Mirza Musharraf, Tuntun}%
\singer{Mukesh}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10123 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

saathii hai alabelaa phir bhii ko_ii akelaa
kisii se ham kuchh bhii nahii.n kahate
hame.n to hai shikavaa mausam se
saathii hai alabelaa \threedots

sunataa nahii.n zamaanaa raahii kaa afasaanaa
rastaa nayaa ma.nzil na_ii tanhaa hai diivaanaa
kisii ko kyaa lenaa phir hamase
hame.n to hai shikavaa \threedots

siine me.n sulagaa_e.n sholaa saa ye havaa_e.n
phir bhii agar dil se mere daaman ko vo bachaa_e.n
to ko_ii kyo.n bijalii ban chamake
hame.n to hai shikavaa \threedots

dil dekhi_e hamaaraa maa.ngaa nahii.n sahaaraa
inako nahii.n unako nahii.n tumako nahii.n pukaaraa
to ko_ii kyo.n ulajhe tham tham ke
hame.n to hai shikavaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
