% ISB File: HumNaujawaan_1985.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa}%
\film{Hum Naujawaan}%
\year{1985}%
\starring{Devanand, Richa Sharma, Tabbu, Zarina Wahab}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: V S Rawat
% Date: Feb 25, 2002
% Series: TERE HAMASAFAR GEET HAIN TERE

\printtitle
#indian

teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa \-2
terii\-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa

teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa
terii\-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa
teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa

mere tan me.n, mere man me.n \-2
jaagii ye jha.nkaar kyaa
naram labo.n ko chhuu gayaa jaise pahalaa chumban pyaar kaa
baawaraa man meraa chhe.D ke puuchhe
ye tujhe kyaa hu_aa, kyaa hu_aa

teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa
terii\-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa
teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa

deke lenaa, leke denaa \-2
rasm hai sa.nsaar kii
sab kuchh de ke kuchh naa lenaa, aadat hai ye pyaar kii
aa gale milake puuchh le mujhase
tuune ye kyaa kiyaa, kyaa kiyaa

teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa
terii\-meri saa.Nso.n kaa hai, rishtaa kyaa anjaanaa
teraa aanaa ik pal merii, saa.Nso.n kaa tham jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
