% ISB File: HumToMohabbatKaregaa_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haay haay mai.n to pha.ns gayaa}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik, Annu Malik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa daadaa maan jaa guruu maan jaa baap maan jaa bhaa_ii maan jaa
haay haay mai.n to pha.ns gayaa
o baap mai.n to pha.ns gayaa
taubaa mai.n to pha.ns gayaa o ho
sochaa thaa kyaa ##My God## kyaa se kyaa ho gayaa
allaah kyaa ye ho gayaa
raam mai.n to pha.ns gayaa
dekho mai.n to pha.ns gayaa o ho

aisaa bhii kyaa yaar chikii baabaa
chho.Do bhii inkaar haa haa
jo kuchh dekhaa hai chikii baabaa
kah Daalo ik baar haa haa
haay haay mai.n to pha.ns gayaa \threedots

##interview## de de naa jo puuchhuu.n kah de naa
##life## terii ban jaa_egii
##wife## tujhe mil jaa_egii
##zero## se ##hero## ban jaa_egaa
haay haay mai.n to pha.ns gayaa \threedots

##Lights, Camera, Action##
kyuu.n mere piichhe pa.D ga_ii tuu baabaa
khaalii ye batalaa de kyaa tuune dekhaa
kyaa dekhaa thaa mai.n bhuul gayaa re ikadam
ai tujhako merii kasam
aisaa bhii kyaa yaar \threedots

jo maa.ngegaa duu.ngii batalaa de
mujhako mujhako mere ghar tak pahu.Nchaa de
mai.n huu.N na phir kaahe kaa hai Gam
are tuu hii to hai meraa Gam
aisaa bhii kyaa yaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jabase dekhaa tumako ... ham to mohabbat karegaa}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Chorus/ Annu Malik, Sunidhi Chauhan, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham to mohabbat karegaa ham to mohabbat

jab se dekhaa tumako ai jaaduugar hasii.n
us din se to ye dil kahii.n lagataa hii nahii.n
tab se kyaa haal hai kahuu.n kyaa
dil hai diivaanaa tumhaaraa karataa bhii kyaa haay bechaaraa

jab se dekhaa tumako ai jaaduugar hasii.n
tab se meraa bhii dil lagataa nahii.n kahii.n
us din se na puuchho hu_aa kyaa
dil hai diivaanaa tumhaaraa karataa bhii kyaa haay bechaaraa
ham to mohabbat \threedots

milate hii yahaa.n to abhii se halachal ba.Dhii hai jalataa hai siinaa
o haath lagaa ke zaraa dekho kaisaa mujhe bhii aa_e pasiinaa
buraa haal dono.n kaa yaaraa
dil hai diivaanaa \threedots

huu.n rahii jo yahii bekaraarii a.njaam aage jaane kyaa hogaa
abhii sa.mbhaalaa thaa jigar ko ke aisaa dha.Dakaa ye dil ki taubaa
dikhane lagaa din me.n taaraa
dil hai diivaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{leh liyaa leh liyaa sone jaisaa dil hiire jaisaa dil}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Abhijit, Sukhvindar Singh, Sudesh Bhonsale, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

leh liyaa leh liyaa
sone jaisaa dil hiire jaisaa dil hiire jaisaa dil sone jaisaa dil
kau.Dii ke mol leh liyaa leh liyaa

taajamahal saa badan teraa kyuu.n bhiige jamunaa jal me.n
aajaa dhobaniyaa.n baaho.n me.n tujhe sholaa kar duu.n pal me.n
o sone chaa.Ndii ke lachake kaa pahane tuu e garaaraa
siine par hai juunaa dupaTTaa haay yuu\. pii\. ne maaraa
he le liyaa meraa dil yuu\. pii\. ne le liyaa
le liyaa teraa dil yuu\. pii\. ne le liyaa
leh liyaa
sone jaisaa dil \threedots

dariyaa ga.nj kii chhokarii teraa ruup uma.Dataa dariyaa
phir kyuu.n naa suujhe harii harii mai.n hariyaaNe kaa hariyaa
ho o muTiyaar pa.njaab dii kurtaa jaaliidaar basa.ntii
nashe kii botal cha.Dhii javaanii Dole jhukatii tanatii
le liyaa meraa dil o pa.njaab ne le liyaa
le liyaa teraa dil pa.njaab ne le liyaa
leh liyaa
sone jaisaa dil \threedots

ai mu.ngeriilaal tanik ihaa.n to aa_o
aur hamaar khopa.Diyaa kaa kahat hai zaraa suno
kaa
jama_ii ke bhaiyaa ghuma_iyo duniyaa ko hoy
tana_ii ke bhaiyaa ghuma_iyo duniyaa ko hoy
ye duniyaa khaane nahii.n degii
ye duniyaa piine nahii.n degii
ye duniyaa jiine nahii.n degii
to
leh liyaa
sone jaisaa dil \threedots

gorii kalaa_ii par kaalii laT jhuul rahii hai aise
sa.ndal kii Daalii par kaalaa saa.Np ho lipaTaa jaise
ho naram garam chaTapaTii anokhii baate.n hai.n matavaalii
ye jaalim to lage hai ko_ii iDalii saa.mbhar vaalii
a_iiyo le liyaa meraa dil ya madraas ne le liyaa
are le liyaa teraa dil chainna_ii ne le liyaa
leh liyaa
sone jaisaa dil \threedots

ii poriilaa kaay saa.ngato bole maraaThii bhaaShaa
usakii laavaNii sun le pyaare phir tuu dekh tamaashaa
ho dekho chikanii suurat vaalii suurat se hai aatii
garabe vaalii chaal bataave Diikarii hai gujaraatii
haa.n le liyaa meraa dil gujaraat ne le liyaa
le liyaa teraa dil gujaraat ne le liyaa
leh liyaa
sone jaisaa dil \threedots

a.ngiyaa me.n kasataa badan to dekho jaise aThannii chhanake
paTanaa ke baabuu nazar se maaro kahe bihaaran tanake
o duur duur tak vaar kare ye la.mbe baal kaa jaaduu
puurab se pashchim tak chalataa hai ba.ngaal kaa jaaduu
he le liyaa meraa dil ba.ngaal ne le liyaa
ii holo re le liyaa teraa dil ba.ngaal ne le liyaa
leh liyaa
sone jaisaa dil \threedots

ruup ho jarman jaapaanii yaa chiinii turkistaanii
ba.Do.n ba.Do.n ko maha.ngaa pa.D jaa_e laha.ngaa hindustaanii
o gorii kii bi.ndiyaa pe jhuk jaa_e aasamaan kaa taaraa
saarii duniyaa se pyaaraa hai hindustaan hamaaraa
haa.n le liyaa meraa dil hindustaan ne le liyaa
le liyaa sabakaa dil hindustaan ne le liyaa

ai mu.ngeriilaal jama_ii ke de hii diyaa
kasa_ii ke de hii diyaa haa haa
leh liyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno suno ... kaho kaho ... tere bin jiinaa to mushkil hai}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he he aa haa haa haa he he he
ab to chaahaa tujhe jaan jaa_e rahe
dil kiyaa tere naam duniyaa jo bhii kahe
ham to mohabbat karegaa

suno suno
kaho kaho
kyaa kahuu.N
yuu.n bhii kyaa
Dare hai dil
kyuu.n jii kyuu.n
tere bin jiinaa to mushkil hai mushkil hai
jiinaa kyaa maranaa bhii mushkil hai mushkil hai
suno suno \threedots

tuu to merii jaa.n hai
jaa.n hai to jahaa.n hai
tuu hai
to
mai.n bhii yahaa.n
tuu to meraa dil hai
dil hai to mahafil hai
tuu nahii.n
to
mai.n phir kahaa.n
suno suno \threedots

tuu hii hamaraahii
tuu hii hamadam hai
hamadam
o
ma.nzil hai tuu
tuu hii meraa man hai
man hai to jiivan hai
meraa pyaar
aa
pyaar hai tuu
suno suno \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum churaa lo dil meraa sanam suno buraa kyaa hai}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Annu Malik, Shraddha Pandit}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

churaa lo dil churaa lo dil
tum churaa lo dil meraa sanam suno buraa kyaa hai
dil tumhaaraa ho chukaa sanam suno buraa kyaa hai
dil denaa thaa dil de chuke tumape maranaa thaa ham mar chuke
aur kyaa kare.n bolo naa
tum churaa lo \threedots

pal pal teraa ab i.ntazaar dil bhii rahe kuchh bekaraar
jiinaa mushkil hu_aa hai ajab pyaar kaa ye khumaar
yaad terii aatii rahe jaan merii jaatii rahe
ye mujhe kyaa ho gayaa bin tere kuchh naa achchhaa lage
dil denaa thaa \threedots

dil kii dha.Dakan bas tuu hii tuu merii chaahat bas tuu hii tuu
lo kasam kii khaa_ii kasam merii duniyaa bas tuu hii tuu
mujhako naa karo itanaa pyaar kal kaa kyaa pataa mere yaar
is pyaar kii jiit me.n ho na jaa_e kahii.n apanii haar
dil denaa thaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye ba.ndhan hai ishq kaa ... tere aage piichhe kahii.n}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Ram Shankar, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye ba.ndhan hai ishq kaa ba.ndhan paagal ye zid chho.D
jo teraa hai jaa ke usii se dil kaa rishtaa jo.D

tere aage piichhe kahii.n dil kho gayaa
haay teraa dil meraa dil ho gayaa
mai.n to samajhaa meraa hii nasiib so gayaa
haay teraa dil meraa dil ho gayaa
ho ab kyaa karuu.n aage kaho
bas tum yuu.n hii lipaTe raho
tere aage piichhe \threedots

hamane kii naadaanii chho.Do bhii dilajaanii
meraa yaar apanaa hai kyaa pyaaraa sapanaa hai
ho tan man aapakaa hai sab ye janaab kaa hai
kyaa hai khyaal teraa yahii hai savaal meraa
ab ko_ii inkaar mushkil ho gayaa
haay teraa dil \threedots

sab kuchh aaj khone de jo bhii ho hone de
maa.nguu.n jo dil chaahe rokuu.ngii mai.n kaahe
ho aajaa to machal jaa_e.n saare jaaduu chal jaa_e.n
jaise bhii ho.n ra.ng tere mai.n huu.N sa.ng sa.ng tere
tuu mujhame.n mai.n tujhame.n shaamil ho gayaa
haay teraa dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye Kushii kii mahafil ... na jaane kyuu.n}%
\film{Hum To Mohabbat Karegaa}%
\year{2000}%
\starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

na jaane kyuu.n na jaane kyuu.n
ye khushii kii mahafil dha.Dakataa hai dil na jaane kyuu.n
in hazaaro.n me.n sanam tumhii.n ko diyaa dil na jaane kyuu.n
tumhe.n chaah ke mere hasii.n kuchh aur phir chaahaa nahii.n
haal ye hu_aa jaane kyuu.n
ye khushii kii mahafil \threedots

jii me.n jo aa_e karo itanaa magar dekh lo
haatho.n me.n hai jo haath vahii aramaa.n kaa qaatil na ho
haay allaa terii nazar zakhmii hai meraa jigar
qaatil dil ke mere kahii.n tuu hii meraa dil na ho
ho teraa shabaab khilataa rahe jaaduu teraa chalataa rahe
hai du_aa merii jaane kyuu.n
in hazaaro.n me.n \threedots

mahafil ko roshan karo kuchh aur bhii ra.ng bharo
aisaa baa.ndho samaa.n ko_ii hosh me.n naa rahe
Darataa huu.N is pyaar par kal ko ha.Nse.n naa ye log
do pal kii ye khushii ban jaa_e jiivan kaa rog
ab to sanam chaahaa tumhe.n ab log jo chaahe.n kahe.n
dil diyaa to phir Daranaa kyuu.n
ye khushii kii mahafil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
