% ISB File: HumTumhareHainSanam_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa gayaa aa gayaa dil churaane mai.n aa gayaa}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Nikhil Vinay}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ho aa gayaa he aa gayaa haa.N aa gayaa aa gayaa
##Hey you beautiful girls##
##I have this beautiful flower in my hands##
##I wonder which one of you will be lucky to get it##
##you, you, you, how about you##

aa gayaa aa gayaa dil churaane mai.n aa gayaa
aa gayaa aa gayaa dil churaane ye aa gayaa
##Life is love-able## pyaar nahii.n ##sell-able##
dil meraa ##available## tere li_e
aa gayaa \threedots

nayaa giit hai nayaa saaz hai na_ii ##beat## hai haa nayaa raag hai
mere saath me.n zaraa jhuum le milaa ke nazar aa mujhe chuum le
ra.ng jamaane aayaa aayaa
dhuum machaane aayaa aayaa
chain churaane aayaa aayaa
pyaar kaa tohafaa laayaa laayaa
aa gayaa \threedots

javaa.N umr hai haa hasii.n raat hai chaahato.n bharii mulaakaat hai
jis ko dekhi_e bekaraar hai har hasiin ko mujh se pyaar hai
hosh u.Daane aayaa aayaa
Kvaab sajaane aayaa aayaa
gam bhulaane aayaa aayaa
mahafilo.n pe chhaayaa chhaayaa
aa gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil kii kahaanii mai.n ... dil chho.D aayaa}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Sajid Wajid}%
\lyrics{Jaliis Rashid}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mahafil me.n sab ko meraa salaam
dilavaalo sun lo meraa payaam
ho_y ho_y

dil kii kahaanii mai.n kis ko sunaa_uu.N
baat ye dil kii mai.n tum ko bataa_uu.N
dil kii kahaanii \threedots

baat hai dil kii dil ko pataa hai
kyaa mai.n bataa_uu.N aur kyaa mai.n chhupaa_uu.N
dil chho.D aayaa ho_y ho_y jaane mai.n kahaa.N
o dil to.D aayaa jaanuu.N naa jaane mai.n kahaa.N

pyaar agan hai o pyaar lagan hai 
o pyaar hai miiraa pyaar kishan hai
pyaar agan hai o_e o_e o_e o_e
pyaar lagan hai o_e o_e o_e o_e
pyaar hai miiraa pyaar kishan hai
dil kii mere aavaaz ho tum ho_y
giit huu.N mai.n aur saaz ho tum
dil chho.D aayaa \threedots

raat na aa_e o chaa.Nd na nikale
mausam badale tuu naa badale
raat na aa_e o_e o_e o_e o_e
chaa.Nd na nikale o_e o_e o_e o_e
mausam badale tuu naa badalanaa saathii mere
saath hii chalanaa saathii mere
dil chho.D aayaa \threedots

saathiyaa tuu ab to aa bhii jaa
sun le tuu ab dil kii sadaa
aa jaa tuu ab to aa bhii jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gale me.n laal Taa_ii ghar me.n ik chaarapaa_ii}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Kumar Sanu, Bela Sulakhe, Chorus}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Maya Govind}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saiyyaa.N re saiyyaa.N o more saiyyaa.N
aa ke gale lag jaa
jaa jaa jaa
gale me.n laal Taa_ii ghar me.n ik chaarapaa_ii
takiyaa ek aur ham do ik hii hai rajaa_ii
sardii kaise jaa_egii kaho kaise hame.n nii.nd aa_egii

gale me.n laal Taa_ii ghar me.n ik chaarapaa_ii
takiye kii fikr naa kar banuu.ngaa mai.n khud rajaa_ii
gale se lagaa luu.Ngaa ho.NTho.n se ##Coffee## pilaa duu.Ngaa
gale se lagaa \threedots

saarii duniyaa chain se so_e
ham dono.n baato.n me.n kho_e
tum se mai.n Daratii huu.N ko_ii harakat na karo
ek hai shart merii tum sharaarat na karo
haa_y ye pasiinaa kyuu.N aa gayaa hai hamadam
na to kuchh socho tum na to kuchh soche.n ham
lage chaarapaa_ii me.n kahii.n ik khaTamal hai
ta.ng mujhe karataa hai tan me.n khalabal hai
dushman khaTamal ko tum se muhobbat hai
jahaa.N chaahe ghuumegaa haa_y kyaa kismat hai
abhii use Dhuu.NDh kar mai.n taga.Dii sazaa duu.Ngaa
gale me.n laal Taa_ii \threedots

khi.Dakii ke mai.n parade giraa duu.N
tum kah do to battii bujhaa duu.N
are baabaa naa re naa battii naa bujhaa denaa
vaqt kaa pataa nahii.n kuchh naa ho jaa_e kahii.n
khaataa huu.N sar kii kasam zaraa naa chhe.Duu.Ngaa
is sharaafat ke li_e ik chummaa luu.Ngaa
haa_y kismat phuuTii kis ko pyaar kiyaa hai
aise besabre se maine kyuu.N pyaar kiyaa
ab to majabuurii hai ye gha.Dii aa_ii hai
saath sonaa hii pa.De ik chaarapaa_ii hai
tere bharose ko kabhii naa dagaa duu.Ngaa
samajhii
gale me.n laal Taa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham tumhaare hai.n tumhaare sanam}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal/ Sonu Nigam}%
\music{Nikhil Vinay}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

ham tumhaare hai.n tumhaare sanam
jaan\-e\-man mohabbat kii har kasam kii kasam
naa judaa ho.nge sanam
ham tumhaare hai.n \threedots

he he laa la laa laa la laa laa la laa
ho ho ho
ye suhaane pal ye mulaakaate.n
ham na bhuule.nge pyaar kii baate.n
din hai mushkil raat bhaarii
har gha.Dii hai bekaraarii
chaahate.n hotii na kam
ham tumhaare hai.n \threedots

o ho ho ho ho ho o
tum ko dha.Dakano.n me.n yuu.N basaanaa hai
apanii palako.n me.n yuu.N chhuupaanaa hai
jab uThaa_e.N ham nigaahe.n
tum ko dekhe.n tum ko paa_e.N
duur jaa_e.N ab na ham
ham tumhaare hai.n \threedots

%Part 2:

bevafaa_ii kaa dard ta.Dapaa_e
biite lamho.n kii yaad kyuu.N aa_e
tuune mere dil ko to.Daa
tanhaa tanhaa mujh ko chho.Daa
kyuu.N kiyaa aisaa sitam
ham tumhaare hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii ba.ndhan ju.Daa liyaa}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus/ Sonu Nigam, Sapana Awasthi}%
\music{Bali Bramhabhat}%
\lyrics{Kartik Awasthi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

ham ne tum se tum ne hamaaraa rishtaa jo.Daa gam se
ek vafaa ke sivaa kaun sii khataa hu_ii thii ham se

kabhii ba.ndhan ju.Daa liyaa kabhii daaman chhu.Daa liyaa
o saathii re
kaisaa silaa diyaa ye vafaa kaa kaisaa silaa diyaa
tere vaade vo iraade
o saathii re
sab kuchh bhulaa diyaa ye vafaa kaa kaisaa silaa diyaa

baat kuchh samajh na aa_ii kamii kyaa ham me.n paa_ii
ek tarafaa ye muhobbat hamii.n ne sirf nibhaa_ii
jaam chaahat kaa de kar zahar nafarat kaa pilaa diyaa
tere vaade vo iraade \threedots

umr bhar so naa sake.nge kisii ke ho na sake.nge
ajanabii tum ho jaa_o gair ham ho naa sake.nge
kisii begaane kii khaatir tum ne apano.n ko bhulaa diyaa
tere vaade vo iraade \threedots

ab mujhe jiinaa nahii.n sanam ye zahar piinaa nahii.n sanam
janmo.n janmo.n kaa naataa cha.nd lamho.n me.n miTaa diyaa
tere vaade vo iraade \threedots

o mitavaa re

%Part 2:

ham ne tum se tum ne hamaaraa rishtaa jo.Daa gam se
ek vafaa ke sivaa kaun sii khataa hu_ii thii ham se

kabhii ba.ndhan ju.Daa liyaa kabhii daaman chhu.Daa liyaa
o saathii re
kaisaa silaa diyaa ye vafaa kaa kaisaa silaa diyaa
tere vaade vo iraade
o mitavaa re
sab kuchh bhulaa diyaa ye vafaa kaa kaisaa silaa diyaa

merii yaado.n me.n tum ho merii saa.Nso.n me.n tum ho
magar tum jaane kaisii galatafahamii me.n gum ho
tumhaare ghar ko ma.ndir devataa tum ko banaa liyaa
tere vaade vo iraade \threedots

umr bhar so naa sake.nge kisii ke ho na sake.nge
ajanabii tum ho jaa_o gair ham ho naa sake.nge
kisii begaane kii khaatir tum ne apano.n ko bhulaa diyaa
tere vaade vo iraade \threedots

o mitavaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kho_e kho_e din hai.n tanhaa tanhaa raat hai}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Sonu Nigam, Anuradha Paudwal}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa aa
kho_e kho_e din hai.n tanhaa tanhaa raat hai
bas kuchh dino.n kii baat hai
mil ke bhii nahii.n milate kaisii mulaakaat hai
bas kuchh dino.n kii \threedots

mausam chhe.De to kyaa dil kare
dil se kah do naa aahe.n bhare
ham to hai.n mushkil me.n
kyaa ho rahaa dil me.n
kyaa ho rahaa hai dil me.n
baahar hai.n barasaate.n dha.Dakano.n me.n aag hai
bas kuchh dino.n kii \threedots

kyuu.N hai kyuu.N hai ye duurii sanam
pyaar me.n ye bhii hai zaruurii sanam
ham to mar jaa_e.Nge apane din aa_e.Nge
jaisaa aalam kal thaa vaisaa aalam aaj hai
bas kuchh dino.n kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa naa naa naa}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Dabbu Malik}%
\lyrics{Praveen Bhardwaj}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

naa naa naa naa naa naa naa naa naa
he naa naa naa naa naa naa naa naa naa
##everybody## naa naa naa naa naa naa naa naa naa
dil ho rahaa hai diivaanaa us pe teraa muskuraanaa
adaa_o.n se dil ko churaanaa hai la.Dakiyo.n kii adaa
naa naa naa naa \threedots

jab tiir nazar ke chalate hai.n ye dil nishaane banate hai
ab aaj ye hamane.n bhii jaanaa mushkil hai dil kaa bach paanaa
naa naa naa naa \threedots

ye dil maa.Nge aur le le jaa.N jaa_e.N to aashiq jaa_e.N kahaa.N
ye pyaar kare jab diivaanaa ho mushkil dil ko samajhaanaa
naa naa naa naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taaro.n kaa chamakataa gahanaa ho}%
\film{Hum Tumhare Hain Sanam}%
\year{2002}%
\starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Udit Narayan, Bali Bramhabhat}%
\music{Nikhil Vinay}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he he aa o ho ho aa haa haa haa ho o
taaro.n kaa chamakataa gahanaa ho
phuulo.n kii mahakatii vaadii ho
us ghar me.n khushahaalii aa_e
jis ghar me.n tumhaarii shaadii ho

ye phuul tumhaare jevar hai.n
ye chaa.Nd tumhaaraa aa_iinaa
tum jab aise sharmaatii ho
duulhe kaa dha.Dakataa hai siinaa
har aa_iinaa tum ko dekhe tum to aisii shahazaadii ho
us ghar me.n khushahaalii \threedots

merii bahanaa hai phuul bahaaro.n kaa
merii bahanaa hai nuur nazaaro.n kaa
merii bahanaa ke jaisii ko_ii bahanaa nahii.n
binaa is ke kahii.n bhii mujhe rahanaa nahii.n
jaise hai chaa.Nd sitaaro.n me.n
merii bahanaa hai ek hazaaro.n me.n
ham jaise bhole bhaalo.n kii
ye duniyaa to hai dilavaalo.n kii
taaro.n kaa chamakataa \threedots

Kushiyo.n ke mahalo.n me.n baiTho
ko_ii gam naa tumhaare paas aa_e
naa umr kaa paharaa ho tum pe
merii dil kii du_aa ye ra.ng laa_e
rab ha.Nsataa hu_aa rakhe tum ko
tum to ha.Nsane kii aadii ho
us ghar me.n khushahaalii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
