% ISB File: Humayun_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai chaa.Nd tuu bataa de mere dil ko kyaa hu_aa hai}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{Rajkumari}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Shams Lakhnavi}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 2002-10-22

\printtitle
#indian

ai chaa.Nd tuu bataa de,
mere dil ko kayaa huaa hai
ae chaa.Nd tuu bataa de

jaise hai.n daaG tere vaise hai.n daaG mere
aapas me.n milataa julataa dono.n kaa maajaraa hai
ae chaa.Nd tuu bataa de,
mere dil ko kayaa huaa hai
ae chaand tuu bataa de

kayaa raat hai suhaanii taare bhii so rahe hai.n
ik Gam hai.n dard-e-dil ke betaab ho rahe hai.n
ye kaun saa maraz hai aur is kii kyaa davaa hai
ae chaa.Nd tuu bataa de

mere dil\-o\-jigar me.n shole bha.Dak rahe hai.n
aur vo vahii.n pe baiThe paanii chhi.Dak rahe hai.n
ye kaise roz\-e\-ulafat kuchh bujh ke jal rahaa hai
ae chaa.Nd tuu bataa de
mere dil ko kayaa huaa hai
ae chaa.Nd tuu bataa de

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{daataa torii dayaa se ab des hamaaraa}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Shams Lakhnavi, Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

daataa torii dayaa se ab des hamaaraa
jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa \-2
chamakaa hai baadalo.n se \-2
TuuTaa hu_aa sitaaraa
jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa

des hamaaraa \-2
apanii sharan me.n raakho prabhu \-2
hame.n raakho prabhu
jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa \-2
jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa

bhagawan ye bhakt tere kyuu.N kar naa giit gaaye.n \-2
man kii banaa ke maalaa charano.n pe ham cha.Dhaaye.n
man kii banaa ke maalaa charano.n pe ham cha.Dhaaye.n
ye Dagamagaataa be.Daa tumane hii paar utaaraa
ye des phir hamaaraa
jo des kal nahii.n thaa wo des phir hamaaraa

jo des kal nahii.n thaa nahii.n thaa wo des phir hamaaraa \-2

ho patalii kamariyaa morii
ho baalamaa balamaa \-2
ho baalamaa
nain milaa ke kiyaa kyaa ishaaraa \-2
ye pyaaraa pyaaraa
jo des kal tak nahii.n thaa wo des phir hai hamaaraa \-2

ho ho mai.n to ai maiyaa marii
ho baalamaa balamaa \-2
ho baalamaa

dil luuT ke le gayaa hai aa.Nkho.n kaa terii kaajal
o ho ho \-3 ho
tuu nain hove nainaa \-2
chho.Do to moraa aa.Nchal \-2

o ho patalii kamariyaa morii
ho baalamaa balamaa \-2
ho baalamaa

ye dil kisii kaa dil hai
to.Do na dil hamaaraa \-2
jo des kal nahii.n thaa wo des phir hai hamaaraa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho chaa.Nd chamakaa andhere me.n aaj hai}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{Shamshad}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

ha ha ha ha ha
ho chaa.Nd chamakaa \-2
( ho chaa.Nd chamakaa
ho chaa.Nd chamakaa andhere me.n aaj hai
ho mere raajaa kaa ja.ngal me.n raaj hai ) \-2

o teraa bhaag tujhape diiwaanaa rahe \-2
ke ghar\-ghar me.n teraa taraanaa rahe \-2
o ho jhukaa sir aaj saaraa zamaanaa rahe \-2

o mere munne raajaa
o mere bhole raajaa
o mere munne raajaa
is pyaare vatan kii tuu laaj hai
ho mere raajaa kaa ja.ngal me.n raaj hai
ho chaa.Nd chamakaa
ho chaa.Nd chamakaa andhere me.n aaj hai
ho mere raajaa kaa ja.ngal me.n raaj hai

ho shamaa terii suuraj se ba.Dhakar rahe \-2
ke saarii duniyaa kaa tuu akabar rahe
ho
ke saarii duniyaa kaa tuu akabar rahe
o ho
hinduu\-muslim kaa pallaa baraabar rahe \-2

o mere munne raajaa
o mere bhole raajaa
o mere munne raajaa
is pyaare vatan kaa tuu taaj hai
ho mere raajaa kaa ja.ngal me.n raaj hai
ho chaa.Nd chamakaa
ho chaa.Nd chamakaa andhere me.n aaj hai
ho mere raajaa kaa ja.ngal me.n raaj hai
ho chaa.Nd chamakaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{husn kahataa jaa rahaa hai baadashaahii kuchh nahii.n}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{Shamshad, Chorus}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Vikar Ambalvi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/
% Credits: Afzal A Khan

\printtitle
#indian

husn kahataa jaa rahaa hai baadashaahii kuchh nahii.n
ishqt yuu.N Kaamosh hai jaise sunaa hii kuchh nahii.n
husn kahataa jaa rahaa hai baadashaahii kuchh nahii.n

ai mohabbat kii nazar
ai mohabbat kii nazar terii adaa_o.n ke nisaar
dard wo baKshaa gayaa jis kii dawaa hii kuchh nahii.n
husn kahataa jaa rahaa hai baadashaahii kuchh nahii.n
lo Kudaa\-haafiz sidhaaro yaad kar lenaa kabhii
hai ye qisamat kii Kataa mujhako gilaa hii kuchh nahii.n
husn kahataa jaa rahaa hai baadashaahii kuchh nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n to o.Dhuu.N gulaabii chundariyaa}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{Shamshad}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Shams Lakhnavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

( mai.n to o.Dhuu.N gulaabii chundariyaa aaj aaj re aaj re
mere bhaiyaa ne pahanaa hai taaj re ) \-2

saare jagat ko tum jagamagaa_o \-2
sone\-chaa.Ndii ke diip jalaa_o \-2
kam hai jitanii Kushii manaa_uu.N
kesar\-gulaab kaa tilak laa_uu.N mai.n tilak laa_uu.N
mere bhaiyaa bane mahaaraaj re aaj re
mere bhaiyaa ne pahanaa hai taaj re
mai.n to o.Dhuu.N gulaabii chundariyaa aaj aaj re aaj re
mere bhaiyaa ne pahanaa hai taaj re

( puurii hu_ii ye merii tamannaa
mil kar bahe.ngii aaj ga.ngaa\-o\-jamunaa ) \-2
ye jamunaa maataa ye ga.ngaa maiyaa
jiye meraa bhaiyaa \-2
qaayam rahe sadaa qaayam ho bhaarat kaa raaj re aaj re
mere bhaiyaa ne pahanaa hai taaj re
mai.n to o.Dhuu.N gulaabii chundariyaa aaj aaj re aaj re
mere bhaiyaa ne pahanaa hai taaj re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii du_aa_o.n kaa yaa rab ab asar dikhaa denaa}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{Shamshad}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Shams Lakhnavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

( merii du_aa_o.n kaa
merii du_aa_o.n kaa yaa rab ab asar dikhaa denaa ) \-2
hai hai tere haath me.n murdo.n ko bhii jilaa denaa \-2
merii du_aa_o.n kaa yaa rab ab asar dikhaa denaa

tere liye ko_ii mushqil nahii.n hai mushqil bhii \-2
bujhate huye chiraaG ko \-2
qudarat se tum uu.Nchii jalaa denaa
merii du_aa_o.n kaa yaa rab ab asar dikhaa denaa

qazaa jo aa ke
qazaa jo aa ke pataa puuchhe marane waale kaa to
use kah denaa meraa pataa bataa denaa
merii du_aa_o.n kaa yaa rab ab asar dikhaa denaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nayanaa bhar aa_e niir, mere haThiile raajaa}%
\film{Humayun}%
\year{1945}%
\starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}%
\singer{Shamshad}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti + Kavi Shant}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

nayanaa bhar aa_e niir
ho nayanaa bhar aa_e niir, mere haThiile raajaa
aajaa aajaa naa jaa
nayanaa bhar aa_e niir
ho nayanaa bhar aa_e niir

Dol rahii hai man kii naiyaa \-2
tujh bin meraa kaun khewaiyaa
Dol rahii hai man kii naiyaa
tujh bin meraa kaun khewaiyaa
Duub na jaaye biich bha.Nwar me.n \-2
merii naiyaa paar lagaa jaa
aajaa aajaa naa jaa
nayanaa bhar aa_e niir
ho nayanaa bhar aa_e niir

( tan ke andar praan tuu hii hai
meraa to bhagawaan tuu hii hai ) \-2
tujh par waaruu.N jiivan apanaa \-2
qisamat ke dhiir ba.ndhaa jaa
aajaa aajaa naa jaa
nayanaa bhar aa_e niir
ho nayanaa bhar aa_e niir

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rasm\-e\-ulafat kisii suurat se nibhaaye na bane}%
\film{Humayun}%
\year{1945}% 
\starring{}%
\singer{Rajkumari}%
\music{Ghulam Haider}%
\lyrics{Shams Lakhnavi-Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: <Urzung Khan>

\printtitle
#indian

rasm\-e\-ulafat kisii suurat se nibhaaye na bane
baat kuchh big.Dii hai aisii ke banaaye na bane
rasm\-e\-ulafat kisii \threedots 

husn    majabuur   idhar   ishq   preshaan     udhar
aisaa kuchh ulajhaa haa daaman ki chhu.Daaye na bane
rasm\-e\-ulafat kisii \threedots 

meraa ghar jal gayaa majabuur hai.n duniyaa vaale
hai   ye   vo  aag  jo  paanii se bujhaaye na bane
rasm\-e\-ulafat kisii \threedots 

kayaa karuu.N kayaa na karuu.N dono tareh mushakil hai
aap   jaaye   na   bane   unako     bulaaye  na   bane
rasm\-e\-ulafat kisii \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
