% ISB File: Humrahi_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ha.Nsii chaa.Nd kii aaj niraalii}%
\film{Humrahi}%
\year{1945}%
\starring{Radhamohan Bhattacharya, Binata Bose}%
\singer{Binata Bose}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Zakir Hussain}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 24 feb 2003
% Credits: Har Mandir Singh (Hamraaz)
% Comments: Geetanjali Series. Film 'humrahi or hamraahii'
% Director of 'hamaraahii' - Bimal Roy
% New Theatres Ltd, Kolkata.

\printtitle
#indian

% The song begins with the first line beautifully hummed.
% Then the second line is sung (with words 'man ko ...');
% and then the first two lines are repeated, this time
% by singing words in both the lines.

ha.Nsii chaa.Nd kii aaj niraalii
man ko lubhaanewaalii
a.Ndhere ko duur haTaa ke
phailaaye ujiyaalii

dau.Dii hawaa chaman me.n aa_e
ye nahii.n jaane kaun bulaa_e
phuul phuul par man bharamaa_e
phiratii Daalii Daalii
ha.Nsii chaa.Nd kii \threedots

aasamaan bhii jhuum rahaa hai
cha.ndan\-tilak lagaa_e
phire magan ha.nso.n kaa joDaa
apane pa.nkh milaa_e
swarg\-desh kii kaun ye baalaa
Dhuu.N.Dh rahii phuulo.n kii maalaa
aaj ye kaise diip jalaatii
kaisii ye diwaalii
ha.Nsii chaa.Nd kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jan\-gaN\-man adhinaayak jay he}%
\film{Humrahi}%
\year{1945}%
\starring{Radhamohan Bhattacharya, Binta Bose}%
\singer{Chorus}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Ravindra Nath Tagore}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005
% Credits: Prithviraj Dasgupta

\printtitle
#indian

jan\-gaN\-man adhinaayak jay he
bhaarat bhaagy vidhaataa
pa.njaab si.ndh gujaraat maraaThaa
dravi.D utkal ba.ng
vi.ndhy himaa.Nchal jamunaa ga.ngaa
uchchhal jaladhi tara.ng
tab shubh naame jaage
tab shubh aashish maa.Nge
gaa he tab jay gaathaa
jan\-gaN\-ma.ngaladaayak jay he
bhaarat bhaagy vidhaataa
jay he, jay he, jay he
jay jay jay jay he, 

% Bengali version of the same

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
