% ISB File: Humsaya_1968.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii}%
\film{Humsaya}%
\year{1968}%
\starring{Joy Mukherjee, Sharmila Tagore, Mala Sinha}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12193 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( aajaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii\-kabhii ) \-2
dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii\-kabhii
aajaa aajaa aajaa aajaa

( mai.n bhii zaraa jaanuu.N ke wo
kaun bewafaa hai
jisake kayaal me.n tuu
aisaa kho gayaa hai ) \-2
o o o
o o o
o o o
o

dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii\-kabhii
aajaa aajaa aajaa aajaa

( jitane bhii Gam hai.n
tumhaarii zindagii me.n
chaaho to badal duu.N mai.n
pyaar kii Kushii me.n ) \-2
aha ha ha
aha ha ha
o o o
o

dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii\-kabhii

dekho dekho dekho kyaa samaa.N hai
aajaa ke abhii to dil jawaa.N hai
aajaa mere pyaar ke sahaare abhii\-abhii
hote hai.n ye pyaar ke nazaare kabhii\-kabhii
aajaa aajaa aajaa aajaa aajaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil kii aavaaz bhii sun, mere fasaane pe na jaa}%
\film{Hamsaaya}%
\year{1968}%
\starring{Joy Mukherjee, Mala Sinha, Sharmila Tagore}%
\singer{Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Shevan Rizvi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

dil kii aavaaz bhii sun mere fasaane pe na jaa
merii nazaro.n kii taraf dekh zamaane pe na jaa

ik nazar fer le jiine kii ijaazat de de
ruuThane vaale vo pahalii sii muhabbat de de
(ishq maasuum hai \- 2), ilazaam lagaane pe na jaa

vaqt inasaan pe aisaa bhii kabhii aataa hai
raah me.n chho.Dake saayaa bhii chalaa jaataa hai
(din bhii nikalegaa kabhii \- 2), raat ke aane pe na jaa

mai.n haqiiqat huu.N ye ik roz dikhaauu.Ngaa tujhe
begunaahii pe muhabbat kii rulaauu.Ngaa tujhe
daag dil ke nahii.n miTate hai.n miTaane pe na jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o kanhayyaa ... aaj panaghaT pe hai terii raadhaa}%
\film{Humsaya}%
\year{1968}%
\starring{Joy Mukherjee, Sharmila Tagore, Mala Sinha}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11508 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o kanhaiyaa \-2
kanhaiyaa \-4
o ( kanhaiyaa ) \-3 aaj panaghaT pe hai ( terii raadhaa akelii kha.Dii ) \-2
o kanhaiyaa \threedots

man ye kahataa hai ab naa pukaaruu.N tujhe
pyaar kahataa hai kaise bisaaruu.N tujhe
priit kii riit kaise badal duu.N bhalaa
nain kahate hai.n haradam nihaaruu.N tujhe
( aa bhii jaa saa.Nvare ) \-2 ( phir chhe.D de ) \-2 re vahii baa.Nsurii
o kanhaiyaa \threedots

man ke ma.ndir me.n maine biThaayaa tujhe
apanaa sab kuchh hii maine banaayaa tujhe
terii puujaa me.n mai.n to rahii re magan
aur bhagavaan bananaa na aayaa tujhe
( aa bhii jaa saa.Nvare ) \-2 ( phir chhe.D de ) \-2 re vahii baa.Nsurii
o kanhaiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo hasiin dard de do, jise mai.n gale lagaa luu.N}%
\film{Hamsaaya}%
\year{1968}%
\starring{Joy Mukherjee, Sharmila Tagore, Mala Sinha}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Shevan Rizvi}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

vo hasIn dard de do, jise mai.n gale lagA lU.N
vo nigAh mujhape DAlo, ki mai.n zi.ndagI banA lU.N
vo hasIn dard \threedots

mai.n tumase mA.ngatI hU.N, zarA apanA hAth de do
mujhe Aj zi.ndagI kI, vo suhAgarAt de do
jise leke kuchh na mA.ngU.n, aur mA.ng me.n sajA lU.N
vo hasIn dard \threedots

merI ArazU to dekho, tumhe.n sAmane biThA kar
kabhI dil ke pAs lAkar, kabhI dilarubA banA kar
koI dAstAn sun lU.N, koI dAstA.n sunA lU.N
vo hasIn dard \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
