% ISB File: Humshakal_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haay kaahe ko bulaayaa mujhe baalamaa}%
\film{Humshakal}%
\year{1974}%
\starring{Rajesh Khanna, Tanuja}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10773 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	haay haay kaahe ko bulaayaa mujhe baalamaa
	pyaar ke naam se \-2
	kaahe ko bulaayaa \threedots
ra \:	raadhaa ne yahii puuchhaa thaa ek din
	ruuTh kar shaam se \-2

la \:	jaa tose boluu.N naa ghuu.NghaTaa kholuu.N naa Doluu.N naa mai.n sa.ng tere \-2
ra \:	roz jo tum ruuThogii aise guzare.nge din mere kaise
	jiine nahii.n degaa mujhe chaar din ( pyaar aaraam se ) \-2
la \:	kaahe ko bulaayaa \threedots

ra \:	kaalii ghaTaa_o.n me.n Tha.nDii havaa_o.n me.n aa_o kahe.n haal dil kaa \-2
la \:	o pyaar me.n din to Dhal jaataa hai raat kaa jaaduu chal jaataa hai
	jiyaa lagataa hai dha.Dakane piyaa ( aajakal shaam se ) \-2
ra \:	raadhaa ne yahii \threedots

la \:	taubaa mai.n kyaa karuu.N \-2
	badanaamii se Daruu.N mohe ba.Dii laaj aa_e
ra \:	hamane ko_ii kii hai chorii pyaar kiyaa hai hamane gorii
	logo.n se jo ham aise Darane lage ( to ga_e kaam se ) \-2
la \:	kaahe ko bulaayaa \threedots
ra \:	raadhaa ne yahii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
