% ISB File: Inaam_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham chale tere dil ke makaan se}%
\film{Inaam}%
\year{1955}%
\starring{Suraiya, Naasir, Kammo, Mukri, Yaqub, Protima Devi, Bimla Kumari}%
\singer{Suraiya, Mohantara, Ajinkya, Chorus}%
\music{S N Tripathi}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12616 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

su \:	ham chale
	ham chale tere dil ke makaan se
	aadaab\-arz namaste salaam\-waalequm
ko \:	ham chale
	ham chale tere dil ke makaan se
	aadaab\-arz namaste salaam\-waalequm
	ham chale
su \:	baaz aaye ham aisii pahachaan se
ko \:	aadaab\-arz namaste salaam\-waalequm
	salaam\-waalequm

mo \:	aa
	ek to diijiye inako dil bhii
su \:	aa
	ek to diijiye inako dil bhii
	aa
	chaahiye saath ##taxi## kaa ##bill## bhii \-3
	duur bhaago jii
	duur bhaago jii aise i.nsaan se
ko \:	aadaab\-arz namaste salaam\-waalequm
	salaam\-waalequm

mo \:	aa
	dil kisii aur ko jaa ke diije
su \:	aa
	dil kisii aur ko jaa ke diije
	aa
	ajii hamape to kirapaa hii kiije \-3
	pyaar kar liije
	pyaar kar liije saare jahaan se
ko \:	aadaab\-arz namaste salaam\-waalequm
	salaam\-waalequm

mo \:	aa
	chal gayaa tumape nazaro.n kaa jaaduu
su \:	aa
	chal gayaa tumape nazaro.n kaa jaaduu
	jaa_o ja.ngal me.n ban jaa_o saadhuu \-3
	jaa ke maa.Ngo
	jaa ke maa.Ngo muraade.n bhagawaan se
ko \:	aadaab\-arz namaste salaam\-waalequm
	salaam\-waalequm

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{najuumi huu.N mai.n ... mubaarak ho ... chhamaa\-chham sonaa\-chaa.Ndii ... ye hai qismat kaa nazaraanaa}%
\film{Inaam}%
\year{1955}%
\starring{Suraiya, Naasir, Kammo, Mukri, Yaqub, Protima Devi, Bimla Kumari}%
\singer{Suraiya, ##Male Voice##, Chorus}%
\music{S N Tripathi}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12613 [V S Rawat], 10/02/2004
% 1. kosh mentions a prelude "najuumi huu.N mai.n qismat kaa likha"
% which is not in the version I have.
% 2. kosh mentions Suraiya, Chorus as singers, but there is also a 
% ##Male Voice## uttering the comments attributed.

\printtitle
#indian

su \:	mubaarak ho \-4
	chhamaa\-chham sonaa\-chaa.Ndii ghar me.n aa jaanaa mubaarak ho \-2
	ye hai qismat kaa nazaraanaa ye nazaraanaa mubaarak ho \-2

	tumhaare dar pe sau\-sau moTare.n aa kar kha.Dii ho.ngii
	ho ho
	tumhaare dar pe sau\-sau moTare.n aa kar kha.Dii ho.ngii
	rupo.n kii thailiyaa.N kamaro.n ke kono.n me.n ga.Dii ho.ngii
	haay
##Male Voice## \:	ahaa
	kyaa baat hai
	waah
su \:	kamaa_ii duusaro.n kii apane ghar laanaa mubaarak ho
ko \:	kamaa_ii duusaro.n kii apane ghar laanaa mubaarak ho
su \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
ko \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
	mubaarak ho \-4
	chhamaa\-chham sonaa\-chaa.Ndii ghar me.n aa jaanaa mubaarak ho

su \:	tumhe.n ka.Dakaa jo kahate hai.n
##Male Voice## \:	ka.Dakaa\? kyaa kahaa\?
su \:	tumhe.n ka.Dakaa jo kahate hai.n wo tumako sheK bole.nge
##Male Voice## \:	are tumhaare mu.Nh me.n ghii\-shakkar
su \:	ho
	tumhe.n ka.Dakaa jo kahate hai.n wo tumako sheK bole.nge
	jo baiTho ##car## to aage ba.Dh kar ##gate## khole.nge
	ba.Dhaa kar peT tumako seTh ban jaanaa mubaarak ho
ko \:	ba.Dhaa kar peT tumako seTh ban jaanaa mubaarak ho
su \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
ko \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
	mubaarak ho \-4
	chhamaa\-chham sonaa\-chaa.Ndii ghar me.n aa jaanaa mubaarak ho

su \:	tujhe shaayad kisii cha.nchal parii se pyaar ho jaaye
	ho
	tujhe shaayad kisii cha.nchal parii se
##Male Voice## \:	ho
	tujhe shaayad kisii cha.nchal parii se pyaar ho jaaye
su \:	bahut mumakin hai ##mister## teraa be.Daa paar ho jaaye
	haay
##Male Voice## \:	ahaa
	are jiyo
su \:	kisii ke dil ke ba.ngale me.n teraa aanaa mubaarak ho
ko \:	kisii ke dil ke ba.ngale me.n teraa aanaa mubaarak ho
su \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
ko \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
	mubaarak ho \-4
	chhamaa\-chham sonaa\-chaa.Ndii ghar me.n aa jaanaa mubaarak ho

su \:	bano tum lakhapatii bha_iyaa du_aa hai bas ye baa.ndii kii
	ho
	bano tum lakhapatii bha_iyaa du_aa hai bas ye baa.ndii kii
	ho haatho.n me.n tumhaare hathaka.Dii
##Male Voice## \:	he mu.Nh sambhaal ke haa.N
su \:	ho haatho.n me.n tumhaare hathaka.Dii lekin ho chaa.Ndii kii
	haay
##Male Voice## \:	chaa.Ndii kii\? phir to Thiik hai
su \:	tumhe.n zulfo.n kii phaa.Nsii le ke mar jaanaa mubaarak ho
ko \:	tumhe.n zulfo.n kii phaa.Nsii le ke mar jaanaa mubaarak ho
su \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
ko \:	ye hai qismat kaa nazaraanaa \-2
	mubaarak ho \-4
	chhamaa\-chham sonaa\-chaa.Ndii ghar me.n aa jaanaa mubaarak ho \-2

	haa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tadabiir kaa ho tiir aur taqadiir nishaanaa}%
\film{Inaam}%
\year{1955}%
\starring{Suraiya, Naasir, Kammo, Mukri, Yaqub, Protima Devi, Bimla Kumari}%
\singer{Suraiya}%
\music{S N Tripathi}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12614 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

tadabiir kaa ho tiir aur taqadiir nishaanaa \-2
phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa

o
soye hai tere bhaag to Thokar se jagaa le
tuu chaahe to aakaash bhii qadamo.n par giraa le
qadamo.n par giraa le
mashahuur hogaa duur tak jab teraa fasaanaa

phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa
tadabiir kaa ho tiir aur taqadiir nishaanaa
phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa

ho o
jiitegaa tuu duniyaa me.n gar qismat se la.Degaa
piichhe chalegaa ye jahaa.N tuu aage ba.Dhegaa
tuu aage ba.Dhegaa
aa siikh le tadabiir kii shamshiir chalaanaa

phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa
tadabiir kaa ho tiir aur taqadiir nishaanaa
phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa

ho o
na_iyaa terii majhadhaar kii maujo.n me.n pha.Nsii ho
aisii musiibat me.n bhii tere lab pe ha.Nsii ho
tere lab pe ha.Nsii ho
fariyaad na karanaa kabhii aa.Nsuu na bahaanaa

phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa
tadabiir kaa ho tiir aur taqadiir nishaanaa
phir dekhanaa qadamo.n pe jhukegaa ye zamaanaa
jhukegaa ye zamaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hai ki nahii.n hai mujhe bhagavaan bataa de}%
\film{Inaam}%
\year{1955}%
\starring{Suraiya, Naasir, Kammo, Mukri, Yaqub, Protima Devi, Bimla Kumari}%
\singer{Rafi}%
\music{S N Tripathi}%
\lyrics{Raja Mehandi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10323 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

tuu hai ki nahii.n hai mujhe bhagavaan bataa de
rotaa hai tere dar pe ek insaan bataa de
tuu hai ki nahii.n hai \threedots

dharatii par ye kahataa hai ko_ii dard kaa maaraa
aaho.n se hilaa duu.Ngaa aakaash ye saaraa
kab tak hai musiibat kaa yah tuufaan bataa de
bhagavaan bataa de \threedots

jo dil pe guzaratii hai tujhe kaise bataa_uu.N
so_e ho bhagavaan tujhe kaise jagaa_uu.N
kyaa jaan ke tuu banaa hai anajaan bataa de
bhagavaan bataa de \threedots

sau dard sahe maine terii raah me.n chal ke
shamashaan hu_ii jaatii hai duniyaa merii jal ke
kyaa dil se miTaa duu.N teraa dhyaan bataa de
bhagavaan bataa de \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa Thaharo mai.n haal\-e\-dil sunaa luu.N}%
\film{Inaam}%
\year{1955}%
\starring{Suraiya, Naasir, Kammo, Mukri, Yaqub, Protima Devi, Bimla Kumari}%
\singer{Suraiya}%
\music{S N Tripathi}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12615 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

zaraa Thaharo mai.n haal\-e\-dil sunaa luu.N phir chale jaanaa
tamannaa_o.n ko ashqo.n me.n bahaa luu.N phir chale jaanaa
zaraa Thaharo

are o jaanewaale ek hii pal ke liye ruk jaa \-2
mai.n shammaa\-e\-zi.ndagii apanii bujhaa luu.N phir chale jaanaa

zaraa Thaharo mai.n haal\-e\-dil sunaa luu.N phir chale jaanaa
zaraa Thaharo

qayaamat kii gha.Dii hai aaj to jii bhar ke rone do \-2
mai.n tumako haar ashqo.n ke pinhaa luu.N phir chale jaanaa

zaraa Thaharo mai.n haal\-e\-dil sunaa luu.N phir chale jaanaa
zaraa Thaharo

tere jaate hii saaj\-e\-zi.ndagaanii TuuT jaayegaa \-2
mai.n apanaa aaKarii nagamaa sunaa luu.N phir chale jaanaa

zaraa Thaharo mai.n haal\-e\-dil sunaa luu.N phir chale jaanaa
tamannaa_o.n ko ashqo.n me.n bahaa luu.N phir chale jaanaa
zaraa Thaharo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
