% ISB File: Inquilaab_1984.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{abhimanyuu chakravyuuh me.n pha.ns gayaa hai tuu}%
\film{Inquilaab}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sridevi, Kadar Khan, Utpal Dutt, Shakti Kapoor}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

abhimanyuu \-2
abhimanyuu chakravyuuh me.n pha.ns gayaa hai tuu \-2
sambhal sake to sambhal nikal sake to nikal
dushmano.n ke jaal se dosto.n kii chaal se
sambhal sake to sambhal \threedots

ye khudagarz darinde hai.n inako kuchh ehasaas nahii.n
ashqo.n se bujhane vaalii inake dil kii pyaas nahii.n
ye piye.nge teraa lahuu
abhimanyuu chakravyuuh me.n \threedots

bhuul bhulaiyo.n ke jaise tere gird lakiire.n hai.n
ho.nTho.n par hai.n pahare to pairo.n me.n za.njiire.n hai.n
mushkile.n kha.Dii hai.n chaar suu
abhimanyuu chakravyuuh me.n \threedots

o bhole bhaale paxii qaid se kaise chhuuTegaa
sar Takaraa le kuchh kar le ye pi.njaraa na TuuTegaa
la.Dane kii tuu naa kar aarazuu
abhimanyuu chakravyuuh me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai lo mai.n ban gayaa thaanedaar}%
\film{Inquilaab}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sridevi, Kadar Khan, Utpal Dutt, Shakti Kapoor}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ai lo mai.n ban gayaa thaanedaar bhaiyaa ab Dar kaahe kaa
rishvat Korii ab na chalegii
choro.n kii chorii ab na chalegii
are joraa jorii ab na chalegii
ab apanii hai sarakaar bhaiyaa ab Dar kaahe kaa \threedots

ab na kisii se tum ghabaraa_o
thaane me.n aa_o rapaT likhaa_o
kisii kii izzat ab na luTegii
kisii kii mehanat ab na luTegii
mai.n sabakaa paharedaar bhaiyaa ab Dar kaahe kaa \threedots

tum mere ho mai.n tum sabakaa
ye rishtaa hai jaane kab kaa
in galiyan me.n ham saathii hai.n
is jiivan ke ham saathii hai.n
naa TuuTe kabhii ye pyaar bhaiyaa ab Dar kaahe kaa \threedots

ba.nd yuu.N apanii muTThii kar dii
maine sabakii chhuTTii kar dii
daaruu kaa aDDaa ab naa chalegaa
are shahar me.n saTTaa ab na chalegaa
lambuu kii lambii maar ho bhaiyaa ab Dar kaahe kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saare badan me.n zahar cha.Dh gayaa ... bichchhuu la.D gayaa}%
\film{Inquilaab}%
\year{1984}%
\starring{Amitabh Bachchan, Sridevi, Kadar Khan, Utpal Dutt, Shakti Kapoor}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

are ( saare badan me.n zahar cha.Dh gayaa
mujhe bichchhuu la.D gayaa re ) \-2 bichchhuu la.D gayaa
kam na hu_aa dard aur ba.Dh gayaa
bichchhuu la.D gayaa \threedots

tuune o zulmii karake ishaaraa
chuTakii bharii yaa Da.nk maaraa
ye dekh niilaa nishaan pa.D gayaa

( kal jo kiyaa thaa vo phir tuu aaj kar
ko_ii davaa meraa ilaaj kar ) \-2
mar jaa_uu.ngaa mai.n teraa paa.Nv pa.D gayaa
bichchhuu la.D gayaa \threedots

( kaliyo.n ne khilakar a.nga.Daa_iyaa.N lii.n
bha.nvaro.n ne sir par rusavaa_iyaa.N lii.n ) \-2
aa_ii bahaar gayaa patajha.D gayaa
bichchhuu la.D gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
