% ISB File: Insaaf_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are baabaa kyaa chaahiye baaraanaa de}%
\film{Insaaf/ The Final Justice}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar}%
\singer{Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Ranjeet, Paresh, Aloknath, Mohan Joshi}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o yaa yaa yaa hum yaa yaa yaa
are baabaa kyaa chaahiye
baaraanaa de baaraanaa de 

kab se kha.Daa o yaa yaa yaa
naa baat ba.Dhaa o yaa yaa yaa
naa aa.Nkh dikhaa o yaa yaa yaa
banatii hai kyaa o yaa yaa yaa
naa kar da.ngaa o yaa yaa yaa
naa le pa.ngaa
baaraanaa de \threedots

aise kahaa.n tuu chal dii paisaa nikaal jaldii o o o o
bachche buu.Dhe aavaaraa dekhe.nge log saare o o o o
naa kar nakharaa o yaa yaa yaa
kuchh bol zaraa
marajii to bataa
banatii hai kyaa \threedots

dekhe.n hai.n tere jaise kar luu.n yakiin kaise o o o o o o o
ba.Dii bebaak hai tuu la.Dakii chaalaak hai tuu o_e yaa yaa
naa ruuTh ke jaa
naa luuT ke jaa
de maal meraa
banatii hai kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kR^iShNaa kR^iShNaa bol pyaare}%
\film{Insaaf/ The Final Justice}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Ranjeet, Paresh, Aloknath, Mohan Joshi}%
\singer{}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kR^iShNaa kR^iShNaa bol pyaare man kii aa.Nkhe.n khol pyaare
nas nas me.n ras ghol pyaare madamastii me.n Dol pyaare
maan le meraa kahanaa haa.N dam pe dam maare jaa 
kR^iShNaa kR^iShNaa bol \threedots

laa laa laa laa premikaa premikaa
duniyaa vaale kuchh bhii bole.n kabhii fikar mat karanaa
maje luuTanaa mauj manaanaa kabhii naa aahe.n bharanaa
jo jitanaa badanaam hogaa utanaa usakaa naam hogaa
dard me.n jiinaa aaraam hogaa usakaa hii sab kaam hogaa
maan le meraa kahanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sulagatii hai.n aa.Nkhe.n ... gale se lagaa lo ki jii chaahataa hai}%
\film{Insaaf/ The Final Justice}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Ranjeet, Paresh, Aloknath, Mohan Joshi}%
\singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

sulagatii hai.n aa.Nkhe.n tarasatii hai.n baahe.n gale se lagaa lo ki jii chaahataa hai
mujhe khaaq kar do mujhe raakh kar do mujhe phuu.nk Daalo ki jii chaahataa hai
sulagatii hai.n \threedots

udhar bhii hai tuufaa.n idhar bhii hai tuufaa.n bha.nvar se nikaalo ki jii chaahataa hai
sulagatii hai.n \threedots

yahaa.n tak to pahu.nche yahaa.n tak to aa_e sanam tujh pe Daaluu.n zulfo.n ke saa_e
ye rukanaa machalanaa machalakar sa.mbhalanaa ye parade haTaa do ki jii chaahataa hai
sulagatii hai.n \threedots

bahaaro.n ke din hai.n javaanii kii raate.n ye do chaar hai.n meharabaanii kii raate.n
nashaa aa rahaa hai sabar jaa rahaa hai ye raate.n manaa lo ki jii chaahataa hai
sulagatii hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
