% ISB File: InsanAurAdami_1972(PAKISTAN).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e}%
\film{Insan Aur Adami (Pakistani-Film)}%
\year{1972}%
\starring{}%
\singer{Noorjehan, Mehdi Hasan}%
\music{M Ashraf}%
\lyrics{Shabab Kiranvi}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 19 December 2002
% Credits: Urzung Khan
% Comments: Noor-e-Tarannum series

\printtitle
#indian

sthaayii:
nuurajahaa.N:
(tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e meraa pyaar yaad rakhanaa) \-2
tere dam se hai salaamat ye bahaar yaad rakhanaa
tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e meraa pyaar yaad rakhanaa

a.ntaraa 1:
mehadii hasan:
mere dil me.n bas rahii hai terii aarazuu kii Kushabuu \-2
kisii aur kaa jahaa.N me.n na chalegaa mujh pe jaaduu
tere naam par miTegaa dil\-e\-zaar yaad rakhanaa

nuu:
tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e meraa pyaar yaad rakhanaa

a.ntaraa 2:
nuu:
tujhe chhiin le na mujhase kisii moD par zamaanaa \-2
me:
kabhii bhuul kar bhii dil me ye Kayaal tum na laanaa
nuu:
mere baaG me.n hai tujhase ye bahaar yaad rakhanaa

tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e meraa pyaar yaad rakhanaa

a.ntaraa 3:
nuu:
tere baad kyaa kahuu.Ngii dil\-e\-mubtilaa se apane \-2
me:
jo phiruu.N kabhii wafaa se to phiruu.N Kudaa se apane
mere pyaar kii nishaanii ye si.ngaar yaad rakhanaa

nuu:
tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e meraa pyaar yaad rakhanaa
tere dam se hai salaamat ye bahaar yaad rakhanaa
tuu jahaa.N kahii.n bhii jaa_e meraa pyaar yaad rakhanaa

##Last line accompanied by humming by MH##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
