% ISB File: IntehaaPyaarKi_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pa.nchhii mere man kaa aaj u.Daa jaa_e}%
\film{Intehaa Pyaar Ki}%
\year{1992}%
\starring{Rishi Kapoor, Rukhsar, Emraan Khan, Asrani, Shafi Inamdar, Ramanna}%
\singer{Lata}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11643 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

pa.nchhii mere man kaa aaj u.Daa jaa_e
uu.Nche pahaa.Do.n ko chhuu ke chalaa jaa_e
hosh chhiin li_e madahosh ki_e jaa_e
hu_ii mai.n diivaanii hu_ii

ko \:	chham\-chham\-chham\-chham\-chham

bhiige ho.nTho.n se shabanam churaa_e
bha.Nvaraa kaliyo.n kaa ghuu.NghaT uThaa_e
u.D kar gulashan se cha.nchal havaa_e.N
saarii duniyaa me.n Kushbuu luTaa_e.N
in bahaaro.n me.n bhii mahakane lagii
chain meraa gayaa mai.n bahakane lagii
chhaa gayaa dil pe ko_ii nashaa

aise cha.Dhaa hai dariyaa kaa paanii
jaise laharo.n pe aa_ii javaanii
uu.Nche\-uu.Nche daraKto.n ke saath
har musaafir ke man ko lubhaa_e
hai yahii aarazuu ghar basaa luu.N yahii.n
ab yahaa.N se na mai.n duur jaa_uu.N kahii.n
hogii aisii na ko_ii jagah 
pa.nchhii mere man kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
