% ISB File: InternationalKhilaadi_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chhuu kar tere man ko ... mai.n diivaanaa saa hone lagaa}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chhuukar tere man ko man ko
ho dil me.n halachal sii hone lagii ek ulajhan sii hone lagii
mai.n diivaanaa saa hone lagaa tuu bhii paagal sii hone lagii
chhuukar tere man ko \threedots

dil me.n halachal sii hone lagii ek ulajhan sii hone lagii
tuu diivaanaa saa hone lagaa mai.n bhii paagal sii hone lagii
chhuukar tere man ko \threedots

tujhako kyaa hu_aa mujhako ye bataa
dil hai laapataa kyaa hu_aa kyaa pataa
mai.n to nii.ndo.n me.n khone lagii merii baaho.n me.n sone lagii
haa.N mai.n diivaanaa saa \threedots

ab naa sataa he chupake se aajaa ho
najaro.n kii raaho.n se dil me.n samaa jaa
jaan\-e\-vafaa he tuu meraa ho jaa haa
mai.n tujhame.n kho jaa_uu.n tuu mujhame.n kho jaa
ek mastii sii chhaane lagii
ho merii dha.Dakan bhii gaane lagii
haa.N mai.n diivaanaa saa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhu_ii mu_ii sii ... sayyaa.N thaam le bayyaa.n}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Abhijit, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chhu_ii mu_ii sii o titalii jaisii o ik la.Dakii hai ho sabase haTake
are jhaTake se dil le ga_ii le ga_ii merii jaa.n

saiyaa.n saiyaa.n thaam le baiyaa.n pa.Duu.n mai.n tere pa_iyaa.n
haath paka.D le meraa kar duu.ngii zulfo.n kii chhaiyaa.n
saiyaa.n saiyaa.n phir se kah de kah de mujhako saiyaa.n
chhaiyaa.n chhaiyaa.n kar de sajanii tuu palako.n kii chhaiyaa.n
maine kab i.nkaar kiyaa hai tuu hai merii jaa.n
saiyaa.n saiyaa.n thaam le \threedots

ho rimajhim rimajhim ho buu.ndo.n jaisii ho chham chham karatii ho sabase haTake
are jhaTake se dil \threedots

are jhaTake se dil le gayaa le gayaa merii jaa.n

saiyaa.n saiyaa.n tere jaisaa aur na ko_ii hogaa
tuune dil ko chhiin liyaa hai taubaa merii taubaa
chhaiyaa.n chhaiyaa.n pyaar kii chhaiyaa.n hotii hai mahabuubaa
terii jhiil sii in aa.Nkho.n me.n dil meraa ye Duubaa
ye aa.Nkhe.n ab ghar hai.n teraa sun le merii jaa.n
saiyaa.n saiyaa.n thaam le \threedots

ho bikharii bikharii ho subah subah kii ho kiraNo.n jaisii ho sabase haTake
are jhaTake se dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil meraa luTeyaa gayaa}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Sonu Nigam, Jaspindar Narula}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

zi.ng lak lak zi.ng
ik duuNii duuNii te do duuNii chaar kii gal ho_ii tuu das mere yaar
mainuu.n ishq daa cha.Dheyaa bukhaar dil meraa luTeyaa gayaa
luTeyaa gayaa luTeyaa gayaa ho mere yaar dil meraa luTeyaa gayaa

he la.D ga_ii la.D ga_ii aa.Nkh ye la.D ga_ii tere ruup kii mastii cha.Dh ga_ii
he tuu chaahe to hosh u.Daa de suulii pe tuu mujhe cha.Dhaa de
kuchh bhii kar le yaar 
ke dil meraa luTeyaa gayaa \threedots

pahalii baar meraa man bhaTakaa dekhake tujhako lagaa hai jhaTakaa
maine sochaa mil gayaa baa.nkaa ju.D gayaa mere pyaar kaa Taa.nkaa
dil baiThii mai.n haar
ai dil meraa luTeyaa gayaa \threedots

ik duuNii duuNii te do duuNii chaar das phir aage hu_aa kyaa yaar
kii dasiye akkhaa.n jad la.Diyaa.n pyaar diyaa.n lagiyaa.n hathaka.Diyaa.n
o_e tuune kar diyaa mujhe diivaanaa ab tuu mujhase duur na jaanaa
chhi.D ga_e dil ke taar
ke dil meraa luTeyaa gayaa \threedots

aaag lagii sholaa ik bha.Dakaa usape tuune paanii chhi.Dakaa
tuune kiyaa hai kaisaa jaaduu ho gayaa meraa dil bekaabuu
kar le aa.Nkhe.n chaar
ke dil meraa luTeyaa gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{halkaa halkaa dard hai ... merii tuu tuu hii tuu}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

halkaa halkaa dard hai dard ye bedard hai
chal gayaa hai pyaar kaa jaaduu haa.N merii tuu tuu hii tuu

halkaa halkaa dard hai dard ye bedard hai
dha.Dakano.n pe chhaa gayaa hai tuu hii tuu meraa tuu tuu hii tuu
tuu hii tuu

ghanere the jitane a.ndhero.n ke saa_e
muhabbat ke utane diye jagamagaa_e
kabhii tum the tanhaa ye dil se bhulaa do
betaab huu.N mai.n apanaa banaa lo
halkaa halkaa dard hai \threedots

vafaa_o.n ne terii sa.mbhaalaa hai mujhako
mai.n apanii aa.Nkho.n me.n basaa luu.ngaa tujhako
tumhe.n chuumatii hai.n ye merii nigaahe.n
mujhe mil ga_ii hai.n chaahat kii raahe.n
halkaa halkaa dard hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he ku.nvaarii ku.Dii mai.n huu.n ... banii dushman hamaarii}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Roop Kumar Rathod, Johny Lever, Alka Yagink, Bela, Reema}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tuu la.Dakii gorii chiTTii hai terii bahanaa moTii kaalii hai
kyuu.n banii na tuu dulhan merii kyuu.n banii tuu merii saalii hai
teraa jiijaa tujhape marataa hai tujhe dekhake aahe.n bharataa hai
ta.ng huu.N mai.n balamaa se apane takataa hai vo tere sapane
Dar lagataa hai meraa saiyaa.n kahii.n thaam na le terii baiyaa.n
meraa sajanaa ba.Daa nikhaTTuu hai vo julmii tujhape laTTuu hai
haay taubaa haay taubaa taubaa taubaa taubaa

taubaa merii javaanii sautan ban ga_ii aaj tumhaarii
he ku.nvaarii ku.Dii mai.n huu.n ku.nvaarii
he ku.Dii ku.nvaarii banii dushman tumhaarii
he ku.nvaarii ku.Dii rah ga_ii ku.nvaarii
ku.Dii ku.nvaarii banii dushman hamaarii

huu.n apanii to u.D ga_ii hai ni.ndiyaa kyuu.n tuune chamakaa dii bi.ndiyaa
mai.n huu.N jiije kii saalii usakii aadhii gharavaalii
teraa balamaa meraa jogii vo mere prem kaa rogii
saiyaa.n teraa dilavaalaa vo hai meraa matavaalaa
tere sajan kii banuu.ngii raanii tuu bharegii meraa paanii
are naa jaane kab Talegii apane sar se ye biimaarii
he ku.nvaarii ku.Dii mai.n \threedots

dekh dekh tujhe haay dil dha.Dake ko_ii na dekhaa tujhase ba.Dhake
tum sab ho merii sakhiyaa.n naa mujhe dikhaa_o a.nkhiyaa.n
kyuu.n hotii ho bekaabuu karo miyaa.n ko apane kaabuu
tum unakaa dil bahalaa_o ban Than ke unhe.n rijhaa_o
ik baat hai siidhii saadii nahii.n karanii mujhako shaadii
kahii.n nahii.n jaanaa hai mujhako mai.n bhaiyaa kii pyaarii
he ku.nvaarii ku.Dii mai.n \threedots

o o merii bahanaa phuulo.n kii Daalii
terii bagiyaa kaa mai.n huu.N maalii
tuu hai meraa rakhavaalaa ba.De naaz se tuune paalaa
dil aaj talak naa bhuulaa terii baahe.n thii meraa jhuulaa
tuu merii umar bhii jii le tere haath karuu.ngaa piile
mai.n tere pyaar kaa aadii par karanii hai terii shaadii
are isii saal sasuraal tuu jaane kii karale taiyarii
he ku.nvaarii ku.Dii mai.n \threedots

he diivaanii ye la.Dakii hai diivaanii
are banegii ik din apane raajaa kii raanii
he diivaanii tuu la.Dakii hai diivaanii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khilaa.Dii ##international## khilaa.Dii}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##He is a lover. He is a killer.##
khilaa.Dii khilaa.Dii ##international## khilaa.Dii
golii maar yaa kar le pyaar
##It's a game of love and love is war.##
khilaa.Dii khilaa.Dii \threedots

is pyaar kii khaatir haa.n khel mai.n kheluu.n
yaa jaan mai.n de duu.n yaa jaan mai.n le luu.n
jab aa.Nkh la.Daa_e aa.Nkh la.Daa_e
baaho.n me.n kas luu.n kas luu.n
jo ho.nTh milaa_e mai.n usako Das luu.n
khilaa.Dii khilaa.Dii \threedots

haa.n dil ko luuTuu.n mai.n ek luTeraa
dil luuT liyaa hai par tuune meraa
sab jhuk jaate hai.n jhuk jaate hai.n
jab mai.n aataa huu.N mai.n aataa huu.N
bas pyaar ke aage mai.n jhuk jaataa huu.N
khilaa.Dii khilaa.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaar mai.nne ik sapanaa dekhaa}%
\film{International Khilaadi}%
\year{1999}%
\starring{Akshay Kumar, Twinkle Khanna}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

huu.n huu.n yaar maine ik sapanaa dekhaa
sapane me.n tujhe apanaa dekhaa
ho yaar maine ik \threedots

pyaar kaa jaaduu dil pe chalate dekhaa
khud se baate.n khud ko maine karate dekhaa
are pyaar kii ujalii ujalii ye raahe.n dekhii.n
duur duur tak phailii terii baahe.n dekhii.n
mat puuchho maine tujhako kitanaa dekhaa
haa.N sapane me.n tujhe \threedots

aa.Nkho.n ko aa.Nkho.n se maine la.Date dekhaa
nazaro.n kii titalii ko maine u.Date dekhaa
o dil ko dil se maine Takaraate dekha
in baaho.n me.n tujhako maine aate dekhaa
pahale pyaar kaa pahalaa pahalaa sapanaa dekhaa
sapane me.n tujhe \threedots

mere sapano.n me.n aa ke mujhe tarasaa_egii tuu
merii nii.nde.n u.Daa ke mujhe ta.Dapaa_egii tuu
magar dil meraa kahataa hai kabhii to aa_egii tuu
merii ho jaa_egii tuu
haa.N yaar maine ik \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
