% ISB File: Ishaara_1964.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chal mere dil laharaa ke chal}%
\film{Ishaara}%
\year{1964}%
\starring{Joy Mukherjee, Vyjayantimala, Subhiraj, Azra}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10943 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

chal mere dil laharaa ke chal mausam bhii hai vaadaa bhii hai
unakii galii kaa faasalaa tho.Daa bhii hai zyaadaa bhii hai
chal mere dil \threedots

mai.n huu.N raahii pyaar kaa raahii merii ma.nzil pyaar kii galiyaa.N
dil me.n basii hai husn kii suurat aa.Nkho.n me.n diladaar kii galiyaa.N
chal mere dil \threedots

usakii chaahat usakii tamannaa ho to ho bekaar kaa sapanaa \-2
ghar se nikalanaa yaar se milanaa ye to kaar\-o\-baar hai apanaa \-2
chal mere dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil beqaraar saa hai}%
\film{Ishara}%
\year{1964}%
\starring{Joy Mukherjee, Vyjayantimala}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dil beqaraar saa hai, mujh ko Kumaar saa hai
jab se tujhe dekhaa sanam
haay! dil beqaraar saa hai \threedots

mausam nashe me.n chuur hai
kuchh pii ke aayii hai ghaTaa
bas kuchh na puuchho aaj kyaa
paiGaam laayii hai ghaTaa
ab mai.n ne jaanaa pyaar kyaa hai terii zulfo.n kii qasam
dil beqaraar saa hai \threedots

haatho.n me.n aa.Nchal thaam ke
vo mu.Nh chhupaane kii adaa
diivaanaa kar degaa hame.n
vo muskuraane kii adaa
ab mai.n new jaanaa pyaar kyaa hai terii ho.nTho.n kii qasam
dil beqaraar saa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
