% ISB File: Jaagriti_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_egaa aa_egaa bichha.Daa yaar hamaaraa}%
\film{Jaagriti}%
\year{1992}%
\starring{Salman Khan, Karisma Kapoor}%
\singer{Kavita Subramaniam, Abhijit, Suresh Wadekar}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

a, su \:	aa_egaa aa_egaa bichha.Daa yaar hamaaraa \-2
	khii.nch ke usako laa_egaa ik din pyaar hamaaraa
	aa_egaa aa_egaa \threedots

	haare.nge ham naa ummiide.n apanii kaise rahegaa harapal a.Ndheraa
	bikharegaa ik din har\-suu ujaalaa rainaa Dhalegii hogaa saveraa
	is dil kaa vo aramaan hai ham jism hai.n vo jaan hai
	bichha.De.nge phir naa kabhii ham dobaaraa
	aa_egaa aa_egaa \threedots

ka \:	usakii mohabbat dil me.n basii hai usake li_e hai ye zi.ndagaanii
	usakaa lahuu hai merii rago.n me.n hai paas mere usakii nishaanii
	mar\-mar ke bhii jiitii rahii ashqo.n ko mai.n piitii rahii
	u.Ngalii pe gin\-gin ke din hai guzaaraa
a, su \:	aa_egaa aa_egaa \threedots

% Part 2:

a, su \:	aa gayaa aa gayaa bichha.Daa yaar hamaaraa \-2
	khii.nch ke usako laayaa hai din pyaar hamaaraa
	aa gayaa aa gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jalane vaale to jalate rahe.nge}%
\film{Jaagriti}%
\year{1992}%
\starring{Salman Khan, Karisma Kapoor}%
\singer{Chitra, S P Balasubramaniam}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jalane vaale to jalate rahe.nge haath ko apane malate rahe.nge
khul ke kare.nge ham pyaar chik dum

bas terii aarazuu hai aap hai.n nigaaho.n me.n chiki dum
apanii yo zi.ndagii hai yaar terii baaho.n me.n
tere binaa naa jiinaa ga.nvaaraa
dekhaa diladaar tujhako pyaar me.n hai dil haaraa
jalane vaale to \threedots

shamaa huu.N mai.n terii aur tuu meraa paravaanaa hai chiki dum
majanuu.n raa.njhe kaa naa farahaad kaa zamaanaa hai chiki dum
aajaa inhe.n ham aise jalaa_e.n
diivaano.n kii kabhii bhii raah me.n naa ye aa_e.n
jalane vaale to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{om he paramapitaa parameshvar aisii jaagrati paidaa kar}%
\film{Jaagriti}%
\year{1992}%
\starring{Salman Khan, Karisma Kapoor}%
\singer{Sadhana Sargam, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

om he paramapitaa parameshvar aisii jaagrati paidaa kar
hi.nsaa kii aag bujh jaa_e antar me.n pyaar laharaa_e
paramapitaa parameshvar \threedots

bhaa_ii chaare kii baat chale phir puujaa ho maanavataa kii 
duniyaa me.n nayaa saveraa ho Dhale raat ye daanavataa kii
vo raam raajy phir aa_e antar me.n prem laharaa_e
paramapitaa parameshvar \threedots

khushahaalii ke din ho.n sadaa ko_ii nirdhan anaath naa hove
ga.ngaa jamunaa kii dharatii par har maanav sukuun se sove
jab ko_ii bhii duHkh paa_e antar me.n prem laharaa_e
paramapitaa parameshvar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{peru vaalaa ... ham saare bekaar karane chale vyaapaar}%
\film{Jaagriti}%
\year{1992}%
\starring{Salman Khan, Karisma Kapoor}%
\singer{Kavita Subramaniam, Abhijit, Jolly Mukherjii}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

peru vaalaa chiikuu chiikuu chiikuu chiikuu
peru vaalaa ##ice cream##
ham saare bekaar karane chale vyaapaar
aaj yahii.n kismat se kahii.n mil jaa_e khariidaar
ham saare bekaar \threedots

ye meraa peruu jo khaa_egaa vo ##health## apanaa banaa_egaa \-2
isame.n ##vitamin## hai ##A B C D##
ye svaad vaalaa hai ##W X Y Z##
apanaa ye peruu to are sabase niraalaa hai
kahanaa meraa maano isake guN tum jaano
ek baar jo khaa_oge to khaa_oge tum sau baar sau baar
ham saare bekaar \threedots

ye meraa chiikuu jo khaataa hai duniyaa ke Gam bhuul jaataa hai
##certainly definitely##
ye meraa chiikuu jo khaataa hai duniyaa ke Gam bhuul jaataa hai
achchhaa hai chhoTaa hai ##small  small but sweet##
dekho to kaisaa hai ##made in india##
jaapaanii la.Dakii ke gaalo.n ke jaisaa hai
aa_o paape aa_o isako chakhate jaa_o
aisaa ko_ii phal hii nahii.n ye hai mazedaar mazedaar
ham saare bekaar \threedots

##ice cream, cuetream, would all scheme for icre cream tutty fruity, tutty fruity##
##venila, milk food, hundred percent casaata, taa taa## gudagudaa
gale ko Tha.nDak de he de he
garmii duur kare
jo naa khaa_e ise baiThaa aah bhare
do rupa_e kii ##ice cream## khilaa_o
kisii hasiinaa ko tum paTaa_o

are idhar aa_o idhar aa_o janaab isakaa ##ice cream## hai kharaab
ye to gal jaa_egaa ye pighal jaa_egaa

isakaa chiikuu hai kharaab
ye to phaT jaa_egaa ye to kaT jaa_egaa

isakaa peruu hai kharaab
ye to sa.D jaa_egaa ye biga.D jaa_egaa

are haa haa haa haa teraa chiikuu hai bekaar
teraa peruu hai bekaar
teraa ##ice cream## hai bekaar
tum dono.n ho bekaar
abe jaa be jaa churaake laayaa peruu
abe chup chup chor kise bolataa hai
teraa baap chor teraa puuraa khaanadaan chor hai are chup

ka \:	( tum saare bekaar
	tum kyaa karoge vyaapaar ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
