% ISB File: Jaal_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chorii chorii merii galii aanaa hai buraa}%
\film{Jaal}%
\year{1952}%
\starring{Dev Anand, Gita Bali}%
\singer{Lata, chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: SDB Series #28

\printtitle
#indian

chorii chorii merii galii aanaa hai buraa
- a_ig
aa ke binaa baat kiye jaanaa hai buraa
- a_ig!

achchhe nahii.n ye ishaare
pe.Do.n tale chhup\-chhupaake
aao na do baate.n kar le.n
nazaro.n se nazare milaa ke
din hai.n pyaar ke, mauj bahaar ke
dekho bhole bhaale dil ko ta.Dapaanaa hai buraa
chorii chorii merii galii aanaa hai buraa \threedots

dil aa gayaa hai to pyaare
badanaam hone kaa Dar kyaa?
ishq\-o\-vafaa kii galii me.n
duniyaa ke Gam kaa guzar kyaa?
din hai.n pyaar ke, mauj bahaar ke
dekho bhole bhaale dil ko ta.Dapaanaa hai buraa
chorii chorii merii galii aanaa hai buraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa}%
\film{Jaal}%
\Year{1952}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali}%
\singer{Kishore, Geeta, Poornima}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Comments:SDB Series # 68
%                   aka Sun Mere Bandhu Re
% Date: 30 October 2002

\printtitle
#indian

%Kishore
    (de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa) \2
%Geeta
    are, chho.Do bhii
    (chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa) \2

%K
    (ek nazar me.n haar chuke hai.n dil ko) \2
    terii adaa pe vaar chuke hai.n dil ko
    ajii mushkil hai ab lauT ke aanaa dil kaa
%G
    jaa jaa jaa
    chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa

%G
    (mu.nh dho le o jaal bichhaane waale) \2
    ham nahii.n in baato.n me.n aane waale
    khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa
%K
    are, de bhii chuke ham dil nazaraanaa \threedots
%G
    \threedots dil kaa

%K
    (chhiin ke dil aashiq kaa mukarane waale) \2
    are, mar jaae.nge tujh par marane waale
    haay, chho.D bhii de zaalim ta.Dapaanaa dil kaa
%G
    jaa jaa
    chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa

%G
    (Daalii Daalii phirate hai.n harajaaii) \2
    lobhii bha.Nvaro.n ne kab priit nibhaaii
    yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa
%K
    haae, de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa
%G
    yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa
    khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa
    chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ha.Ns le gaa le ... kaisii ye jaagii agan}%
\film{Jaal}%
\Year{1952}%
\starring{Devanad, Geeta Bali, Poornima}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Credits:Satish Kalra
% Comments:SDB Series # 67
%                   aka Sun Mere Bandhu Re

\printtitle
#indian

%chorus
ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai
kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai
%Lata
kaisii ye jaagii agan

%Lata
(duur kahii.n ek taaraa karataa hai ye ishaaraa)\2
jiit hai aaj usii kii jis ne sab kuchh haaraa
siine me.n tuufaa.n hai jalane kaa aramaa.N hai
kaisii ye jaagii agan

%chorus
ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai
kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai
%Lata
kaisii ye jaagii agan
%chorus
maariiyaa \threedots

%Lata
(duur nagariiyaa terii, rastaa hai anajaanaa )\2
raah me.n milane waale, raah me.n chhoD na jaanaa
siine me.n tuufaa.n hai, jalane kaa aramaa.N hai
kaisii ye jaagii agan

%chorus
ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai
kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai
%Lata
kaisii ye jaagii agan
%chorus
maariiyaa \threedots

%Lata
to.D ke naate saare chalii huu.N un ke dvaare
ghar aa.Ngan se kahiyo ab naa mujhe pukaare
siine me.n tuufaa.n hai, jalane kaa aramaa.N hai
kaisii ye jaagii agan, lagii hai dil me.n lagan

%chorus
siine me.n tuufaa.n hai, jalane kaa aramaa.N hai
kaisii ye jaagii agan
ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai
kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai
maariiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pighalaa hai sonaa duur gagan par}%
\film{Jaal}%
\year{1952}%
\starring{Devanad, Geeta Bali, Poornima}%
\singer{Lata, chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Mar 15, 2001

\printtitle
#indian

l: pighalaa hai sonaa duur gagan par
fail rahe.n hai.n shaam ke saaye

ko: bhagavan tere sundar rachanaa kitanii pyaarii hai
terii mahimaa ke guN gaataa har nar\-naarii hai

l: khaamoshii kuchh bol rahii hai.n
bhed anokhe khol rahii hai.n
pa.nkh pakhe.ruu soch me Gum hai.n
pe.D kha.De hai sir jhukaa_e
pighalaa hai sonaa \threedots

dhu.ndale dhu.ndale mast nazaare.n
u.Date baadal mu.Date dhaare
chhup ke nazar se jaane ye kis ne
hasaratii ye khel rachaa_e
pighalaa hai sonaa \threedots

ko_ii bhii uThataa raaz na jaane
ek haqiiqat laaK fasaane
ek hii jalavaa shaam savere
bhes badal kar saamane aa_e
pighalaa hai sonaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{soch samajh kar dil ko lagaanaa}%
\film{Jaal}%
\year{1952}%
\starring{Devanad, Geeta Bali, Poornima}%
\singer{Geeta}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

soch samajh kar dil ko lagaanaa
dekho buraa hai zamaanaa
bholii suurat kaa dhokhaa na khaanaa
dekho buraa hai zamaanaa
soch samajh kar dil ko lagaanaa
dekho buraa hai zamaanaa

dhokhaa naa khaanaa \-3
naa naa naa na naa

pyaar kii galii me.n dil waalo
jaanaa zaraa sambhal sambhal ke
phirate hai.n chor luTere
raste me.n bhes badal ke

dhokhaa naa khaanaa jii dhokhaa naa khaanaa
dekho buraa hai zamaanaa
soch samajh kar dil ko lagaanaa
dekho buraa hai zamaanaa

dhokhaa naa khaanaa \-3
naa naa naa na naa

duniyaa ke is baazaar me.n
tan kii hai man kii pyaas nahii.n
husn ke is gulzaar me.n
ra.ng hii ra.ng hai.n baas nahii.n

dhokhaa naa khaanaa jii dhokhaa naa khaanaa
dekho buraa hai zamaanaa
soch samajh kar dil ko lagaanaa
dekho buraa hai zamaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye raat ye chaa.Ndanii phir kahaa.N}%
\film{Jaal}%
\year{1952}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, K. N. Singh}%
\singer{Lata, Hemant}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% 	Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

% Lata Version:

ye raat ye chaa.Ndanii phir kahaa.N, sun jaa dil kii daastaa.n
chaa.Ndanii raate.n pyaar kii baate.n kho gayii jaane kahaa.N
ye raat ye chaa.Ndanii phir kahaa.N, sun jaa dil kii daastaa.n

aatii hai sadaa terii TuuTe hue taaro.n se
aahaT terii sunatii huu.N khaamosh nazaaro.n se
bhiigii havaa, uma.Dii ghaTaa kahatii hai terii kahaanii
tere liye bechain hai sholo.n me lipaTii javaanii
siine me bal khaa rahaa hai dhuaa.n, sun jaa dil kii daastaa.n
ye raat ye chaa.Ndanii phir kahaa.N, sun jaa dil kii daastaa.n

laharo.n ke labo.n par hai.n khoye hue afasaane
gulazaar ummiido.n ke sab kho gaye viiraane
teraa pataa paauu.n kahaa.N suune hai.n saare Thikaane
jaane kahaa.N gum ho gaye jaake vo agale zamaane
barabaad hai aarazuu kaa jahaa.N, sun jaa dil kii daastaa.n
daastaa.n daastaa.n daastaa.n

% Hemant Version:

ye raat ye chaa.Ndanii phir kahaa.N
sun jaa dil kii daastaa.N
ye raat\threedots

pe.Do.n kii shaakho.n pe soii soii chaa.Ndanii
tere khayaalo.n me.n khoii khoii chaa.Ndanii
aur tho.Dii der me.n thak ke lauT jaaegii
raat ye bahaar kii phir kabhii na aaegii
do ek pal aur hai ye samaa, sun jaa\threedots

laharo.n ke ho.nTho.n pe dhiimaa dhiimaa raag hai
bhiigii havaao.n me.n Tha.nDii Tha.nDii aag hai
is hasiin aag me.n tuu bhii jalake dekhale
zi.ndagii ke giit kii dhun badal ke dekhale
khulane de ab dha.Dakano.n kii zubaa.N, sun jaa\threedots

jaatii bahaare.n hai.n uThatii javaaniyaa.N
taaro.n ke chhaao.n me.n pahale kahaaniyaa.N
ek baar chal diye gar tujhe pukaarake
lauTakar na aae.nge qaafile bahaar ke
aajaa abhii zi.ndagii hai javaa.N, sun jaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zor lagaa ke ha_i yaa pair jamaa ke}%
\film{Jaal}%
\year{1952}%
\starring{Devanad, Geeta Bali, Poornima}%
\singer{Geeta, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11916 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

gii \:	o o hoy

ko \:	ho ho ho ho
	he he he he

gii \:	hoy
	zor lagaa ke 
ko \:	ha_i yaa
gii \:	pair jamaa ke
ko \:	ha_i yaa
gii \:	jaan la.Daa ke
ko \:	ha_i yaa

gii \:	zor lagaa ke 
	pair jamaa ke
	jaan la.Daa ke

ko \: ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i

gii \:	o
	aa.Ngan me.n baiThii hai machheran terii aas lagaaye
ko \:	haay terii aas lagaaye
gii \:	aramaano.n aur aashaa_o.n ke laakho.n diip jalaaye
ko \:	laakho.n diip jalaaye

gii \:	aa.Ngan me.n baiThii hai machheran terii aas lagaaye
	aramaano.n aur aashaa_o.n ke laakho.n diip jalaaye
	bholaa bachapan rastaa dekhe mamataa Kair manaaye
	zor lagaa ke phe.nk machhere Dhiil naa aane paaye

ko \:	ha_i yaa ha_i yaa
	zor lagaa ke 
	ha_i yaa
	pair jamaa ke
	ha_i yaa
	jaan la.Daa ke
	ha_i yaa

gii \:	zor lagaa ke 
	pair jamaa ke
	jaan la.Daa ke

ko \:	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i

gii \:	o
	janam\-janam se apane sar par tuufaano.n ke saaye
ko \:	tuufaano.n ke saaye
gii \:	lahare.n apanii hamajolii hai.n aur baadal hamasaaye
ko \:	aur baadal hamasaaye

gii \:	janam\-janam se apane sar par tuufaano.n ke saaye
	lahare.n apanii hamajolii hai.n aur baadal hamasaaye
	priit kaa jaam hai jiivan apanaa kyaa sardii kyaa garmii
	apanii himmat kabhi naa TuuTe rut aaye rut jaaye

ko \:	ha_i yaa ha_i yaa
	zor lagaa ke 
	ha_i yaa
	pair jamaa ke
	ha_i yaa
	jaan la.Daa ke
	ha_i yaa

gii \:	are
	zor lagaa ke 
	pair jamaa ke
	jaan la.Daa ke

ko \:	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i
	ha_i yaa ha_i

gii \:	o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
