% ISB File: Jaalsaaz_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{to.Do na dil beqaraar kaa}%
\film{Jaalsaaz}%
\year{1959}%
\starring{Kishore, Mala Sinha}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/26/1996

\printtitle
#indian

ki: araaraaraaraaraa to.Do na dil beqaraar kaa
    maan jaao jii, chho.Do yah dillagii	\-2
    le bhii lo pahalaa tohfaa yah pyaar kaa
    araaraaraaraaraa to.Do na dil beqaraar kaa

aa: kaahe ko ham 		(ki: haa.N, haa.N?)
    lete phire.n		(ki: aaii.n?)
    tohfe tumhaare
    jhukate mere qadamo.n pe hai.n chaa.Nd sitaare

ki: yah to bataa		(aa: kyaa?)
    kab tak teraa
    dard sahaa re, biite yuu.N hii
    ab ke binaa merii bahaare.n
aa: biit jaane do mausam bahaar kaa

ki: araaraaraaraaraa to.Do na dil beqaraar kaa
    maan jaao jii, chho.Do yah dillagii
    maan jaao jii		(aa: haTo jii)
    chho.Do yah dillagii
    le bhii lo pahalaa tohfaa
    yah pyaar kaa		(aa: ai haTo)

aa: mai.nne kabhii		(ki: huu.N?)
    dekhaa nahii.n		(ki: huu.N huu.N)
    pyaar se tumako
    is pyaar kaa, aae yakiin kabhii na hamako

ki: ham tum mile		(aa: kyaa?)
    cha.Ndaa tale		(aa: ahaa haa)
    yaad hai tumako, us raat kA	(aa: na na na)
    i.ntazaar hai tabhI se tumako
aa: phir to jii kaaTo din i.ntazaar kaa
ki: urr\threedots ai\threedots
    aaiko poro.n italaabitalaa maitaaporo.nko (???)
    maan jaao jii, chho.Do yah dillagii	\-2
    le bhii lo pahalaa tohfaa yah pyaar kaa
    araaraaraaraaraa to.Do na dil beqaraar kaa
aa: jaa\threedots

aa: jaa jaa abhii o jaaduugar, aur kabhii mil
    Daalo na jii, aisii nazar, dha.Dak uThaa dil

ki: aisaa na ho, chal duu.N kahii.n
    khulake zaraa mil, le le ise
    bas me.n nahii.n, sanam meraa dil
aa: kyaa karuu.n mai.n aise beqaraar kaa
ki: urr\threedots urr\threedots
    maan jaao jii, chho.Do yah dillagii \-2
    le bhii lo pahalaa tohfaa yah pyaar kaa
aa: na na na \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
