% ISB File: JaanEJaan_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tere binaa mai.n kuchh bhii nahii.n}%
\film{Jaan-E-Jaan}%
\year{1982}%
\starring{Neetu Singh, Randhir Kapoor, Ajit, Bindu}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Shalini Razdan
% Transliterator: Surajit A. Bose
% Date: July 2, 2001
% Comments: GEETanjali series

\printtitle
#indian

##Chorus:##
tere binaa mai.n kuchh bhii nahii.n huu.N
mere binaa tuu kuchh bhii nahii.n

##Kishore:##
(ho tere binaa mai.n kuchh bhii nahii.n huu.N
mere binaa tuu kuchh bhii nahii.n) \-2
chalate chalate mil jaaye dhaaraa se jo dhaaraa
milate milate vaise hii mil jaaye dil se dil yaaraa
tere binaa \threedots

##Kishore:##
dil se badalaa apane dil me.n pyaar basaa \-2
ho jaa kisiikaa tuu yaa phir apanaa koii banaa
usakaa jiinaa bhii kyaa hai jiivan se jo haaraa \-2
tere binaa \threedots

##Asha:##
duniyaa ye duniyaa apanii nahii.n hai
ham to chale hai.n aur kahii.n

##Asha:##
hogii ba.Dii hasii.n duniyaa apane liye nahii.n \-2
ho, diyaa jo duniyaa ne vo ham chho.Dake aaye kahii.n
apanaa haal to aisaa hai badalii me.n ho taaraa \-2
duniyaa ye duniyaa apanii nahii.n hai
ham to chale hai.n aur kahii.n

##Chorus:##
tere binaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye din to hai mubaarak ... ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa}%
\film{Jaan-E-Jaan}%
\year{1983}%
\starring{Randhir Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Audio On: Polydor
% Contributor: Asif Alvi
% Transliterator: Asif Alvi
% Date: 23 Sep 2004
% Series: THGHT
% Comments: This film was originally released in 1974 as Nikamma, then released in 1980 as Jaan-E-Jaan
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ye din to hai mubaarak
is din ko naam kyaa duu.N
mushkil mai.n pa.D gayaa huu.N
tujhe kaun sii du_aa duu.N

ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa
ko_ii piital kaa parawaanaa
do naino.n kaa maaraa leke
aayaa dil kaa nazaraanaa
ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa

anamol jiivan kaa har pal hasii.n hogaa 
aajaa jale.nge milake
ho ulfat kii raaho.n chaahat kii baaho.n me.n 
aramaa.n khile.nge dil ke
pyaar du_aa hai pyaar dawaa hai
pyaar ko yuu.N naa Thukaraanaa
do naino.n kaa maaraa leke
aayaa dil kaa nazaraanaa

ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa

parawaane kii zi.ndagii to rahegii sadaa hii
shamaa.n ke bas me.n
diiwaane ko bin jalaaye tuu chalii naa jaanaa
nibhaanaa rasme.n
dekh shuruu hone se pahale
Katm naa ho jaaye afasaanaa
do naino.n kaa maaraa leke
aayaa dil kaa nazaraanaa

ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa
ko_ii piital kaa parawaanaa
do naino.n kaa maaraa leke
aayaa dil kaa nazaraanaa
ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
