% ISB File: JaanHatheliPe_1987.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{unape sadake dil\-o\-jaa.N kar baiThe hai.n}%
\film{Jaan Hatheli Pe}%
\year{1987}%
\starring{Dharmendra, Jeetendra, Hema Malini, Rekha, Raj Babbar, Mazhar Khan}%
\singer{Suresh Wadekar, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11635 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	unape sadake
su \:	unape sadake dil\-o\-jaa.N kar baiThe hai.n
	is shauq\-e\-junuu.N me.n jiite\-jii mar baiThe hai.n
la \:	dekhaa\-dekhaa hai jab se tab se
	unako ham sajadaa kar baiThe hai.n
	unape sadake dil \threedots
su \:	dekhaa\-dekhaa hai \threedots

la \:	mahabuubaa meraa saayaa hai aise betaab dil me.n mehamaan banake
	utaraa falaq se ko_ii farishtaa zamii.n pe insaan ban ke
	Kvaabo.n se ham daaman bhar baiThe hai.n
su \:	dekhaa\-dekhaa hai \threedots
la \:	dekhaa\-dekhaa hai \threedots

su \:	jaaen kahaa.N kii ek adaa pe dono jahaa.N ko vaar diyaa hai
	maut use kyaa maaregii jisako nazar ne maar diyaa hai
	marane kaa kyaa samaa.N dhar baiThe hai.n
la \:	dekhaa\-dekhaa hai \threedots

	unake sitam ko ga.Nvaaraa kare.nge
	unake karam ko sahaaraa kare.nge
su \:	jaan rahe yaa jaan se jaa_e.N
	mar ke bhii vaadaa nibhaayaa kare.nge
do \:	unase aisaa vaadaa kar baiThe hai.n
	dekhaa\-dekhaa hai \threedots
la \:	dekhaa\-dekhaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
