% ISB File: JaanamSamjhaaKaro_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##love## hu_aa ab ye na puuchho ke kab hu_aa}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##love## hu_aa
ab ye na puuchho ke kab hu_aa
he ##love## hu_aa
hamako khabar hai ye kab hu_aa
kab hu_aa
dono.n ne chaahaa ye tab hu_aa
ye Kvaab hasii.n ye aramaa.n javaa.n
le jaa_e.n mujhe kyaa jaane kahaa.n
ab duur talak ai jaan\-e\-jahaa.n
jaa_egaa ye silasilaa
##love## hu_aa \threedots

ko_ii khyaalo.n me.n kyuu.n aise dekhe mujhe
o aaj ye hai baat kyaa jaise tuu meraa lage
ye terii adaa ye husn javaa.n
le jaa_e.n mujhe ab jaane kahaa.n
ab duur talak \threedots

ab hai tere dil me.n kyaa mai.n bhii zaraa jaan luu.n
apanii to ye mauj hai tuu jo kahe maan luu.n
mai.n chaahuu.n mujhe tuu pyaar kare
ik baar nahii.n sau baar kare
ab duur talak ai yaar mere
jaa_egaa ye silasilaa
##love## hu_aa \threedots

##I think it's happening##
kyaa ##happening##
##love. love is happening##
##I love you##
##I love you, too##
##love## hu_aa ##love## hu_aa ##love## hu_aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aayo re goriyo.n kaa dil churaane ... bol ##baby## bol}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Ila Arun, Annu Malik, Kamaal Khan, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aayo re aayo re ##oh yeah come on##
aayo re aayo re aayo re aayo re
aayo re aayo re aayo re aayo
goriyo.n kaa dil churaane aayo hai aayo
##I was made for loving you baby## kyaa khyaal hai bol
##you are made for loving me baby## kyaa khyaal hai bol
bol ##baby## bol bol bol bol o ##baby## bol
bol bol bol bol bol

duniyaa vaalo.n ko jaanii hone de tirachhaa baa.nkaa
ham tumako dil de baiThe tuu denaa dil kaa Taa.nkaa
kyuu.nki
##I was made for## \threedots
are aayo re \threedots

chorii chorii kisali_e mile.n ham tum sanam
kisali_e nahii.n kare.n mauj mazaa khul khul ke ham
ho.nTho.n kaa kaam o yaa yaa
ho.nTho.n se le o yaa
dil kii girah mil ke khol
taubaa taubaa
dil meraa le ga_ii tuu
##I was made for## \threedots
are aayo re \threedots

rahii ye javaanii bhalaa kisakii hameshaa merii manachalii
dilabar sab yahii pal do pal kii hai dillagii
ye ishq vishq to o yaa yaa
aajakal o yaa
sab jhuuTh hai sab hai jo
taubaa taubaa
haay mai.n kyaa karuu.n
##I was made for## \threedots
are aayo re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisii ne hamase kiyaa hai jabase vo ek vaadaa haay}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa huu.n
kisii ne hamase kiyaa hai jabase vo ek vaadaa haay
na puuchho dil ne kiyaa hai kyaa kyaa hasii.n iraadaa haay
kaise suhaane sapane.n saje hai.n
dil kii Dagar me.n taare bichhe hai.n
aage kyaa ho ye hai kisako pataa
kisii ne hamase \threedots

merii nazar jab unase la.Degii
halachal sii kuchh dilame.n pa.Degii
pahale zaraa ruk ruk ke chaluu.ngii
baad me.n ikadam khul ke miluu.ngii
aisaa karuu.ngii vaisaa karuu.ngii
aur naa jaane kyaa kyaa karuu.ngii
tum hii socho zaraa
ha_iiyaa ho ha_iiyaa ho
ha_iiyaa ho are ha_iiyaa ho
kisii ne hamase \threedots

aakhir mujhe vo kyuu.n dil me.n laayaa
pyaar nahii.n hai to kyuu.n bulaayaa
izzat merii ab har dil me.n hogii
chaahat merii har mahafil me.n hogii
vaisii huu.n mai.n bhii jaisii jo chaahe
bekaar me.n dil dha.Dake hai kaahe
sab ye bharam hai meraa
ha_iiyaa ho ha_iiyaa ho
ha_iiyaa ho are ha_iiyaa ho
kisii ne hamase \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n la.Dakii akelii ... ko_ii bole}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Hema Sardesai, Annu Malik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o o o o o
o o o o o
mai.n la.Dakii akelii akelii akelii
piichhe pa.De la.Dake sau ##daily##
are baabaa re baabaa la.Dakii akelii akelii

ko_ii bole chalatii hai kyaa
chal chal chal chalatii hai kyaa
ko_ii bole Daratii hai kyaa
Dar Dar Dar Daratii hai kyaa
sab bole to bole tuu hai ik pahelii
ye la.Dake ye la.Dake

jaane naa do la.Dakii ko chuum lo
ye la.Dakii chuum chuum ke mastii me.n jhuum lo
ye suurat bhii chiiz hai kyaa
mai.n apanii adaa me.n pha.ns ga_ii
jin zulfo.n me.n duniyaa ba.ndhii
mere hii gale me.n Das ga_ii
ko_ii bole sunatii hai kyaa
sun sun sun sunatii hai kyaa
ko_ii bole basatii hai kyaa
bas bas bas basatii hai kyaa
sab bole to bole \threedots
mai.n la.Dakii akelii \threedots
jaane mat do \threedots

ye maanaa ke tum hamase kheloge nikal jaa_oge are re
par ik baar agar phisale to phisale chale hii jaa_oge he
ko_ii bole sunatii hai kyaa
sun sun sun sunatii hai kyaa
ko_ii bole basatii hai kyaa
bas bas bas basatii hai kyaa
sab bole to bole \threedots
are baabaa re baabaa la.Dakii akelii akelii
mai.n la.Dakii akelii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o o o chaa.Ndanii aayaa hai teraa diivaanaa}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o o o chaa.Ndanii aayaa hai teraa diivaanaa
o o o chaa.Ndanii suno to jaan\-e\-jaanaa.n
par ye to bataa mujhe chaa.Ndaniyaa
ye kaise hu_aa merii chaa.Ndaniyaa
kahii.n chain na de mujhe dil kii lagii
tere piichhe phire li_e dil kii lagii
ruk to kahaa.n chalii
o o o chaa.Ndanii \threedots

kyuu.n ho khafaa itane ai huzuur
hamase kaho ho gayaa kyaa kusuur
bolo kuchh to bolo laharaatii merii daaminii ho
haay haay par ye to bataa \threedots

haay ye samaa.n jaise khvaabo.n kii zamii.n
milake chalo kho na jaanaa tum kahii.n
varanaa phirogii rotii akelii merii kaaminii ho
haay haay par ye to bataa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paagal mujhe kar diyaa kyaa jaanam samajhaa karo}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Hema Sardesai, Annu Malik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##who is she? who is that guy##
##with lovely eyes. she has got some smile##
##what is her name I wanna know##
##she makes my heart go boom boom boom##

paagal mujhe kar diyaa kyaa
jaanam samajhaa karo jaanam samajhaa karo
kahane ke li_e hai.n kitane yahaa.n
lekin iname.n ye baat kahaa.n
kaisii baate.n ajii kaise hasii.n
zaraa khulake bataa mai.n samajhii nahii.n
paagal mujhe kar \threedots

jaan\-e\-jaa.n dekho to idhar
kyaa tumako aataa hai nazar
sach kahanaa tumhe.n apanii kasam
lagataa huu.n kyaa mai.n jhuuThaa sanam
kahatii hai ye dil kii pukaar
sunatii huu.n mai.n roz hii yaar
jaane bhii de kyuu.n banatii hai
mujhako Gairo.n me.n kyuu.n ginatii hai
pahale pal duujaa saa lage
duuje pal me.n apanaa lage
aa_e yahaa.n tak to yaar kyaa
jaanam samajhaa karo \threedots

tum mujhako achchhe bhii lage
baato.n ke sachche bhii lage
phir bhii dil to Darataa hai
dhakadhak dhakadhak karataa hai
Dar kyaa jab hai saath meraa
haatho.n me.n hai haath meraa
Dar hai tum vaadaa to.D na do
raste me.n mujhe chho.D na do
mar bhii jaa_e.n to kyaa Gam hai
naa bichha.De.nge dilavaale
hai shahanaa_ii kaa intazaar matalab
jaanam samajhaa karo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sabakii baaraate.n aa_ii.n Dolii tuu bhii laanaa}%
\film{Jaanam Samjhaa Karo}%
\year{1999}%
\starring{Salmaan Khan, Urmila Matondkar}%
\singer{Jaspindar Narula/ Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

ho raa.njhe majiiyaa.n charaa_iiyaa.n
Dolii le ga_e ne ke.De ve lag ga_e nain ave.De
o lag ga_e nain ave.De ve lag ga_e nain ave.De

sabakii baaraate.n aa_ii.n Dolii tuu bhii laanaa
dulhan banaake hamako raajaajii le jaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

chaahaa thaa maine sochaa thaa maine
kyaa kyaa the aramaa.n dil\-e\-naadaa.n ke
aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu aa_e par ko_ii na aayaa
ab to kisii ko bhii apanaa ke hai bulaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

in aa.Nkho.n me.n thii ik raat sajii
haatho.n me.n kabhii chuu.Dii sii bajii
par aa.Nkh khulii to aayaa nazar
naa raat sajii naa chuu.Dii bajii
meraa TuuTaa thaa dil usakii jhanakaar thii
saaraa vo ra.ng thaa mere khuun\-e\-dil kaa
ye to hai ronaa dil kaa kaahe kaa taraanaa
ab to kisii ko bhii apanaa ke hai bulaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

chalo jo bhii hu_aa vo khuub hu_aa
ab har ko_ii mahabuub hu_aa
hai sabake li_e ye raat merii
ab to hai yahii aukaat merii
ha.Ns ke bhiigii palak chamakaanaa hai
suunii baahe.n adaa se laharaanaa hai
Gam khaa ke aa.Nsuu pii ke mahafil me.n gaanaa
ab to kisii ko bhii apanaa ke hai bulaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

%Part 2:

sabakii baaraate.n aa_ii.n Dolii tuu bhii laanaa
dulhan banaake hamako raajaajii le jaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

baa.ndh ke seharaa hamase mil ke
nikale.nge saare aramaa.n dil ke
aa.Nkho.n me.n taare naache.n ghu.nghaTaa yuu uThaanaa
phir hamako haule haule baaho.n me.n chhupaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

apano.n se judaa mai.n hotii hu_ii
kuchh ha.Nsatii hu_ii kuchh rotii hu_ii
jab chho.Duu.ngii baabul kii galii
tumhare a.nganaa aa_uu.ngii chalii
jab tanaman se terii banuu.ngii
gorii ba_iiyaa.n merii dharanaa haule se
meha.ndii vaale haatho.n kii chuu.Dii khanakaanaa
phir haule haule mujhako baaho.n me.n chhupaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

phir bi.ndiyaaa kii sab chaa.Ndaniyaa.n
aur paayal kii sab raaginiyaa.n
tere ghar sa.nsaar me.n luTaa degii
dulhe raajaa terii dulhaniyaa
pahale tum khelanaa mere ra.ng ruup se
phir chun Daalanaa a.ng a.ng kii kaliyaa.n
kore tan ke phuulo.n se sejiyaa sajaanaa
phir haule haule hamako baaho.n me.n chhupaanaa
sabakii baaraate.n aa_ii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
