% ISB File: JaaniDushman_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chalo re Dolii uThaao kahaar}%
\film{Jaani Dushman}%
\year{1979}%
\starring{Sunil Dutt, Shatru, Vinod Mehran, Jeetendra, Rekha, Reena, Yogeeta, Sareeka, Bindiya}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: Andy J. Lucyshyn (ajl@engr.ucf.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Fri Mar 15, 1996
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com)

\printtitle
#indian

chalo re Dolii uThaao kahaar
piiyaa milan kii rut aaii
pii kii nagarii le jaao kahaar
piiyaa milan kii rut aaii

jin naino.n kii tuu hai jyotii
un naino.n se barase motii
daavaa nahii.n hai koii zor nahii.n hai
beTii sadaa hii paraaii hotii
jaldii naihar se le jaao, kahaar
piiyaa milan kii rut aaii

chhaaii hai dekho hariyaalii
aaii hai rut khushiyo.n vaalii
har aashaa parvaan (???) cha.Dhii
din hai dasaharaa raat diivaalii
gale Daal baaho.n kaa haar, kahaar
piiyaa milan kii rut aaii

tan maike man terii nagariyaa
u.D jaauu.N mai.n banake badariyaa
chaa.Nd nagar ko chalii chakorii
pyaasii huu.N milan kii saa.Nvariyaa
mere sapane sajaao, kahaar
piiyaa milan kii rut aaii

suunii pa.Dii bhaiyaa kii havelii
vyaakul bahanaa rah ga_ii akelii
jin sa.ng naachii jin sa.ng khelii
chhuuT ga_ii vo sakhii sahelii
ab na derii lagaao, kahaar
piiyaa milan kii rut aaii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o merii jaa.N bol merii jaa.N}%
\film{Jaani Dushman}%
\year{1979}%
\starring{Sunil Dutt, Shatru, Vinod Mehran, Jeetendra, Rekha, Reena, Yogeeta, Sareeka, Bindiya}%
\singer{Kishore, Anuradha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	o ho ho
	o merii jaan
a:	bol merii jaa.N
	are o merii jaa.N
a:	are bol merii jaa.N
ki:	terii aa.Nkho.n ne jaane kyaa jaaduu kiyaa
	mai.n bhii gayaa meraa dil bhii gayaa
a:	o merii jaan
ki:	bol merii jaa.N
a:	tuu nii.ndo.n me.n sapane piro gayaa
	us din se mujhe kuchh ho gayaa

ki:	o merii jaan
a:	bol merii jaa.N
	are o merii jaa.N
a:	are bol merii jaa.N
ki:	terii aa.Nkho.n ne jaane kyaa jaaduu kiyaa
	mai.n bhii gayaa meraa dil bhii gayaa

	pyaar jo kiyaa hai to bhulaanaa naa mujhe
	chho.D jaanaa naa mujhe ta.Dapaanaa naa mujhe
a:	naa chho.Danaa mujhe ta.Dapaanaa mujhe
	pyaar jo kiyaa hai to bhulaanaa naa mujhe
	chho.D jaanaa naa mujhe ta.Dapaanaa naa mujhe
ki:	mere pyaar ko hai teraa aasaraa
	aabaad tujhase hai meraa jahaan
a:	o merii jaa.N
ki:	are bol merii jaan
a:	o merii jaan
ki:	o bol merii jaa.N
a:	tuu nii.ndo.n me.n sapane piro gayaa
	us din se mujhe kuchh ho gayaa

ki:	har gha.Dii mujhe ab yahii kaam hai
	terii yaad hai yaa teraa naam hai
a:	yaa terii yaad hai yaa teraa naam hai
	har gha.Dii mujhe ab yahii kaam hai
	terii yaad hai yaa teraa naam hai
ki:	tere milane se dha.Dakan ne a.nga.Daaii lii
	dil kii tamannaa huii hai jawaan
	o merii jaa.N
a:	bol merii jaa.N
	are o merii jaa.N
a:	are bol merii jaa.N
ki:	terii aa.Nkho.n ne jaane kyaa jaaduu kiyaa
	mai.n bhii gayaa meraa dil bhii gayaa

	khul gaye zi.ndagii ke naye raaste
	tuu mere waaste mai.n tere waaste
a:	tuu mere waaste mai.n tere waaste
	khul gaye zi.ndagii ke naye raaste
	tuu mere waaste mai.n tere waaste
ki:	ai muhabbat ke maalik teraa shukriyaa
	samajho agar mere dil kii zubaan
a:	o merii jaa.N
ki:	are bol merii jaan
a:	o merii jaan
ki:	are bol merii jaa.N
a:	tuu nii.ndo.n me.n sapane piro gayaa
ki:	terii aa.Nkho.n ne jaane kyaa jaaduu kiyaa
	mai.n bhii gayaa meraa dil bhii gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere haatho.n me.n pahanaa ke chuu.Diyaa.N}%
\film{Jaani Dushman}%
\year{1979}%
\starring{Sunil Dutt, Shatru, Vinod Mehran, Jeetendra, Rekha, Reena, Yogeeta, Sareeka, Bindiya}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11282 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	tere haatho.n me.n pahanaa ke chuu.Diyaa.N o chuu.Diyaa.N
	haatho.n me.n pahanaa ke chuu.Diyaa.N
	o tere haatho.n me.n pahanaa ke chuu.Diyaa.N
	ke mauj ba.njaaraa le gayaa
	ke mauj ba.njaaraa le gayaa le gayaa
	tere haatho.n me.n \threedots
aa \:	tuune dil tak to meraa le liyaa le liyaa
	tuune dil tak to meraa le liyaa \-2
	ke vo kyaa bechaaraa le gayaa 
	ke vo kyaa bechaaraa le gayaa le gayaa
	tuune dil tak to \threedots

ra \:	mere saamane hii ko_ii begaanaa \-2
	ke ruup kaa nazaaraa le gayaa
	ke ruup kaa nazaaraa le gayaa le gayaa
aa \:	tuu jalataa hai kyuu.N re diivaane \-2
	ke vo kyaa tumhaaraa le gayaa
	ke vo kyaa tumhaaraa le gayaa le gayaa
ra \:	tere haatho.n me.n \threedots

	o ise mere hii tuu naam lagaa de \-2
	javaanii ere kis kaam kii
	ise mere hii tuu naam lagaa de
aa \:	dil legaa meraa ko_ii dilavaalaa \-2
	ye baat nahii.n tere bas kii bas kii
ra \:	aaj husn kaa jalavaa de\-de \-2
	to kal se mai.n taubaa kar luu.N haay kar luu.N
	aaj husn kaa jalavaa de\-de
aa \:	saal sattaraa sa.mbhaalaa ise maine \-2
	re aise kaise tujhe sau.np duu.N
	saal sattaraa \threedots
ra \:	tere haatho.n me.n \threedots

	tere ho.nTho.n se lipaT jaa_uu.N sajanii \-2
	mai.n surKii kaa ra.ng ban ke
	haay tere ho.nTho.n se lipaT jaa_uu.N sajanii
aa \:	tere jaise ka_ii luT ga_e ku.Nvaare
	tere jaise ka_ii luT ga_e ku.Nvaare ku.Nvaare
	paayal merii jab chhanake jab chhanake
ra \:	goraa ra.ng naa kisii kaa ho_e \-2
	ke saaraa jag bairii ho jaa_e
aa \:	saare jag se nipaT luu.N akelii
	saare jag se nipaT luu.N akelii akelii
	ke pahale tuu jo meraa ho jaa_e
	ke pahale tuu jo meraa ho jaa_e ho jaa_e
	saare jag se \threedots

aa \:	chho.Do jhaga.De milaa lo dil ko \-2
	raho na aise tan\-tan ke
	tere ghar me.n ujaalaa kar duu.N \-2
	haay tuu le jaa ise duulhaa ban ke duulhaa ban ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
