% ISB File: JabJabPhoolKhile_1965.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{affuu khudaayaa}%
\film{Jab Jab Phool Khile}%
\year{1965}%
\starring{Shashi Kapoor, Nanda}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

affuu khudaayaa!

vaah\-vaah\-vaah\-vaah, vaah\-vaah\-vaah\-vaah
is diivaane dil ne kyaa jaaduu chalaayaa
tumako hamape pyaar aayaa, pyaar aayaa
oy, hamako tumape pyaar aayaa, pyaar aayaa
affuu khudaayaa!

jii diyaa mai.n ne, jii liyaa mai.n ne
ab chaahe mujhako zamaanaa golii maar de
raajaa ke shikaare ko bha.Nvar me.n utaar de
aage jii ke kyaa lenaa hai
mere dil ne jo bhii maa.Ngaa thaa vo paayaa
tumako hamape pyaar aayaa, pyaar aayaa
affuu khudaayaa!

dil me.n ye aa_ii, deke duhaa_ii
pattharo.n se sar Takaraa_uu.N mai.n diivaanaa
jal jaa_uu.N banake shamaa kaa paravaanaa
maranaa\-jiinaa, khaanaa\-piinaa, ha.Nsanaa\-ronaa
nahaanaa\-dhonaa, sonaa\-uThanaa, chalanaa\-phiranaa
aanaa\-jaanaa ham diivaane ne muhabbat me.n bhulaayaa
hamako tumape pyaar aayaa, pyaar aayaa
affuu khudaayaa!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek thaa gul aur ek thii bulabul}%
\film{Jab Jab Phool Khile}%
\year{1965}%
\starring{Shashi Kapoor, Nanda}%
\singer{Rafi, Nanda}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Govindaraju Rao (rao@cc.umanitoba.ca)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ek thaa gul aur ek thI bulabul \- 2
dono chaman me.n rahate the
hai ye kahaanI bilakul sachchii
mere naanaa kahate the
ek thaa gul aur \threedots

bulabul kuchh aise gaatI thii
jaise tum baate.n karatI ho
vo gul aise sharmaataa thaa
jaise mai.n ghabaraa jaataa huu.N
bulabul ko maalUm nahI thaa
gul aise kyo.n sharamaataa thaa
vo kyaa jaane usakaa nagamaa
gul ke dil ko dha.Dakaataa thaa
dil ke bhed naa aate lab pe
ye dil me.n hI rahate the
ek thaa gul aur \threedots

lekin aakhir dil kI baate.n
aise kitane din chhupatI hai.n
ye vo kaliyaa.n hai jo ik din
bas kaa.NTe banake chubhatI hai.n
ik din jaan liyaa bulabul ne
vo gul usakaa dIvaanA hai
tumako pasand aayaa ho to boluu.n
phir aage jo afasaanaa hai

ik dUje kaa ho jaane par
vo dono majabuur hue
un dono ke pyaar ke kisse
gulashan me.n mashahuur hue
saath jiye.nge saath mare.nge
vo dono ye kahate the
ek thaa gul aur \threedots

phir ik din kI baat sunaauu.n
ik sayyaad chaman me.n aayaa
le gaye vo bulabul ko paka.Dake
aur dIvaanaa gul murajhaayaa \- 2
shaayar log bayaa.n karate hai.n
aise unakI judaaI kI baate.n
gaate the ye gIt vo dono
saiyaa.n binaa nahI kaTatI raate.n \- 2
mast bahaaro.n kaa mausam thaa
aa.Nkh se aa.nsuu bahate the
ek thaa gul aur \threedots

aatI thI aavaaz hameshaa
ye jhilamil jhilamil taaro.n se
jisakaa naam muhabbat hai vo
kab rukatI hai dIvaaro.n se
ik din aah gul\-o\-bulabul kii
us pi.njare se jaa TakarAI
TuuTaa pi.njaraa chhuuTaa kaidii
detaa rahaa sayyaad duhaaI
rok sake naa usako milake
saaraa zamaana saarI khudaaI
gul saajan ko gIt sunaane
bulabul baag me.n vaapas aae

yaad sadaa rakhanaa ye kahaanii
chaahe jInaa chaahe maranaa
tum bhI kisI se pyaar karo to
pyaar gul\-o\-bulabul saa karanaa \- 4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii pahale dekhaa nahii.n ... yahaa.N mai.n ajanabii huu.N}%
\film{Jab Jab Phool Khile}%
\year{1965}%
\starring{Shashi Kapoor, Nanda}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10981 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kabhii pahale dekhaa nahii.n ye samaa.N
ye mai.n bhuule se aa gayaa huu.N kahaa.N

yahaa.N mai.n ajanabii huu.N \-2
mai.n jo huu.N bas vahii huu.N \-2
yahaa.N mai.n ajanabii huu.N \-2

kahaa.N shaam\-o\-sahar the kahaa.N din\-raat mere
bahut rusavaa hu_e hai.n yahaa.N jazbaat mere
na_ii tahaziib hai ye nayaa hai ye zamaanaa
magar mai.n aadamii huu.N vahii sadiyo.n puraanaa
mai.n kyaa jaanuu.N ye baate.n zaraa insaaf karanaa
merii GustaaKiyo.n ko Kudaaraa maaf karanaa
yahaa.N mai.n ajanabii \threedots

terii baa.Nho.n me.n dekhuu.N sanam Gairo.n kii baa.Nhe.n
mai.n laa_uu.Ngaa kahaa.N se bhalaa aisii nigaahe.n
ye ko_ii raqs hogaa ko_ii dastuur hogaa
mujhe dastuur aisaa kahaa.N ma.nzuur hogaa
bhalaa kaise ye meraa lahuu ho jaa_e paanii
mai.n kaise bhuul jaa_uu.N mai.n huu.N hindostaanii
yahaa.N mai.n ajanabii \threedots

mujhe bhii hai shikaayat tujhe bhii to gilaa hai
yahii shiqave hamaarii mohabbat kaa silaa hai.n
kabhii maGarib se mashariq milaa hai jo milegaa
jahaa.N kaa phuul hai jo vahii.n pe vo khilegaa
tere uu.Nche mahal me.n nahii.n meraa guzaaraa
mujhe yaad aa rahaa hai vo chhoTaa saa shikaaraa
yahaa.N mai.n ajanabii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{na na karate pyaar tumhii.n se kar baiThe}%
\film{Jab Jab Phool Khile}%
\year{1965}%
\starring{Shashi Kapoor, Nanda}%
\singer{Rafi, Suman Kalyanpur}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

na na karate pyaar tumhii.n se kar baiThe
karanaa thaa i.nkaar, magar iqaraar tumhii.n se kar baiThe
na na karate pyaar tumhii.n se kar baiThe   \threedots

chho.Do rahane bhii do ye jhuuThe afasaane
aisaa kyaa hai tum me.n
    - jaa jhuuThii
aisaa kyaa hai tum me.n ki ham ho diivaane
phir bhii tumane Kvaabo.n me.n aanaa nahii.n chho.Daa
tiir nazaro.n se chalaanaa nahii.n chho.Daa
ye shiqavaa sarakaar, hazaaro.n baar
tumhii.n se kar baiThe
na na karate   \threedots

ham ko thaa pataa jo tumhaarii daastaa.N thii
ho.nTho.n pe to na thii
    - achchhaa?
ho.nTho.n pe to na thii magar dil me.n haa.N thii
koii dil na degaa anaa.Dii anajaan ko
hamane de diyaa hai to maano ehasaan ko
ham bhuule ik baar, ki aa.Nkhe.n chaar tumhii.n se kar baiThe
na na karate   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paradesiyo.n se naa a.Nkhiyaa.n milaanaa}%
\film{Jab Jab Phool Khile}%
\year{1965}%
\starring{Shashi Kapoor, Nanda}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

paradesiyo.n se naa a.Nkhiyaa.n milaanaa
paradesiyo.n ko hai ik din jaanaa

aatii hai jab ye rut mastaanii
banatii hai koii na koI kahaanii
ab ke bas dekhe bane kyaa fasaanaa

sach hii kahaa hai pa.nchhii inako
raat ko Thahare to u.D jaae.n din ko
aaj yahaa.N kal vahaa.N hai Thikaanaa

baago.n me.n jab jab phuul khile.nge
tab tab ye harajaaii mile.nge
guzaregaa kaise patajha.D kaa zamaanaa

ye baabul kaa des chhu.Daae.n
des se ye parades bulaae.n
haay sune.n naa ye koI bahaanaa

hamane yahii ek baar kiyaa thaa
ek paradesii se pyaar kiyaa thaa
aise jalaae dil jaise paravaanaa

pyaar se apane ye nahii.n hote
ye patthar hai.n ye nahii.n rote
inake liye naa aa.Nsuu bahaanaa

naa ye baadal naa ye taare
ye kaagaz ke phuul hai.n saare
in phuulo.n ke baag na lagaanaa

hamane yahii ek baar kiyaa thaa
ek paradesii se pyaar kiyaa thaa
ro ro ke kahataa hai dil ye diivaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye samaa, samaa hai ye pyaar kaa}%
\film{Jab Jab Phool Khile}%
\year{1965}%
\starring{Shashi Kapoor, Nanda}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator:  Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc
%          Anand P. Narayan (narayan@ucsu.Colorado.EDU)
% Editor:  Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ye samaa
samaa hai ye pyaar kaa
kisii ke i.ntazaar kaa
dil naa churaale kahii.n meraa
mausam bahaar kaa
ye samaa\threedots

basane lage aa.Nkho.n me.n
kuchh aise sapane
koii bulaae jaise
naino.n se apane \- (2)
ye samaa\threedots

milake khayaalo.n me.n hii
apane balam se
nii.nd ga.nvaa.Nii apanii
mai.nne qasam se \- (2)
ye samaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
