% ISB File: JabPyaarKisiSeHotaaHai_1998.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil me.n basaa ke palako.n me.n biThaa ke}%
\film{Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman, Twinkle, Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Saeed}%
\singer{Lata}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil me.n basaa ke palako.n me.n biThaa ke nazaro.n me.n qaid kar liyaa
aa.Nkho.n me.n ba.nd kar liyaa maine tumako pasand kar liyaa

ham dono.n a.njaan raahii raste magar mil ga_e
patajha.D ke mausam me.n jaise dil phuul se khil ga_e
tum duur raho yaa paas raho nazaro.n me.n qaid kar liyaa
aa.Nkho.n me.n ba.nd \threedots

ab ye bechainiyaa.n hai.n aage naa jaane ho kyaa
itane kariib aa ga_e hai.n ab kaise ho.nge judaa
baaho.n me.n sanam tuune thaam liyaa nazaro.n me.n qaid kar liyaa
aa.Nkho.n me.n ba.nd \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek thaa dil paas mere kar diyaa vo naam tere}%
\film{Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman, Twinkle, Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Saeed}%
\singer{Lata, Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ek thaa dil paas mere kar diyaa vo naam tere
ek jaan thii paas mere ho ga_ii vo naam tere

maa.nguu.n to vaapas naa denaa jaa_uu.n to tuu rok lenaa
tere li_e hii to merii jaa.n terii kasam
chain kho gayaa hai nii.nd ho ga_ii hai kam
bachaa bachaa ke rakhaa thaa de diyaa hai tujhe aaj ye dil
ek jaan thii paas mere \threedots

aa is dil ke saare aramaa.n de duu.n tujhe
ye dil hai kyaa tuu maa.nge jaa.n to de duu.n tujhe
ye dil kii kahaanii kaise kare.n ham shuruu
mai.n thaam luu.n baahe.n terii aajaa zaraa paas tuu
chhupaa chhupaa ke rakhaa thaa de diyaa aaj tujhe ye dil
ek thaa dil paas mere \threedots

ye pahalii mohabbat pahalaa meraa pyaar hai
to.De se bhii TuuTe naa jo ye vo kasam yaar hai
ye vaadaa mai.n to.Duu.n aisaa nahii.n mai.n bevafaa
kyaa baat hai is baat pe ho ga_ii mai.n to fidaa
bachaa bachaa ke rakhaa thaa aaj tujhako de diyaa ye dil
ek thaa dil paas mere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{is dil me.n kyaa hai dha.Dakan}%
\film{Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman, Twinkle, Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Saeed}%
\singer{Lata, Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

is dil me.n kyaa hai dha.Dakan dha.Dakan me.n kyaa hai saajan
phuulo.n me.n kyaa hai khushbuu aa.Nkho.n me.n kyaa hai jaaduu
tuu merii jaa.n hai tuu hii meraa pyaar tere li_e hii mai.n huu.N bekaraar
is dil me.n kyaa hai \threedots

chhuu liyaa tuune mujhako saaraa badan jal rahaa hai
pyaar me.n zor kaisaa ko_ii jaaduu saa bas chal rahaa hai
paagal naa mai.n ho jaa_uu.n
is dil me.n kyaa hai \threedots

thaam le merii baahe.n mausam javaa.n hai hasii.n hai
kyaa karuu.n naam teraa dil bhuulataa hii nahii.n hai
jaaguu.n yaa mai.n so jaa_uu.n
is dil me.n kyaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{madahosh dil kii dha.Dakan chup sii ye tanhaa_ii}%
\film{Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman, Twinkle, Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Saeed}%
\singer{Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

madahosh dil kii dha.Dakan chup sii ye tanhaa_ii
chhup gayaa chaa.Nd kyo.n kyaa terii zulf laharaa_ii
phir terii yaad ne dil me.n lii yaar a.nga.Daa_ii
madahosh dil kii dha.Dakan \threedots

ye ratajage lambii raato.n ke dil naa laage kyaa karuu.n
ye silasile dil kii baato.n ke jaaduu chale kyaa karuu.n
bikharaa zulfe.n so jaa_uu.n dil chaahe kahii.n kho jaa_uu.n
madahosh dil kii dha.Dakan \threedots

ye terii aashiqii kar naa de merii rusvaa_ii

kahanaa thaa jo ho.nTho.n se maine aa.Nkho.n se vo kah liyaa
dil me.n tere rahanaa hai mujhako is duniyaa me.n rah liyaa
aa lag jaa tuu is dil se ki milate hai.n dil mushqil se
madahosh dil kii dha.Dakan \threedots

dil liyaa jaan bhii legaa ye pyaar harajaa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o jaanaa.N naa jaanaa ... o jaanaa.N ye jaanaa}%
\film{Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman, Twinkle, Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Saeed}%
\singer{Kumar Sanu, Anuradha Paudwal/ Lata, Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

o jaanaa.N naa jaanaa ye dil teraa diivaanaa
jahaa.n bhii tuu jaa_e tere piichhe aa_e ye teraa aashiq puraanaa
o jaanaa.N naa jaanaa \threedots

zor chalataa nahii.n kyaa karuu.n dil sa.mbhalataa nahii.n kyaa karuu.n haay
aisaa kaa.NTaa chubhaa pyaar kaa ab nikalataa nahii.n
terii nigaaho.n kaa mai.n ban gayaa huu.N nishaanaa
o jaanaa.N naa jaanaa \threedots

saarii duniyaa se ham ruuTh ke aa mohabbat kare.n TuuT ke
u.D naa jaa_e kabhii kyaa pataa ko_ii bha.nvaraa mujhe luuT ke
bha.nvaraa nahii.n hai meraa naam hai paravaanaa

o jaanaa.N ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa
tuu kare jo ishaaraa mai.n chalii aa_uu.n yaaraa chho.D ke ye zamaanaa

%Part 2:

o jaanaa.N ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa
tuu kare jo ishaaraa mai.n chalii aa_uu.n yaaraa chho.D ke ye zamaanaa
o jaanaa.N ye maanaa \threedots

terii merii nazar mil ga_ii dil se dil kii Dagar mil ga_ii
bin kahe bin sune dekh le dil ko dil kii khabar mil ga_ii
ye dil churaa ke tuu aa.Nkhe.n naa mujhase churaanaa
o jaanaa.N ye maanaa \threedots

dil duu.n yaa jaan duu.n naam le baaho.n me.n tuu mujhe thaam le
ho naa jaa_e nashaa pyaar kaa o sanam hosh se kaam le
mai.n kyaa karuu.n binaa pi_e ho gayaa mai.n mastaanaa
o jaanaa.N ye maanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o la.Dake diivaane ... chal pyaar karegii}%
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman Khan, Twinkle Khanna, Anupam Kher}%
\singer{Alka Yagnik, Sonu Nigam, chorus}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Anant Mathur
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o la.Dake diivaane kahaa.N se aayaa tuu
dulhan ko le jaane kahaa.N se aayaa tuu

chal pyaar karegii
  haa.N jii, haa.N jii
mere saath chalegii
  na jii, na jii

are tuu haa.N kar yaa na kar terii maz.rii soNiye
ham tumako uThaa kar le jaay.ngee
Dolii me.n biThaa kar le jaaye.nge
ham ghar me.n kahii.n chhup jaaye.nge
sa.ng tere nahii.n ham jaaye.nge
o, chal pyaar karegii   \threedots

o gore gore mukha.De vaalii
o kaale kaale naino.n vaalii
maan meraa ehasaan
ki mai.n ne haa.N kar dii
tuu varanaa ku.Nvaarii rah jaatii
ye shaadii hamaarii raj jaatii
chal pyaar karegii   \threedots

jaa mai.n nahii.n karatii shaadii\-vaadii
mujhako pyaarii hai ye aazaadii
mai.n to apane baabul ke baaho.n kii bulabul huu.N
bas tujhase mujhe ye kahanaa hai
pi.njare me.n mujhe nahii.n rahanaa hai
chal pyaar karegii   \threedots

aa.Nkho.n se kaajal le jaaye.nge
zulfo.n se baadal le jaaye.nge
are ham aaye hai.n duur se
yuu.N vaapas na jaaye.nge
ham apanii sajaniyaa le jaaye.nge
are ham apanii dulhaniyaa le jaaye.nge
chal pyaar karegii   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii pahalii baar jab pyaar kisii se hotaa hai}%
\film{Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai}%
\year{1998}%
\starring{Salman, Twinkle, Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Saeed}%
\singer{Lata, Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pahalii pahalii baar jab pyaar kisii se hotaa hai
hotaa hai ye haal jab pyaar kisii se hotaa hai
ye dil kahii.n lagataa nahii.n terii tarah merii tarah paagal sabhii ho jaate hai.n
pahalii pahalii baar jab \threedots

dil ko karaar nahii.n aataa raato.n ko nii.nd aatii nahii.n
jaan chalii jaatii hai lekin aake terii yaad jaatii nahii.n
taubaa mere yaar jab pyaar kisii se hotaa hai
hotaa hai ye haal jab \threedots

pyaar me.n karuu.n mai.n bevafaa_ii aisaa nahii.n mai.n harajaa_ii
laakho.n hasiino.n ko dekhaa tuu hii pasand mujhe aa_ii
hotaa hai kamaal jab pyaar kisii se hotaa hai
hotaa hai ye haal jab \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
